Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare
    Dear friends forex me jaldbaazi nahi karni chahiey jitna mumkin hoo friends sabar see Kam Kare tabhi AP loss see Bach sake hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

    Yeh bat bilkul hakeekat hey k forex trading men jald bazi nuksan ki jarh hey kiun k kuch log loss men chalnay wali trades ko jaldi close kar detey hen jiss ki waja se loss increase hota rahta hey aur kuch log jaldi profit lenay k liay jaldi men trade open kartay hen aur mistakes kartay hen jin ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay jitna ho sakay jald bazi se perhez karen aur relax ho kar soch samaj kar trading karen aur mehnat karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

      Agar Ham Jalpari se kam karte hain to open karte hain Hota Hai archery game chal set karna padega Soch Samajh Ke Soch Khata bhi Hamen Achcha profit Hasil hota hai isliye main chahiye humme trading open karne mein Jaise Baat se kam na Karen
       
      • #4 Collapse

        Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair555 پيغام ديکھيے
        Dear friends forex me jaldbaazi nahi karni chahiey jitna mumkin hoo friends sabar see Kam Kare tabhi AP loss see Bach sake hai.
        Is Tarah trade karne se Hamara account was he hota hai agar Ham forex market Mein trade karte hue Achcha profit Hassan karna chahte hain To Hamen jaldbaji Nahin ke Sabar se kam Lena Hoga Kyunki Hamen profit Hassan karne ke liye wait karna padta hai agar Ham bahut jaldi Mein Achcha profit Hasil karne ki koshish Karte Hain To Is Tarah kabhi bhi Hamen Achcha profit Hassan Nahin Hota Baki Hamara account he wash Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

          exactly jaldbazi se nuksan hota hai isliye hamen trading mein jalbaazi hi nahin Karni chahie Varna hamara account bhi loss ho sakta hai account ko wash hone se bachane ke liye hamen Sabar se kaam Lena chahie aur Sabar ke sath hi hamen work karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

            Han gee dear kabhi bhi kam ma jaldbazi na kary kuy kah jaldbazi ma hmasha insan ko loss ka ziada chance hoty hain jaldbazi insan ko hmasha peechy la jaty ha insan kabhi apnii manzil hasil nahii kar sakta dear koy bhi kam ho kabhi jaldbazi sa na kry usay sabar ka soch samjh kar kary soch smjh sa kia gya kam hi acha aur faida mand hota ha is ly dear kam ko freash ho kar kary..
            • #7 Collapse

              Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

              Dear forex member humy kabai bi jaldbazy sy kamni karana chiay agar hum, jaladabazy sy kamakryn gy to zarror kmayab ho jayan gy or agar hum jaldbazy sy kam ni karayn gy to hu maray liaya kmayab hoana bohata hi zayada mushkil ho jaya ga .forex aka bohata hi acah bussinerss hy is lisy humy chiaya ka hummehnt sy proper vtriky sy kamakrty rahayn agar hum proper triky sy ka akrty rahayn gy to hum zarror kmayab ho jayn gy or agar hum proper triky sy kam ni karayn gy to humaray liatya kmayb hona abphat hi zayada mushkil hop jaya ag.
              • #8 Collapse

                Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

                g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k aksr hum jb trade karty waqt jaldbazi se kaam lety hein tu is se hum koi na koi mistake kr bethty hein jis ki vaja se hamein loss ho jata hai,trade hameesha relax mind k sath karni chaheye tub ja k hi hum axhi trade kr sakty hein r axha earn kr sakty hein,.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair555 پيغام ديکھيے
                  Dear friends forex me jaldbaazi nahi karni chahiey jitna mumkin hoo friends sabar see Kam Kare tabhi AP loss see Bach sake hai.
                  Ji,jaldbaazi say koi trade start karna hamari aqalmandi nai balkeh bewaqoofi kehlati hay, q keh jaldbazi say forex main trade kay liye enter to apni marzi say ho sakty hain laikin market say profit laina namumkin hota hay, q keh forex aisa business hay jis main say earning say pehly analysis and planning karna bahut important hay, or tab he forex main kamyabi mil sakti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair555 پيغام ديکھيے
                    Dear friends forex me jaldbaazi nahi karni chahiey jitna mumkin hoo friends sabar see Kam Kare tabhi AP loss see Bach sake hai.
                    Trading me jaldbazi karna Ek Aisi mistake hai Jisko aap kabhi bhi faydemand nahin banaa Sakte aur is mistake ki Hamesha aapko bahut jyada punishment mil sakti hai isliye kabhi bhi jaldbaji nasiya Karen aur koshish Kiya Karen ke jalva Jise aap Hamesha avoid hi karen to aapke liye bahut behtarin ho jaega Kyunki Jab aap jaldbazi Mein Koi decision lete hain to aapko iska bahut jyada nuksan ho sakta hai aur aap ki decision-making galat sabit ho sakti hai Iske alava aapka account bhi was ho sakta hai jaldbaji Karne Se Kabhi Bhi aapki trading effective Nahin ho sakti isiliye aap ki complete koshish honi chahie to jaldbaji se avoid Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

