Forex mein agar hum CL aur gold.mein trade.kertay hain tou yeh donoun pairs hi trading kay lye bahut zayada risky hain aur inn mein loss honay kay chances zayada hotay hain lakin agar aap inn donoun ka mawazana kerain tou mere khayal mein tou inn donoun mein sae CL zayada khatarnaak hai trading kay lye iss mein loss zayada jaldi hota hai iss lye inn donoun mein soch ker trade kerni chahyea
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим