Forex mein learning ka koi end bhi hai ya nahin?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein learning ka koi end bhi hai ya nahin?
    Forex mein jo bhi kaam kerta hai woh yehi kehta hai kay forex mein apni learning ko jari rakhain lakin kya koi yeh bhi bata sakta hai kay forex mein learning ka koi end bhi hai ya nahin ya phir humain poori zindagi iss mein apni learning ko continue rakhna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai ya nahin?

    dear friend forex trading aik waseeh business ha aur iski learning ki koe limit naen ha isi liay aik achha trader jitna bhi profit hasil kr ly khud ko kbi bhi expert trader naen smjhta aur hmesha learning prosess ko jari rakhta ha aur isi waja sa forex trading mn kamyabi hasil krta ha
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai ya nahin?

      dear forex main learning ka koi bhi end nahi ha kyon ky yeh aik bohut bara business hai jiss main ap ko kamyab hoty hoty bohut arsa lgta hai kyon ky isi waja say itna ziada time lagta hai ky is main ap ko bohut knowledge hasil karna parta hai phir he ap ko is main successs milti hai aur ager success mil bhi jay tab bhi app is main kabhi bhi 100 percent kamyab nahi ho skaty hain is lea ap ko is main success hony ky lea kafi hard work karna parta ha.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai ya nahin?

        assalam o alaikum, umeed karti hoon ap khariat say hoon gay, ji haan Ap bilkul thek keh rahe hain aur main apki baat say agree karti hoon Forex main learning ka koi end nahi,,, apko apni learning jaari rakhani chaye, jitni learning apki Forex s mutalik ho gi utna hi profit ap kamaa sakain gay aur utni hi jaldi ap kamiyaabi haasil kar sakain gay,,,, yehi waja hai kay Forex k mahireen apni learning ko kabhi pe khatam nahi karte balke har waqat kuch na kuch learn karte rehte hain jis say unko kamiyabi haasil hoti ho aur jo unke lye mufeed ho
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein learning ka koi end bhi hai ya nahin?

          Pak Forex form mein jo kam kar rahe hain vah bahut hi knowledge or experience ke sath Hasil kar rahe hain Kyunki ismein Hamen Kam Karne Walon Ko bahut hi fayda Milta Hai ismein Hamen knowledge or experience Milta hai aur ham yah kam bahut acchi tarike Se Kar Rahe Hain Ham is per Jitna Jyada Tumhe Denge utna Hamen ismein l Milega bhi log ismein Kamyab ho rahe hain Jo kam Ko Bata aur acchi tarike se kar rahe hain isliye Ham Apne kam Ko Bata aur acchi quality ki buniyad per Karen bahut Suraksha form Mein Vahi log kamiyan ho rahe hain aur jo is per bahut Sare twin Jo de rahe hain aur subah jo Dene Wale acchi Si posting kar rahe hain aur accha Sa borosil kar rahe hain aur acchi seated Laga rahe hain to Unka account bhi Masjid Badh Raha hai bahut acchi quality ke Diya ja raha hai isliye vah rahe hain aur Hamen Agar Karni Hogi to hamen bhi achcha Jaega aur acchi posting kar Sakenge

          اب آن لائن

          Working...
          X