New comers trading mein confuse kyun hotay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New comers trading mein confuse kyun hotay hain
    Forex mein aksar new comers traeing kay dauraan confuse ho jatay hain aur aisa iss lye hota hai kyun kay woh trading ko seekhay beghair hi trading kerna shru ker detay hain aur jub woh trade lagatay hain tou trade ghalt lag jati hai jis ki wajah sae woh confuse ho jatay hain aur apna loss ker behtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New comers trading mein confuse kyun hotay hain

    Stadium near jaw members bagair experience ke Forex main kam Kahate Hain vah Jarur confusing hote hain Hamen chahie kya macha experience Hasil Karen aur Apna experienced senior member
    • #3 Collapse

      Re: New comers trading mein confuse kyun hotay hain

      New comers trading ko seekhny k bagher hi trading start kar detay hain practice nai kartay demo account pay agar kartay bhi hain to usay mazak samajtay hain es liay confused rehtay hain Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: New comers trading mein confuse kyun hotay hain

        Dear brother forex trading men new traders k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay woh achi trading nhi kar saktay iss liay unn ko kahen se achi guidance aur motivation nhi milti iss liay woh trade lagatay waqt confused ho jatay hen k kahen bara loss nah ho jay iss liay woh ghalt lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey
        • #5 Collapse

          Re: New comers trading mein confuse kyun hotay hain

          hamy is mai confuse ho kar trading nahe karne chahey hamy is mai confidence sy trading karne chahey hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy result dyta hai agar hum kese be waja sy paryshan hai to hamy is mai trading nahe karne chahey hamy is mai cool mind sy kam karna chahey yai aam job ke nisbat bohat ache job hai hum is mai live chat karty hain
          • #6 Collapse

            Re: New comers trading mein confuse kyun hotay hain

            Je han. Forex trading ma new trader confuse ho jaty hain eski waja ye hai k unka experience bhot kam hota hai. Forex trading ma loss sb ko hota hai but professional trader hamesa apny loss ko counter karny k bary ma sochta hai. Forex trading ma loss ko recover karna hamy demo sy learn karna chahe.
            • #7 Collapse

              Re: New comers trading mein confuse kyun hotay hain

              New comers ki trading mein confusion ki waja unka bagair knowledge haasil kiye trading start kar dena aur practical experience na hone ki waja se trading ko properly run na kar pana aur demo account pe practice na karna ha isi liye sab new comers ko chahiye k woh hard work aur puri practice k sath apne time ko productively aur positively use kren...Best of Luck to All
              • #8 Collapse

                Re: New comers trading mein confuse kyun hotay hain

                jitne b achy trader hain vo new trader ko learning karwa dete hain new trader ko merket main koi b learning nhe hoti hain is liye new trader forex trading ki merket main amazign loss b karte hain learning kar k he ek trader forex ki merekt main acha profit hasil karta hain agar new trader k pas demo account main regulay learning nhe hain tu kabi b ek trader forex tradiing main earning nhe kar skta hian demo account new trader ko har tara ki learning de kar achi earning deta hain
                ​Sadaf Khan
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: New comers trading mein confuse kyun hotay hain

                  G han new treder trading kay duran bahut confuse ho jaty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath kam karna chahey kun kay forex men trading kay bary men sab say pahly kuch nah kuch sekhna chahey kun kay agar hum forex men nahin sekhen gy tu hamen as men zarour confuse hona pary ga as lia hamen forex men koi bhe kotahy wala kam nahin karna chahey kun kay agar hum forex men mahnat karen gy tu hamen as men kamyaby hasil hogy ur hum as men bahut acha profit hasil kar saken gy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X