Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen
    Jume ki din market ki movement bahot fast hoti hai aur kuin ky market ne close hona hota hai to tume idea nahi hota ky market kis trend me close hogi .Is lia aaj ky din apny analysis ko zada strong karen aur bahot soch samaj kar trade karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

    Aaj juma hai soch samaj Kar trade lagay aap ki baat bilkul theek hai aaj market raat ko band ho jay gi San ko soch samaj Kar trade lagay gay tu aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay
    • #3 Collapse

      Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

      g han hamain trade karny k liye learnin knair ho gi tb hi hum run ka rskaty hain aru forum main pracice karni ho gi tab hi hum run k arein gay aur forum main inforation achi ho g tab hi um run kar skaty hain aru forum main practice karni ho gi tab hi hum trade karni ho gi aur forum main part time main bi job kar k h hum achy say trade karni ho gi tab hi hum trade karien gay
      • #4 Collapse

        Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

        asslam o alaikum dear friend g bilkul sahi kah hy aj sham ko market close ho jy gi is liya abi market ma trade buhat zayada soch smj kr trade ly q ky is waqt market ki movement buhat tazz ho gi or is waqt buhat confusing ho gi is liya aj ky din trade sy avoid kry
        Last edited by ; 10-07-2020, 03:22 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

          jee haan bhai ap sahi kah ehay hain kay aj market band hony wali hai haemn chaea kay jo bhe trade karen itny dehan say karen aky hamen loss na ho skay is lea hamen market ki movement ko ksi achi stratrgi ko use kar kay friday ko trade karni chaea or jitna ho ksay trade main success hasil karni chaea is say haemn acha profit mil sakta hia.
          • #6 Collapse

            Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

            Gee haan bilkul aaj juma hai tou aosay mein humain aise koi trade open nahin kerni hai jo kay loss mein chali jaye market kay analysis ker kay poori confirmation kay sath forex mein trade lagain ta kay aap apni uss trade ko aaj hi profit mein close ker dain aur phir monday sae naye trade ker sakain
            • #7 Collapse

              Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arooj پيغام ديکھيے
              g han hamain trade karny k liye learnin knair ho gi tb hi hum run ka rskaty hain aru forum main pracice karni ho gi tab hi hum run k arein gay aur forum main inforation achi ho g tab hi um run kar skaty hain aru forum main practice karni ho gi tab hi hum trade karni ho gi aur forum main part time main bi job kar k h hum achy say trade karni ho gi tab hi hum trade karien gay
              Dear friend aap ki baat bilkul theek hai hamen chahie ki aaj ham ko soch samajhkar Karen kyunki jumme wale din market ka Lahore de hota hai isliye market ki movement kabhi bhi unexpected ho sakti hai isliye hamen chahie ki Ham ismein soch samajh Kar aur apne analysis ke sath hi trading Karen kyon ke jitna achcha tumhara analysis hoga itna hi ham kamyab trading kar sakte hain aur ek kamyab trader Ban sakte hain kamyab trader banne ke liye hamen chahie ki Ham apni aur knowledge main character ke Ham acchi trading kar
              • #8 Collapse

                Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

                Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Mere Pyare bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai kya aaj Jumma Hai Jaisa Jaisa ke tyohar aaj market close ho Jaani Hai To Mere Pyare bhai jaan hai isliye main aap Logon Ko Kahta hun kya aaj trade Bhi Agar karni hai to aapko Soch samajhkar Hoshiyar mind ke sath reading Karni chahie agar aap trading karna chahte hain to Mere Pyare bhai jaan uske liye aapko pass analyser kya karna jaruri hai agar aap analyst Karoge To Mere Pyare bhejo na aap Jarur trading Mein Achcha prapt han Sarkar sakte hain Friday wala trading De aap trading na Kya Karen Kyunki trading karne se aapko nuksan bhi ho sakta hai aap Agar college nahin kar sakte to Fir Monday Jab trade open Hogi yah to aap ko nuksan de Jayegi Kafi Bada yah to aap ko prapt de Jayegi
                • #9 Collapse

                  Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

                  Assalamu Alaikum Ji Bhajan Apne bacchon Ko sankhya hai ki wala game Hamen Soch Samajh Kar Ke Lagani chahie Kyunki jumme Wale Din market ki Munh mein bahut Tej hoti hai aur vah 10th class De hota hai to bahut jyada Hi Shakti Hai aside a Wale Din Kyon Ki market ki closing Hone Wali hoti hai to market Baje remove karti hai isliye aapko chahie ki jumme Wale Din Socha musketry Lagaya Karen aur Hamesha khane ke bad Kya Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

                    g han ap blkul sahi bat kar rhy aj friday hai aj kay din market nay close ho jana tau hmain bht he soch smj kay trading karni hai ta kay humm acha sa profit earn kar sakay friday kay din market bht fast run kar ri hoti is liy samjhadarii say parhaiuz karain ta kay loss say baja ja skaay or earning achi ho jay hmriEnable GingerCannot connect to Ginger Check your internet connection
                    or reload the browserDisable in this text fieldRephraseRephrase current sentenceEdit in Ginger×
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Aaj Juma hai bahot soch samaj kar trade karen

                      Assalamoalaikum dosto umeed ha ka ap sab thk hon gy aj ma ap logo ko ya btana chahti hn ka aj jumma ha aj ap log bht doch samjh kar trade par sirf focus kre or aj ka Mubarak din hmary liya bht zyada acha sabit ho sakta ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X