kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia hum English mn bhi posts kr skty hn...
    Salam to all dear forex members dear friends pakistan forex trading k discussion forum pr kia hum English language mn bhi post kr skty hn ya sirf urdu mn post krna lazmi h kindly malomat fraham kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

    no my brother ye Pakistan forex forum hai aur yahan per hamen Urdu language mein baten karni hoti hai kyunki yahan per hamen Roman Urdu mein posting karne ke liye permission de jaati hai to hamen Roman Urdu mein hi working karni padati hai kyunki jaisa rul hota hai hamen vaise bhi working karni padati hai tab hi hamare liye success hai agar Ham rules ke against working karenge to hamen kabhi bhi e benefits nahin milenge isliye rules ke sath hi working karni padati hai
    • #3 Collapse

      Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

      g han hum is frum main english main pos ska rksayt hain aur forum main practice kar k hi huma chi trade kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi ab hi hum real main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum cahi trade karni ho gi ab hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur foruum main trnd ko use kar k hi hum sucss hon gay uar forum main kam kar skay hain a k loss km ho sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

        Ji han bilkul theek hai a raha hai Ham English mein bhi post kar sakte hain ismein hamen Koi pareshani nahin hogi agar aap English mein post kar sakte hain to aap English mein kar sakte hain agar Urdu mein karna chahte hain to Urdu mein kar sakte hain ismein Koi pareshan nahin hoti hai bus hamari post acche honi chahie Taki hamen kisi bhi kism ki pareshani ka samna karna pade post Urdu mein hai ya English mein koi Fark nahin padta bus post acchi honi chahie
        • #5 Collapse

          Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

          G han forum pe hum English men bhi posting kar saktay hen aur bahut se log English men posts kartay hen lekin pak forum pe her education k log kam kar rahay hen iss liay koshish karen k urdu men posting karen ta k sub ko samaj aa jay aur woh thanks aur comments aasani se kar saken iss liay jo bhi thread aur post karen bilkul easy karen
          • #6 Collapse

            Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

            dear g nahi is main ham just awam ilfaz main bat cheet kr saktay hein so is main ham ko chye k ham is main jo bhi kam ko kia karein woh is k kam k against nahi hona chye is main ham ko chye k ham is main is main aisaty words ko istamal kia krein jis say anay walay her members ko is ko samjhnay main asani ho saky jis say woh agay ki traf bhi asain k sat ja sakein so is main ham ko mehnat kr k he apnay kam ko last tak better sa better metods k sat karaty ranay ki bar bar try karaty rahan ho g is main add honay k bad main .
            • #7 Collapse

              Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
              G han forum pe hum English men bhi posting kar saktay hen aur bahut se log English men posts kartay hen lekin pak forum pe her education k log kam kar rahay hen iss liay koshish karen k urdu men posting karen ta k sub ko samaj aa jay aur woh thanks aur comments aasani se kar saken iss liay jo bhi thread aur post karen bilkul easy karen
              dear fellows bht see members English me bhi post karte hai aor yeah but achi baat hai lekin ham Urdu me bhi Kar sakte hai aesi baat nahi Jo AP ki Marzi lekin yeah soch Len keh spelling yaa koi Grammer mistakes na hoo nahi to phir post ki quality nahi rehti aor hamara bonus automatically Kam aye gaa friends ap behtareen work Kare taa keh AP acha profit earn Kar sake.
              • #8 Collapse

                Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ijaz786 پيغام ديکھيے
                Salam to all dear forex members dear friends pakistan forex trading k discussion forum pr kia hum English language mn bhi post kr skty hn ya sirf urdu mn post krna lazmi h kindly malomat fraham kren
                Walekum assalam yessir Hamare liye option hoti hai ki agar Ham Chahte Hain To Ham English mein bhi post kar sakte hain aur Agar Ham English mein post nahin karna chahte To Ham Roman Urdu mein bhi post karna chahte hain Pakistan Forex form ke different sections hai jismein aapko different options available Hote Hain ismein aap contest mein bhi kam kar sakte hain aur normal posting work bhi kar sakte hain contest Mein kam karne ke liye bhi aapke pass hi option hoti hai ki aap Agar Roman Urdu mein kam karna chahte hain ya FIR English mein kam karna chahte hain to use section Mein jakar Apni post kar sakte hain ISI Tarah agar aap ki apni Marji hoti hai ki aap jis language mein post karna Chahe use section visa ki aap apni posting work complete kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

                  Ji han bilkul Ham Pakistan Forex form per apne trades English Bass per bhi bana sakte hain agar hamen chahie ki Ham apne friend ko jyada Se jyada aasan alfaz may submit Karen jisse is per Jo log ine wall mein vah isko aasani se samajh sake jaisa ke Pakistan ki comi zuban Urdu hai hamen is per jyada Urdu mein hi friend banane chahie aur yah sabse jyada chalne wali juban haijis Se dusre logon Ko Bhi madine milati hai ise sani mein padhne ke liye purva is per aasani se reply bhi kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

                    AOA/ HUMian yaha roman urdu ki permission milti hy or ya rules mn hy kay posting urdu language mn ki jay.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

                      Ji bilkul Bhai aap English mein hi posting kar sakte hain. Discussion English mein ho ya Urdu mein samajh aani chahie. Aasan English aur aasan Urdu hi members ke liye agai paida karti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

                        assalamu alaikum dear friends ummid hai aap sab khairiyat se honge ji han friends Ham English mein bhi post kar sakte hain agar hamari English acchi hai to agar hamen English nahin aati yah hamari English acchi nahin hai to Ham Urdu mein post kar sakte hainEnglish mein post karne ke liye jaruri hai ki hamara English talfaz theek ho aur ham apni baat aasani se samjha sake Varna Ham Urdu mein hi apni post laga Le
                        • #13 Collapse

                          Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

                          Forex trading mein baat rules ke khilaf hai ki ham English mein post Karen Nahin Baat bilkul bhi Sahi Nahin Hai Hamen Yahan per usko follow karte hue Har post ko Urdu Zubaan Mein karna chahie Kyon Ke Forex Hamen Urdu Zubaan Mein post karne ki Ijazat deta hai aur ham Uske rules ko follow karte hue Apna Kam Karte Hain Kyunki yah Pakistan mein kiya jane wala business Hamen Urdu jaban mein hi allow Karta Hai kam karna
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

                            Ji Nahin Forex Mein Hum Sirf Urdu Zubaan Mein Hi post kar sakte hain Kyunki Forex ke rules ke khilaf hai yah Baat ke ham har post Urdu mein Karen Kyunki Ham Forex ke rules ko follow karte hain aur Usi tarike se Hamen post bhaie Karni chahie
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia hum English mn bhi posts kr skty hn...

                              Forex trader Mein kam karte waqt To Ham sirf Urdu Zuban hi istemal karte hain Kyunki Har post Hamen Urdu language mein Karni chahie English language Hamen Forex trader allowed nahin karta Hamen chahie Har post mein jyada Se Jyada experience aur acchi quality wala work Forex trader Mein kam karte waqt To Hamen experience or knowledge knowledge Hona bahut jaruri hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X