bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.
    Aksar members iss baat ko discuss karte ky bonus kam aaya or posts delete hogai or iska reason bhi yehi hota ky similar threads ya spell mistake. Agar hum sab dyhan dain tou forum py daily thory he topic py discussion chalti rehti jaisy MEHNAT py humko repeated topic change milte or sare members repeated threads ko hee reply karte jiska result posts delete hoti or bonus na aane ke surat mein dil bardashta ho jaty.Ye bhi sach hy ky mehnat mein azmat zarur hy or dusro ko motivate karna bhi sahi hy lakin forex bohat bara business hy jis mein mehnat ky ilawa market ke conditions or technical analysis ya fundamental analysis ke discussion zaruri hy or har tarah ky topic py discussion karny sy mind mein improvement bhi hogi or tamam members ke knowledge mein izafa bhi hoga.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

    Assalamu Alaikum g dearbilkul Agar Ham Chahte Hain Ky haMein Achcha bonus Mile To Hamen Apne mind Mein improvement Lani Hogi Agar Ham Khud Mein improvement lay gy acche se Yahan kam Karenge To Ham yahan se Kamyab ho Sakenge to zaruri hai ky kam improvement lay Apne Karm ki quality ko accha Banaye Tak ke dusron kam ko Pasand Karen Apne kaam ko informative Rakhe Ta ka k. Log is pr comment aur like Karen aur Hamen Achcha bonus mil sake Is Tarah Ham Yahan acchi earning kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
      Aksar members iss baat ko discuss karte ky bonus kam aaya or posts delete hogai or iska reason bhi yehi hota ky similar threads ya spell mistake. Agar hum sab dyhan dain tou forum py daily thory he topic py discussion chalti rehti jaisy MEHNAT py humko repeated topic change milte or sare members repeated threads ko hee reply karte jiska result posts delete hoti or bonus na aane ke surat mein dil bardashta ho jaty.Ye bhi sach hy ky mehnat mein azmat zarur hy or dusro ko motivate karna bhi sahi hy lakin forex bohat bara business hy jis mein mehnat ky ilawa market ke conditions or technical analysis ya fundamental analysis ke discussion zaruri hy or har tarah ky topic py discussion karny sy mind mein improvement bhi hogi or tamam members ke knowledge mein izafa bhi hoga.


      Salam dear member apny sahi kaha ha humy bonus acha chahiye to us k liye mehnat ki zarurt hai tb hi hum is me earning kr skty hn or kamiyab ho skty hn forex me earning tb hi ho skti hai or humy improvement krni hogi tb hi humy is sy acha bonus hasil ho skta hai or humy zaida sy zaida mehnat ki zarurt hai or knowledge bht bhi krni chahiye is sy hum bht acha profit or earning kr skty hn.................
      • #4 Collapse

        Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

        forex ko smjn ik din ka km nahi hin hum is mi bager blanace account bankr be km kr skty han hum is mai nght mi be km kar skty hain hum is mai agr lalch ban ky km karty hain to hmy loss ho jy ga hum is mi ape mrze sy time tble ban kar kam kr skty han hum is mi apny boss ap he hoty hin ya kbe be bdn n hony wala aach business hin hum is mi apny bos kud ap eh hoty hin
        • #5 Collapse

          Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

          Gee haan forex mein hum sub bonus system per kaam kertay hain tou iss kay lye humain forum per apnay kaam mein behtari lana ho gi jis ki wajah sae hum acha kaam ker sakain gaye kyun kay humain forum sae acha bonus hasil ho ga aur humain uss sae achi trading kerain gaye jis sae humain zayada profit bhi ho ga
          • #6 Collapse

            Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

            dost apki baat sahi hay k agar ham forum main aisa kuch share kartay hain jis say ahmko makreet k baray main sahi informations mil sakty hain to hamko chaye k ham markeet k he baray main posts kartay jayen jis say ahmko jo kuch bi milta hay hamain usk baray main experience bhi milta jayega aur ham markeet main enter hotay he bahut kuch earn akrnay main bhi success hos aktay hain jsik liye zaruri hay k ham apni har aik post ko achay tareekay say bayan akrty jayen.
            • #7 Collapse

              Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
              Aksar members iss baat ko discuss karte ky bonus kam aaya or posts delete hogai or iska reason bhi yehi hota ky similar threads ya spell mistake. Agar hum sab dyhan dain tou forum py daily thory he topic py discussion chalti rehti jaisy MEHNAT py humko repeated topic change milte or sare members repeated threads ko hee reply karte jiska result posts delete hoti or bonus na aane ke surat mein dil bardashta ho jaty.Ye bhi sach hy ky mehnat mein azmat zarur hy or dusro ko motivate karna bhi sahi hy lakin forex bohat bara business hy jis mein mehnat ky ilawa market ke conditions or technical analysis ya fundamental analysis ke discussion zaruri hy or har tarah ky topic py discussion karny sy mind mein improvement bhi hogi or tamam members ke knowledge mein izafa bhi hoga.
              bhaijaan humne to har tarah se koshish kar li hai lekin kisi bhi tarike se bonus achcha nahin a raha hai main pichhle hafte mein bahut acchi quality ka kam kiya tha aur jyada bhi Kiya tha lekin uske baba jhooth Mera bonus achcha nahin aaya ab Meri samajh mein aaya nahin a raha hai ki mota tarike se sabse hamen bonus deta hai main pichhle 3 sal se Business mein kam kar raha hun aur kabhi bhi is chij ko nahin samajh Saka ke hamen kis hisab se bonus milta hai Ab Agar main apne last week a post or uski quality ko moderator ke samne rakh dun tu vah kisi bhi tarah se usmein mistake nahin paida kar sakta lekin uske vajud mujhe use per bahut kam bonus Mela hai lekin fir bhi hamari majburi hai Ham ismein kam kar rahe hain.
              • #8 Collapse

                Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

                yah baat aap apne man mein baitha nahin ke mind ki improvement hi aapke kam ki improvement hai.apny kind ko jitna zyad ap motivated rakh saktybhaj. Utna rakhein q k motivation bohat hi zarori hai forex ma banny rehny k liye.
                ​BELIEVE IN YOURSELF!
                (Ahsan999)
                • #9 Collapse

                  Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

                  Assalam o Alikum g bikul agr hum apny kaam ko quality wala kaam banana chty hein to hmein cheaye k hum apni skills ko improve krein r sat ma apny mind kob active b aein
                  • #10 Collapse

                    Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

                    Thek kha hai ap ni.humi apni mind me phali improvement lani ho gi..
                    • #11 Collapse

                      Re: bonus acha chahiye tou mind mein improvement lana hogi.

                      G Han ap age accha bonus Hasil Krna Chahay Hain to ap ko daily basis or Kam kr k ek kamyab trade kr.a chahay ap ki mehnat ap ko accha experience deti Hy acchi earning accha profit bhi deti Hy ap ko chahay k saber k sath Kam krain mehnat krain take ap ko kamyabi mil saky r ek accha trade ka moqa mil saky
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Bonus Acha Chahiye Toh Mind Mein Improvement Lana Hoga

                        1. Iqbal Ka Pehlu


                        Bonus yaani inaam har kisi ka maqsad hota hai, khaaskar jab baat kaam ki hoti hai. Lekin is inaam ko hasil karne ke liye sirf mehnat kaafi nahi; aapko apne sochne ke tareeqe mein bhi behtari lana hogi.
                        2. Sochne Ka Tareeqa


                        Aapki soch ka tareeqa aapki zindagi par asar dalta hai. Agar aap negative soch rakhte hain, toh aap achi opportunities ko kho denge. Positive soch aapko naye ideas aur raahein dikhati hai.
                        3. Naye Skills Seekhna


                        Bonus hasil karne ke liye apne skills ko improve karna zaroori hai. Naye skills seekhne se aap apne kaam ko behtar bana sakte hain, jo aapke liye bonus hasil karne ka zyada mauqa faraham karta hai.
                        4. Professional Networking


                        Acha network banana bhi zaroori hai. Jab aap doosron ke saath acha rishta banate hain, toh wo aapki madad kar sakte hain jab aapko kuch zaroorat ho. Yeh aapko naye mauqe aur bonuses tak bhi le ja sakta hai.
                        5. Time Management


                        Time ko achi tarah manage karna bhi ahem hai. Jab aap apna waqt achi tarah se istemal karte hain, toh aap apne kaam ko behtar tareeqe se pura karte hain, jo aakhir mein aapko bonus hasil karne mein madadgar hota hai.
                        6. Self-Discipline


                        Self-discipline ka hona zaroori hai. Aksar log apne kaam ko tal dete hain ya maqsad ko bhool jate hain. Aapko apne goals ko yaad rakhna hoga aur un par amal karna hoga.
                        7. Feedback Lena


                        Apne kaam par feedback lena bhi ahem hai. Jab aap doosron se feedback lete hain, toh aap apne kamiyon ko samajh kar un par kaam kar sakte hain. Yeh aapko apne performance ko behtar karne mein madad karta hai.
                        8. Motivation Ka Ahem Kirdar


                        Motivation ka hona aapki zindagi mein bohot zaroori hai. Aksar log motivation kho dete hain, jo unhein apne goals ki taraf nahi le jaata. Apne aap ko motivate rakhna aapko aage barhne mein madad dega.
                        9. Goal Setting


                        Clear goals set karna bhi zaroori hai. Jab aap apne goals ko samajhte hain aur unhe likhte hain, toh aapko unhe hasil karne ki raah dikhayi deti hai. Yeh aapke liye focus banata hai.
                        10. Risk Lene Ka Tareeqa


                        Kabhi kabhi risk lena bhi zaroori hota hai. Agar aap hamesha safe rehna chahte hain, toh kabhi naye mauqe nahi milte. Thoda risk lena aapko naye opportunities tak le ja sakta hai.
                        11. Stress Management


                        Stress ko manage karna bhi ahem hai. Jab aap stress mein hote hain, toh aapki productivity gir jati hai. Meditation, yoga, ya koi bhi hobby jo aapko relax karne mein madad kare, usay apni routine mein shamil karein.
                        12. Teamwork Ki Ahmiyat


                        Akele kaam karna hamesha behtar nahi hota. Teamwork se aap zyada productivity hasil karte hain. Achi team ke sath milkar kaam karne se aap naye ideas aur solutions dhoond sakte hain.
                        13. Resilience Ka Concept


                        Zindagi mein challenges aate hain, lekin inhe face karne ki koshish zaroori hai. Aapki resilience, yaani kisi mushkil ko sambhalne ki salahiyat, aapko zyada strong banati hai aur aapko bonus hasil karne mein madadgar hoti hai.
                        14. Conclusion


                        Aakhir mein, bonus hasil karne ke liye sirf mehnat nahi, balki apne dimaag mein improvement lana bhi zaroori hai. Jab aap apne sochne ke tareeqe, skills, aur approach par kaam karte hain, tab aapko un inaamon tak pohanchne ka zyada mauqa milta hai jo aapne socha bhi nahi tha. Har waqt behtar banne ki koshish karte rahiye, kyunki yeh aapko aakhirat tak le ja sakti hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X