Mehnat ko Zaiya Na karain lalch kr ky

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat ko Zaiya Na karain lalch kr ky
    Aoa,kaisy Hain sb,bhai apni mehnat ko zaiya na karain lalch kr ky,is liye lalch na karain ar khud ko sakoon main rkh kr acha sochain takhe aap loss main na jayen ar khud ki mehnat ko zaiya na kr bhetain shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat ko Zaiya Na karain lalch kr ky

    G mehnat se kam karne ka bahut fayda Hota Hai is apko mehant Kam Karna chye
    ISI Tarah mehnat karte rahenge to fayda Ho Gaye Tum Sara up
    Last edited by ; 11-07-2020, 03:57 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat ko Zaiya Na karain lalch kr ky

      Apni bahut hi acchi baat ki hai kabhi bhi Hamen trading karte hue lalach kaise kar Nahin Hona chahie Hamesha Hamen Apne target ko Dekhte Hue trading karna chahie Jab aap ko Apne targets Milna shuru ho jaaye to use per trade close kar deni chahie Kabhi Bhi high-risk Mat Ne Jab Bhi aapka Ham karen to koshish Kiya Karenge kam se kam rate ke liye Karen aur Jab Bhi aapko profit Mela shuru ho jaaye To Apne Ek target per usko close kar diya Karen Jitna Jyada Apna Raj Karenge utna hi aapko nuksan ka Patra Rahega agar aap bahut jyada lalach Karenge to is aapka Kaun bhi Awaaz ho sakta hai isliye Kabhi Bhi Apne Chhote account se bahut badi lod Na Lagaya Karen aur na hi bahut jyada jaldi se kam liya Karen Hamesha cool mind hokar kam Kiya Karen tab ya aap successful trading kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat ko Zaiya Na karain lalch kr ky

        Gee kuch log lalach kartay hain aur Apni mehnatt ko zaya ker detay hain islye kabhi bhe Apni mehnatt ko Kam az kam lalach ker kay to zaya Na kren hamesha apny apki wada kren apny time ki qadar kren aur kamyabi hasil kren aur nakami per bh kabhi afsurda Na hn...
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat ko Zaiya Na karain lalch kr ky

          hum is mai jitne mehant sy kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy result dyta hai hamre mehnat kabe zaya nahe hote hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey agar hum is mai bagar experience ky or tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy is mai meyare kam karna chahey

          اب آن لائن

          Working...
          X