Assalamu alaikum dear Forex members agar hamen trade mein loss Ho Jata Hai to Ham us loss ko recover kar sakte hain lekin shayad yah Hai ki aapane a mayus Nahin hona aur full confidence ke sath Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie loss ka matlab ab galti karna hai to hamen chahie ki jab hamen loss Ho Jata Hai to hamen use loss ki reason ka pata lagana chahie ki loss kis vajah se hua agar hamen loss ki reason ka pata chal jaaye to hamen use point per dobara kam karna chahie aur usko kabhi bhi repeat nahin karna chahie kyunki Ham tabhi Kamyab insan Ban sakte hain agar Ham apni galti HO ko theek karne ki koshish karte hain Hamesha insan apni galtiyo se jyada sakta hai to agar galti Ho Jaye to usko thik karne ki koshish ki jaaye Is Tarah agar loss Ho jaaye to uska reason maloom Karke a Ham uski talafi hi kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим