Meta trader 4 ki better performance kay liay ussay update krtay rhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta trader 4 ki better performance kay liay ussay update krtay rhain
    Agar aap log metatrader 4 use kar rahe hain to aap Logon Ko koshish Karni chahie ki agar aapane acchi improvement dekhni hai hi aur market se related better experience Hasil karna hai to apni application ko weekly basis ke upar update Karte Raha Karen is basically Tamam ke Tamam new features activate Ho Jaate Hain origin new features activate Ho Jaenge to basically Ho Gayaa ki aap Logon ke liye kam karna Aasan ho jaega Hamesha aap Logon Ko acche tarike se kam karna chahie market kabhi bhi Ham Logon Ko suddenly profit Dena Nahin start kar deti iske liye proper tarike se proper kam karna Hota Hai
    When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
    :)
    (AbdulWahab33)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Meta trader 4 ki better performance kay liay ussay update krtay rhain

    ji bilkul hamen time to time update last me karna chahie kyunki jab koi software update ho jata hai to vah pahle se bahut achcha kam karta hai aur usme Jo update aati hai vah bhi Ham isliye use kar sakte hain isliye hamen update jarur karna chahie update karne se hamari working bahut hi good ho jayegi isliye hamen jarur hi update karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Meta trader 4 ki better performance kay liay ussay update krtay rhain

      Agar aap metatrader 4 use kar rahe hain to aapko chahie ki aap agar achi improvement dekhne chahte Hain to aapko market se related behtar experience shasan karna hoga aur metre trader 4 ko weekly update karte rahana chahie paise ke liye tamam ke tamam new feature active Ho jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Meta trader 4 ki better performance kay liay ussay update krtay rhain

        Dunya ki koi bhi cheez ho agr ap kamyabi hasil krna chahte hain tu us k bary mn khud k knowledge ko bhi upgrade karen aur agr us ka apna Koi updated version available ho tu zaror update Karen kiun k updated version mn apko new things seekhne ka moqa milta hy.is lye meta 4 ko bhi update kr leya karen taake apka knowledge improve ho aur apki working better ho
        • #5 Collapse

          Re: Meta trader 4 ki better performance kay liay ussay update krtay rhain

          g han sahe kaha hae ap ne meta trader 4 aik bahut he ache appliocation hae yeh hamare trading platform hae jis main hum trading bhe karte ain or different pairs ke charts ka analysis bhe kar sakte hain to bas hamne bhe cahiye ke hum new features ke liye us ko update karte raha karentake hamen koi masla na ho or hum is main sahe or ache tarah se is main trading bhe kar saken hum is main mehnat jitne bhe zayada kar jate hain hum is main zaroor kamayb bhe ho he jate hain bas hamne is amin mehnat karna he ho ge tab he to hum is amin succes bhe gain kar he jate hain is main or is main hum kamayb bhe ho he sakte hain hum
          • #6 Collapse

            Re: Meta trader 4 ki better performance kay liay ussay update krtay rhain

            Exactly Hamen Aisa Hi karna chahie jab tak ham log ki June ko update Nahin Karenge tab tak Sabhi Ham Logon Ko Achcha benefit Nahin Milega aur ho sakta hai ki ham log market ke andar updated Na Rahe cheezon ko update karne ki vajah se
            • #7 Collapse

              Re: Meta trader 4 ki better performance kay liay ussay update krtay rhain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulWahab33 پيغام ديکھيے
              Agar aap log metatrader 4 use kar rahe hain to aap Logon Ko koshish Karni chahie ki agar aapane acchi improvement dekhni hai hi aur market se related better experience Hasil karna hai to apni application ko weekly basis ke upar update Karte Raha Karen is basically Tamam ke Tamam new features activate Ho Jaate Hain origin new features activate Ho Jaenge to basically Ho Gayaa ki aap Logon ke liye kam karna Aasan ho jaega Hamesha aap Logon Ko acche tarike se kam karna chahie market kabhi bhi Ham Logon Ko suddenly profit Dena Nahin start kar deti iske liye proper tarike se proper kam karna Hota Hai
              ji bilkul Forex mein jo application Di gai hai usko use karne ke liye aapko koshish karni hogi ki aap yahan per jyada mehnat karo kyunki jab aap yahan per jyada mehnat karte ho to aapko bahut fayda hota hai ya Na chahte ho to Dil laga kar kam karne ki koshish karo aur MT4 jo bhi application hai isme apni performance Koi improve karne ki koshish karo kyunki yahan per training tool diye jaate Hain demo account Diya jata hai aur bahut hi kuchh Diya jata hai yahan per trading ki practis karna Ham sab ke liye bahut aasan ho jata hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Meta trader 4 ki better performance kay liay ussay update krtay rhain

                AOA/ G DEAR kisi bhi application mn updates aty hy to humian us ki information ko update karna chahy takay humry juniors ki help ho saky.

                اب آن لائن

                Working...
                X