Start main thodi problem hoti hai forex main.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Start main thodi problem hoti hai forex main.
    assalam walekum dear member mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge main aap sabko yah batana chahta Hun ki jab Ham Forex trading mein work start karte Hain to first time hamen is main thodi mushkilat ka samna karna padta hai aur hamen kuch problem bhi aate Hain to hamen ismein mayus nahin hona chahie hamen himmat aur Sabar se kam Lena chahie agar Ham ismein Sabar se kam lete Hain to hamen ismein success jarur milati Hai yah ek aisa business ismein agar Ham mehnat karte Hain to is business ke andar hamari mehnat Jaya nahin hoti hamen apne mehnat ka fal zurur milta Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

    g han dear ap any sahi kaha forex trading mai start mai thori si problem ho ti hai but ap ko is say gahb rana ni chahea or ap ko is mai mahant kar ni chahea ku kay mahant kar nay wali ko zaror kamyabi mill ti hai is lea ap ko hamesha acha bounce hasil kar nay kay lea acha knowledge gain kar na chahea or achy experience ko hasil kar na chahea ap achy trader zaror banay gay
    Last edited by ; 11-07-2020, 12:11 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq khan786 پيغام ديکھيے
      assalam walekum dear member mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge main aap sabko yah batana chahta Hun ki jab Ham Forex trading mein work start karte Hain to first time hamen is main thodi mushkilat ka samna karna padta hai aur hamen kuch problem bhi aate Hain to hamen ismein mayus nahin hona chahie hamen himmat aur Sabar se kam Lena chahie agar Ham ismein Sabar se kam lete Hain to hamen ismein success jarur milati Hai yah ek aisa business ismein agar Ham mehnat karte Hain to is business ke andar hamari mehnat Jaya nahin hoti hamen apne mehnat ka fal zurur milta Hai.
      Ji han bilkul dear aapane Sahi kaha hai Forex trading mein aap Jab kam Karte Hain To starting main aapko ismein problem pesh aati hai agar aap ismein thoda Himmat ke sath aur Roshani ke sath kam karen to aap trading Mein Achcha Paisa Kama sakte hain Kyunki Forex trading Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein aap Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur raat mein bhi kam kar sakte hain agar aap ismein mehnat Karen aur isko time de to aap ismein acche paise Kama kar apna Life ko best banaa sakti hai isliye aapko chahie ki aapas mein Himmat se kam Karen aur starting Mein knowledge Hasil Karen Aur ismein Main Karte Rahen Taki aapko ismein achha profit ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

        Strat mein tori problem hoti hai jab aap mehnat say kaam kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai agar aap mehnat nahi kray gay tu aap ko moskal ho gi tu aap kaam karna chor datay hai iss Lia hum mehnat say hi asani Kar saktay hai
        • #5 Collapse

          Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

          forex mai hamy acha or mayre km krna ho ga the hum km kar ky earn kr sky gy hum is mi live kam kar sakty hain hum is mai apne mrze sy time tablebna kr km kr skty hain hum is mi apny boss kud ap he hoty hn hum is mi apny boss kud ap he hoty hain yi aik world wide business hain hum is mi apny boss kud ap he hoty hn forex mi hum apne mrze sy time table bana kr kam kar sakty han
          • #6 Collapse

            Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

            ji han aur agar hum dunya ka koi bhi business dekh lein sb business mein start mein problems ka samna krna parta hai aisay directky koi business na to easy hota hy aur na profit deta hai.forex mein bhi aisa he hay start mein ham ko mushkilaat ka samna krna parta hay magar jaisay vaqt guzerta jata hay hum ko aasan lagnay lag jata hai kaam.iski wajah yeh hay k hamari leraning increase ho rahi hoti hai...
            • #7 Collapse

              Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

              Walaikum Assalam g dear bilkul start Mein Forex main Thori problem Hoti Hai Ham Jab Koi naya kam start karte hain to us kam ka Hamen experience Nahin Hota To Hamen starting mein problem ka Samna karna padta hai ISI Tarah Jab Ham Forex Mein kam Shuru Karte Hain To Yahan Hamen bahut problems ati Hain hamare pass kam ka. Experience nahin Hota Ham loss ki taraf Jaate Hain To Hamen on problem se ghbrana nahin chahie balki mehnat ko Jari Rakhta chahie Apne seniors se help leni chahie aur experience Lena chahiy take Ham Yahan successful ho sake
              • #8 Collapse

                Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq khan786 پيغام ديکھيے
                assalam walekum dear member mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge main aap sabko yah batana chahta Hun ki jab Ham Forex trading mein work start karte Hain to first time hamen is main thodi mushkilat ka samna karna padta hai aur hamen kuch problem bhi aate Hain to hamen ismein mayus nahin hona chahie hamen himmat aur Sabar se kam Lena chahie agar Ham ismein Sabar se kam lete Hain to hamen ismein success jarur milati Hai yah ek aisa business ismein agar Ham mehnat karte Hain to is business ke andar hamari mehnat Jaya nahin hoti hamen apne mehnat ka fal zurur milta Hai.

