Buy limit hm kb use krte hain??????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buy limit hm kb use krte hain??????
    Assalam o Alikum dear members kese hain Aap umeed hai ke Aap SB kheryat se honge dear members forex trading main Buy-limit kya hota hai buy limit hm taab use krte hain jb current price se neache ho Tb Buy limit lgana hota hai buy limit main taab kron ga jb current price se neche buy krna hai.
    For example:smjh len EURUSD ka jo price hai eska current price chal raha hai 1300 tu main soch raha hon main esko taab buy kron ga jb eska 1200 ho ga jb eska neche ho ga jb yh hundred neche Aae ga taab main esko buy kron ga



  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

    Jab Ham instant quote read nahin mil rahi hoti hai to tab Ham painting orders ko use karte hain lekin Jab hamen instant trade mil jaati hai to tab Ham isko use nahin karte hain hamen chahie ke Ham instant trade hi open Karen agar hamen trade nahin mil rahi hoti to fir hamen pending Garda ko use kar lena chahie FIR hamare liye best sabit ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

      G han dear jab ham koi tr adnlgana chaty Hy ky ham buy limit lgay to ham os ko tread sy opar lagatybht to hamary tread lag jati Hy pher ham ko is me jab who tread is par jati Hy to hamari tread opan hojati hy
      • #4 Collapse

        Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

        hamaini forum main limi tmain rah k hi hum achy say trade kar sakty hain so hamain chahye is k baryy main pracice karni ho gi ab hi hum run kar sakty hain aur forum main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur forum main expeience ho ga tab hi hum achy say trade ka rk hi hum loss say bach sakty hain aur forum main suces s ho sakty hain ta k earn karien gay it is bes job
        • #5 Collapse

          Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

          Ji han bilkul jab market Ka chitra analyse karte hain aur is per Ham demand zone search karke use per Ham bi limit lagate Hain Jo agar broker execute karta hai To hamari trade profit mein jaati hai bi limit ka matlab hai ki order lagana Ham apna Adda market mein lagate Hain Jo execute hokar hamen profit deta hai
          • #6 Collapse

            Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Afnanakbar پيغام ديکھيے
            Assalam o Alikum dear members kese hain Aap umeed hai ke Aap SB kheryat se honge dear members forex trading main Buy-limit kya hota hai buy limit hm taab use krte hain jb current price se neache ho Tb Buy limit lgana hota hai buy limit main taab kron ga jb current price se neche buy krna hai.
            For example:smjh len EURUSD ka jo price hai eska current price chal raha hai 1300 tu main soch raha hon main esko taab buy kron ga jb eska 1200 ho ga jb eska neche ho ga jb yh hundred neche Aae ga taab main esko buy kron ga



            yah ek kisam ka pending order hai aur yah Ham tab lagate Hain jab Ham bar bar market Ko nahin dekh sakte kyunki market jab Ham busy hote hain aur market Ko nahin dekh sakte to Ham pending order lagate Hain aur pending order ki vajah se hamen kafi help mil jaati hai agar Ham successful hona chahte Hain to hamen tools ko indicator ko sahi se use karna chahie kyunki jab bhi yahan per trader hai jyada experience Hasil karta hai to usko bahut jyada knowledge milati hai yahan per mehnat karne ki vajah se Ham kafi knowledge Hasil kar sakte hain aur successful hona chahte Hain to Dil laga kar kam karne ki koshish karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

              forex main hum es main sell our hum es main buy ka ordr lga kar hum es main trde lga skty hain our humain es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our hum es main acha experience hasl kar kay hum acha bons be hasl kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

                Assalamu alikum dear members ummid hai aap SB log khairiyat se honge g dear member ap NY acha swal pucha h k Pak forex forum ma trading krty hovy ham buy limit ko kaisy use krty h to dear member Pak forex ma trading krty hovy ham buy limit ko tab use krty h jab current price nichy ho.kisi b currency ka rate jab nichy ata h tb ham buy limit lagty Hy aur us currency ko buy krty h jis ka currency rate Kam ho jata h.
                • #9 Collapse

                  Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

                  Ji han bhai buy limit tab use ki Jaati Hai Jab ham Koi apni trade pending mein mein rakhni ho aur ham usko buy limit ya Sell limit Mein rakhte Hain isiliye ham ismein achha profit again kar sakte hain Kyunki bi limit Ek Achcha aur aur bahut zyada faydemand Hoti Hai Kyunki Ham Apna oder Kabhi time per open nahin kar paate To Ham sabse pahle Apne order ko buy limit aur Sell limit ke dauran pending mein rakh Dete Hain jisse Hamen Khud BA Khud trade active Ho Jaati Hai Aur Hamari trade perfect signal per open Hoti Hai jisse Hamen bahut zyada fayda Milta
                  • #10 Collapse

                    Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

                    Dear buy limits ham us wqt use krty hy jb hamye pta hota hy ky pairs yahn sy ho kr up ya down jae ga tu ham senter me buy limits lga daity hy is ka faida yeh hota hy jb trade kuch chal rhi ho tu who phir loss me nhe jae gi jb buy limits start ho gi tu phir hamri trade start ho jae gi.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Buy limit hm kb use krte hain??????

                      Assalamu alaikum kya hal hain doston nahin karta hun sardarshahar se Honge market kisne Kya Karen ok ke fakir fakir ne achcha lagta tha isliye aap mehnat karte hain to log kahate Hain ki yah kyon Kamyab ho raha hai isliye aap apni kamyabi Ko yakin nahin banane ke liye aap struggle karte rahen trading Ho Gaya karte rahen aur aap jarur kamyabi Jab dusre logon ki baton Mein aaenge to aapko na kami hogi aur na kami jo hai bahut buri chij hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X