                      Agar forex Mein kamyabi Hasil karni hai Achcha profit Hasil karna hi acchi earning karni hai To Hamen Forex Mein mehnat ke sath kam karna hoga jaldbaji Nahin Karni Hogi Jab Ham jaldbaji ke sath kam karte hain jaldbazi Mein Aakar Koi trade open Karte Hain To Hamara account was Ho Jata Hai To Ham ne apne account ko kaise save aur secure Rakhna Hai yah Ham padh band karta hai agar ham market ko analyse Karke trading Karte Hain To Ham Achcha profit Hasil kar lete hain To Hamen chahie ki Ham Hamesha market ko analyses karke hi trading Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair555 پيغام ديکھيے
                        Dear friends forex me jaldbaazi nahi karni chahiey jitna mumkin hoo friends sabar see Kam Kare tabhi AP loss see Bach sake hai.

                        Dear Forex member jaldbaji mein aapke kabhi bhi e-trade Na lagaen aapko sirf loss Uthana Padega isliye Hamen chahie ki ham Sabar se kaam le aur Soch Samajh Ke trading Karen tabhi ham Ek Kamyab trader Ban sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain Jab ham jaldbaji Mein trading Karte Hain To Hamen loss ho jata hai Kai bar To Ham apna account hi Barse Karva Dete Hain Hamen chahie ke shabd se trading Karen tabhi ham Kamyab ho sakte...
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

                          Assalamu Alaikum dear ji bilkul aapane bilkul theek Kaha Aksar Ham Jab trade karte ho Kajal baje se kam Lete Hain To Usi Hamen Koi Na Koi mistake kar dete Hain Is vajah Se Hamen Lo so Jaate Hain Hamesha trade relax ok aur acchi tarike se aur Soch samajhkar vi Pariksha trade ko open Karen ke yahan Achcha experience bhi Hasil Aur cprofit Bhi
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

                            Assalamu Alaikum members I hope aap sab khairiyat se Honge instaforex ko acche tarike se kar rahi hun gay Bheem Bane bahut acchi thread open Ki Hai main aapki baat se agree hun aapane bahut acchi baat kahi hai jaldBaaz hokar Apne account ko wash na Karen acche tarike se kam Karen planning mein se kam Karen jaldbazi na Karen jaldbaji aapki account ko wash Deti Hai kam ko Soch Samajh Kar Kiya Karen likhiye trading aapki sari Jo earning Ke Daru Bata rahe hain vah Sare Jin par Hota Hai Agar aapki trading acchi Nahin Hogi to Fir aapko profit earning kaise karenge Tu dear members trading Shabir ke sath Hoti Hai Nagin jaldbazi jaldbaji agar aap Karenge to Fir aap entry point Achcha Nahin Hoga entrypoint Achcha Nahin hoga to Fir aapko loss Hoga lost Jab aapka hoga to Fir account was hoga to isiliye Apne Apne Aap Ko bechkar Karen aur jaldbazi mein trade na Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaldbaaz ban Kar account ko wash na kare

                              Ji bilkul asa hu hai Jab Bhi aap jalbaazi karte hain to aap ka nuksan hota hai kabhi bhi jalbazi nahin Karni chahie trade Lene mein bhi aapko pahle soochna chahie aur samajhna chahie FIR hi aapko chahie aap trade lein Kyunki agar aap Sahi point per sahi entry Le lete hain automatically app profitable trading kar sakte hain FIR success Hasil karne ky chances jyada ho Jaate Hain Iiya aapko chahie trade lene ke liye market Ko axhy tarike the analyze Karen Kabhi Bhi usmein jaldbazi Na Karen Kyunki agar aap jaldi Karenge to ismein Aapka nuqsaan hoga aapko Kuchh Bhi Hasil Nahin hoga agar aap sakoon ke sath kam Karenge to Fir Aap axhy tariky se profit Hasil kar Payenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X