                Salam dear member apny bilkul sahi kaha ha humy forex me thori problm hoti hai starting me or humy esa lgta k hum forex me kbhi bhi kamiyab ni ho skty hn is liye humy zaida sy zaida mehnat ki zarurt or hum forex me me kamiyab ho skty hn forex me kamiyab hony k liye knowledge ki bht zarurt hai humy forex me acha kam krna chahiye ta k apko forex bht jald smjh a jye...........
                • #9 Collapse

                  Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

                  beginning is the always hardest part of the journey is baat ko hamesha yad rakhen ke shuruaat hamesha Mushkil hoti hai aur shuru shuru mein bahut jyada problem se face karni padati hain agar aap ine problem se dar kar bhag jaenge to aap kabhi bhi jindagi mein successful nahin ho sakte banke aapko in Mushkil 8 ka samna karna hoga aur unko solve karne ki koshish karni hogi kyunki shuru shuru mein bahut problem jaati hai aur Sher mein problem jaane ki buniyadi baje hai ki hamare pass knowledge and experience itna available nahin hota jiski wale sham ko problem change karna padta hai aapko ghabrana nahin hai aur uska ladka acche tarike se samna karna hai yahi muskurahat aapko ek achcha trader banaegi
                  ​BELIEVE IN YOURSELF!
                  (Ahsan999)
                  • #10 Collapse

                    Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq khan786 پيغام ديکھيے
                    assalam walekum dear member mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge main aap sabko yah batana chahta Hun ki jab Ham Forex trading mein work start karte Hain to first time hamen is main thodi mushkilat ka samna karna padta hai aur hamen kuch problem bhi aate Hain to hamen ismein mayus nahin hona chahie hamen himmat aur Sabar se kam Lena chahie agar Ham ismein Sabar se kam lete Hain to hamen ismein success jarur milati Hai yah ek aisa business ismein agar Ham mehnat karte Hain to is business ke andar hamari mehnat Jaya nahin hoti hamen apne mehnat ka fal zurur milta Hai.
                    Dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ham is Forum ke upar Apne sorry wali Shuru wale problems ko acchi tarike se deal kar le use mayus Na Ho Aur apni working start rakhen to is form ke upar badhiya Sani ke sath aur bahut jaldi Mein Ham Apna Ek Achcha Makan Banakar Kachi learning kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

                      ji han dear starting main Har EK trader ko loss ka samna karna padta hai kyunki starting mein kisi bhi trader ko achcha experience aur knowledge nahin hota aur Forex mein sirf aap apne acche experience aur knowledge ke base per he kamiyabi Hasil kr paogejitna jyada Ham Forex ke bare mein learning karenge aur is business ke bare mein sikhenge aur samjhenge aur time denge utna hi hamen jyada fayda hoga future mein kyunki Forex ko samajhne ke liye mehnat ki jarurat padati hai jitni acchi tarah mehnat karenge aur jitna acche tarike se kam karenge utna hi achcha benefit Ham Forex se Hasil kar payenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

                        ji ha starting ne hamen thodi si taklif hoti hai uske bad jab Ham ismein ek achcha time spend kar lete hain to fir Ham isko jaan lete Hain aur FIR Ham ismein achcha work karke ek acchi income hasil kar sakte hain forex trading ek aisa business hai agar aap ismein jyada time invest karoge to aapko yahan se jyada earning hogi agar aap ismein kam time invest karte Hain to aap ismein kam earning hasil karte Hain ismein aapko money management ko follow karte hue aur emotion ko control karte hue kam karna hoga tab bhi aap ismein success honge.
                        • #13 Collapse

                          Re: Start main thodi problem hoti hai forex main.

                          Ji han Forex trading ke andar Jab Ham work start Karte Hain To ismein Mein first mein thodi problem Hoti Hai Magar Uske bad Jab ham ismein Jyada time Dete Hain aur Forex trading ka knowledge or experience Hasil karne ke bad ismein work start Karte Hain To Uske bad FIR Hamen is main problems khatm Ho Jaati Hain aur ham profit Hasil Karte Hain To Hamen ismein apni mistake koi ignore nahin karna chahie agar hum is main Jyada mehnat Karne Se gey Tu ismein Jarur success Honge .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Forex Trading Ki Pehchan


                            Forex trading, yaani foreign exchange trading, duniya ka sab se bara financial market hai. Is mein currencies ka kharid-o-farokht hota hai. Lekin is maidan mein kadam rakhna aasaan nahi, kyunki yahan kayi problems ka saamna karna padta hai. Is article mein, hum forex trading se mutaliq kuch aam masail ka zikar karenge.
                            1. Market Volatility


                            Forex market ki sab se badi khasiyat uski volatility hai. Iska matlab hai ke currency ki qeemat mein aksar tezi se tabdeeli aati hai. Ye volatility kabhi kabhi investors ke liye faida mand hoti hai, lekin aksar ye nuksan bhi de sakti hai.
                            2. Emotional Trading


                            Bohat se traders apne jazbat ko control nahi kar pate. Jab losses hote hain, to wo jald baazi mein decisions le lete hain. Ye emotional trading aksar khud ko nuqsan pohanchata hai, kyunki aise faisle aksar soch samajh kar nahi hote.
                            3. Lack of Knowledge


                            Forex trading mein kamyabi ke liye knowledge bohat zaroori hai. Bohat se naye traders bina samajh ke trading shuru kar dete hain, jo ke unhe nuksan de sakta hai. Is liye, pehle market ki samajh hona chahiye.
                            4. Leverage Ka Istemaal


                            Leverage ka istemaal traders ko zyada profit kamaane ka mauqa deta hai, lekin ye khatarnaak bhi hai. Agar leverage ka sahi istemaal na kiya jaye, to is se bade losses ka saamna karna pad sakta hai. Is liye, leverage ka istemaal samajh kar karna chahiye.
                            5. Trading Strategy Ki Kami


                            Har trader ko ek effective trading strategy ki zarurat hoti hai. Bina strategy ke trading karna bekaar hai, kyunki ye traders ko bina soch samajh ke kaam karne par majboor karta hai. Is liye, ek plan tayyar karna zaroori hai.
                            6. Overtrading


                            Overtrading ek aam masla hai, jisme traders zyada transactions karte hain. Is se unki costs barh jati hain aur wo zyada stress mehsoos karte hain. Is liye, trading ko samajh kar karna chahiye aur limits tay karni chahiye.
                            7. Market News Aur Events


                            Forex market kaafi had tak news aur global events se mutasir hota hai. Agar traders in events ki tahqiqat nahi karte, to wo market ke sudden changes se nuksan utha sakte hain. Is liye, market news par nazar rakhna zaroori hai.
                            8. Technical Analysis Ki Galtiyan


                            Technical analysis trading ka aik zaroori hissa hai. Lekin aksar traders charts aur indicators ko ghalat samajh lete hain. Is se ghalat decisions ho sakte hain. Is liye, technical analysis karte waqt gahrayi se samajhna chahiye.
                            9. Psychological Barriers


                            Traders ko kabhi kabhi apne khud ke jazbat se larna padta hai. Ye psychological barriers unhe sahi faisle lene se rok sakte hain. Is liye, trading ke dauran apne jazbat par control rakhna bohat zaroori hai.
                            10. Broker Ka Intikhab


                            Sahi broker ka intekhab karna bhi ek masla hai. Har broker ki apni fees, spreads aur services hoti hain. Agar trader ghalat broker ka intekhab kare, to ye unke liye nuksan ka sabab ban sakta hai.
                            11. Risk Management Ki Kami


                            Forex trading mein risk management bohat zaroori hai. Lekin bohat se traders isay nazar andaz kar dete hain. Agar traders apne risk ko samajh nahi pate, to wo bade losses ka samna kar sakte hain. Is liye, risk management strategies ka istemaal zaroori hai.
                            12. Time Management


                            Forex trading ke liye waqt ka sahi istemaal karna bhi zaroori hai. Kai traders poora din market par nazar rakhte hain, jo ke unhe thaka deta hai. Is liye, waqt ka sahi istemaal karna chahiye aur trading sessions ko tay karna chahiye.
                            13. Scalping Aur Day Trading


                            Scalping aur day trading popular trading styles hain, lekin inmein bhi apne challenges hain. Scalpers ko tezi se decision lene hote hain, jabke day traders ko market ki samajh honi chahiye. In dono styles mein patience aur strategy ki zarurat hoti hai.
                            14. Long-term vs Short-term Trading


                            Kuch traders long-term mein sochte hain, jabke kuch short-term trading prefer karte hain. Dono approaches ke apne faide aur nuqsanat hain. Ye zaroori hai ke trader apne goals ko samjhe aur us hisaab se trading kare.
                            Aakhri Khayalat


                            Forex trading ek challenging field hai jahan risks aur rewards dono maujood hain. Traders ko in problems ka saamna karte waqt apne emotions, knowledge aur strategies par focus karna chahiye. Sirf is tarah wo forex market mein kamiyabi hasil kar sakte hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X