Trading main Loss ko kis trha recover kia jaye??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading main Loss ko kis trha recover kia jaye??

    Trading mein agar loss hojai to aap is ko is tarah recover kar saktey hain ky aap phele se bhi zada mehnat karen aur examine karen ky aap ko loss kahan howa hai aur kese huwa hai take aap wo ghalti dobara na karen.Trading hume bahot hi soch samaj kar karni chahihe aur agar loss ho jai to saba se kaam lena chahihe aur apne seniors se guideline leni chahihe take apka loss recover ho saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading main Loss ko kis trha recover kia jaye??

      Dear member agar trading main trader apni trade mein main kam lot size use karta hai to vah bahut bade log se bus sakta hai lekin agar mein bataiye samajhta hai ki hamen next candle mein loss ho sakta hai to members ko chahie ki vah apni trade ko profit per hi close kar de kyunki is Tarah se hamen kam loss Hoga aur ham aur ham profit bhi hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Trading main Loss ko kis trha recover kia jaye??

        Forex mein agar Humko Apne loss recover karna hai to Humko chahie ki ham market ko analysis Karke trade open Karen aur Humko chahie ki ham small lot size ke sath trading Karen
        ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
        • #19 Collapse

          Re: Trading main Loss ko kis trha recover kia jaye??

          Dear member hum loss ko mehnat sa recover kar sakty hain dear agar humy loss bhi ho jay to kabhi humy mehnat karnii nahi chorni chahya humy mehnat sa kam karty rahna chahya himat karty rahna chahya hum zror aik din kamyab ho jay ga mehnat hi ha jo humy loss sa bacha sakty ha loss hony pa apni mistake ko cover kary jo mistake hoty ha wo phr kabhi na ho mistake pa cover paa lana bhi aik kamyab insan ki nishani ha mhenti shaks kabhi bhi loss ko nahi sochta wo apni mehnat jariii rakhta ha aur kamyabi hasil karta ha aur apny loss ko profit ma change kar data ha..
          • #20 Collapse

            Re: Trading main Loss ko kis trha recover kia jaye??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members, dear members Mein yah Sawal puchna Chahta Hoon Apne Pakistan Forex forum ke senior member Se Ke Agar Hamen trading Mein lock ho jaaye To Ham ismein Kis Tarah Apne loss co recover kar sakte hain los ko recover karne ke liye kaun si strategy ka istemal Kiya Jata Hai jisse Ham Apne dost ko aasani ke sath aur jald se jald ismein Apne dost ko recover kar Saken only senior members Iske bare mein Jarur reply karin.
            Dear Forex member Assalamu Alaikum aap sab member se Yahi request hai ki money management or risk management ko agar aap use karen to aap kabhi bhi is Forum ke upar last Nahin Karenge aur Agar aapko last hobby Jaaye to koshish karen aap hi Waqt aap uske sath ladte rahe aur apne working Jari rakhen Jitna aap Swayam ke upar apni hardworking karte rahenge aur apni Puri koshish Karenge recovery ho sake lekin Agar flight se pahle pahle recovery Nahin Hoti to Fir filed ko Apna account Bhaskar wale aur next Ham koshish Karenge apni money management or risk management ko follow karte hue kabhi bhi Badi lot size ke andar Kam Nahin Karenge aur acchi quality running karne ke bad Apne Sahi tarike se market trend ko check Karke Sab trade lagaenge.
            • #21 Collapse

              Re: Trading main Loss ko kis trha recover kia jaye??

              Agr ap ko loss ko nrhan aha to ap ko apna km b increase krna ho ga jitna ziyada ap km krien ge itna he ziyada or jldi ap ka Loss recover ho ga or ap ko acha profit b mile ga js liye apni mehnat krhen mehnat he ap ko kamyab bnati ha p kitni ziyada mehnat krhen ap ko ap ki hardwork itna he faida deta haa kion k is se hamari mistakes km hoti ha jb hamara focus hamare km pr hota ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Trading main Loss ko kis trha recover kia jaye??

                Ham Agar recovery na Karen To Hamen bilkul acchi trading Mein fayda Nahin Hoga Achcha fayda ji koshish Achcha knowledge achi Hamen chalane check's ke sath online business Forex Mein international business Forex Mein Hamare Cooperative hai isliye Hamen chahie Forex mein Hamen chahie Ek dusre ko Hamesha motivate Karen Agar motivate Karke Ek dusre ke sath Cooperative acche Waqt Mein acchi trading karne ke liye Hamesha table hokar kam Karenge to hamare liye iska improvement very good hoga

                اب آن لائن

                Working...
                X