Over trading se account wash na karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading se account wash na karen.
    Forex Trading me over trading se account wash na karwaye to hi bahtar hoga aur is se hamen apne sarmaye se hath dhona par jata hai. Jitne account ki haseyat hai utna hi hamen trading karne chaheye.Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading se account wash na karen.

    agar hum over trading karty hain to hamy loss ho jy ga hamy soch samj kar kam karna h ga is mai then hum kam kar ky earn kar saky gy forex mai usa or chian jaey bary bary mumailk shmil hain hum is mai night mai be kam akr sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain hum is mai agar mistakes ko avoid kar ky kam karty hain to hamy loss nahi h ga market mai
    • #3 Collapse

      Re: Over trading se account wash na karen.

      hanji bhai ap nay sahi kaha hai kay hmehsa over trading say kaam khrab hi hota hai is lea haemen chaea kay ham kabhi bhe kaam ko khrab na karen or jitna ho saky ham utna hi kaam karen jo kay haemn sahi profit day saky aisa kaam na karen jo kay hameen loss main lay jay is lae haemn chae kay ahm mehnat say profit earn kar kay kaam akren or earning karty rahen,
      • #4 Collapse

        Re: Over trading se account wash na karen.

        Ji han aapane bilkul theek kaha hai overtrading se Hamara account wash ho jata hai Hamen ismein Apne mind ka istemal karte hue money management ke sath trade karne chahie aur Hamen ek time table Banakar Apne profit ka target set karna chahie aur Hamen osi time table ko follow karte hue Apna profit Gyan karna chahie aur uske bad fir trade next day ke liye Chhod Dena chahie to is mein agar Ham proper mehnat karte hain aur knowledge ka istemal Karte Hain To ismein Ham Jarur success Hote Hain .
        • #5 Collapse

          Re: Over trading se account wash na karen.

          G han forex trading men jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh hi over trading kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey iss liay agar daily profit ka target poora ho jay tu phir mazeed trade open nah karen kiun k next trade men loss bhi ho sakta hey iss liay profit zaiya bhi ho sakta hey iss liay jitna ho sakay over trading se avoid karen
          • #6 Collapse

            Re: Over trading se account wash na karen.

            Forex trading sy earning karny kelye Dilay ka ek easy sa target select kar lena zeada munasin ho ga kyn kay jab ham koi target ni rakhty hen to hamen mushkil ho jati hay kay ham nay dar asl karna kea hay to profit eaar n karny ka ek target hona lazmi hahy agar wo achieve ho jaye to over trade sy kam na karen kyn ky phir insan lalach men aa jata hay aor account ko wash hona ka dar hota hay ais lye easy target achieve kar kay over trade sy bachen.
            • #7 Collapse

              Re: Over trading se account wash na karen.

              ji han aapne bilkul sahe kaha kabhe bhe over trading nahe krne chahie kyunki over trading se hamesha account he wash hoten hain aur jo log apne capital ke according ziyadeh risk le kr ke trading krte hain wo hamesha nuksan mein he rehty hain forex ek risky business bhe hai ager is mein laperwahi ke sath kam karenge to kabhe bhe is mein kamiyabi hasil nahe kr payenge hame over trading se bachna hoga aur hamesha sabr ke sath kam krna hoga aur currency pair per he tradin krne hogie kyunki currency's pair per risk kam hota hai aur hum achy tareeky se in pairs ko analysis bhe kr payenge risk factor jitna kam rakh kr ke kam karenge utna he acha profit forex se earn karnege
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Over trading se account wash na karen.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
                Forex Trading me over trading se account wash na karwaye to hi bahtar hoga aur is se hamen apne sarmaye se hath dhona par jata hai. Jitne account ki haseyat hai utna hi hamen trading karne chaheye.Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga.
                Assalamu alaikum dear Forex memberaapki baat bilkul theek hai ki hamen kabhi bhi overtrading nahin karni chahie because isase hamara Bada loss ho sakta hai aur hamara account vahan bhi ho sakta hai so hamen chahie ki market strategy ko Apna the way risk se apne aap ko bachana chahie.
                مرشد

                اب آن لائن

                Working...
                X