Thread ki tafseel kitni line ki ho??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Thread ki tafseel kitni line ki ho??

    Vaise to Hamen Puri post karni chahie ki acchi posting ke liye Ham minimum 8 lines complete karni chahie aur Main achcha information share hona chahie aur maximum 10 lines posting mein likh sakte hain lekin hamare posting ore threading ki tafseel ke liye mein itni kahunga k is mein acchi quality honi chahie aur Hamen Puri koshish karni chahie ki Ham achcha knowledge share Karen aur kamyab hone ki koshish karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Thread ki tafseel kitni line ki ho??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umar_Ali پيغام ديکھيے
      Salam dear members jesy k mera queation ha k thread ki tafseel ktny line ki honi chahiyw to members humy thread ki tafseel me jo b likhna hota ha wo huny unwan k mutabiq likhna chahiye r humy informative likhna chahiye ta ky humary thread se 2sro ko information b hasil ho r wo acha kam kr saken r humy km az kam thread ki tafseel 10 se 11 line ki likhni chahiye jo members thread srf 1 ya 2 line ka likhty hn unko chahiye k ziada r tafseel k sth likhen ta ky hm sb ko us se information hasil ho r hum acha kaam kr saken r humy thread forex businesss k mutabiq hi lgana chahiye ta k ab ko us se knowlesge mily khas kr un members ko jo new hn..





      [ATTACH]15599[/ATTACH]
      Dear Forex member Hamare trade ki tafseel kam se kam 10 se 11 lines Mein honi chahie Taki Agar Hamen Swaram per acchi working kar rahe ho to uska Mary ward Hasil Ho tha ki Hamen acchi wali Thi ko Achcha kam karte hue per Kahe kar tabhi Hamesha Kamyab ho sakte.
      • #18 Collapse

        Re: Thread ki tafseel kitni line ki ho??

        Park forest forum paragraph post 72 aapki post ki length kitni honi chahie jismein aap apne answer ko proper identify kar sakenge property scribe kar sake aur agar aap Koi topic start kar rahi hain to usmein agar aap sawal poochh rahe hain to aap hi length itni honi chahie ki aap use question ko proper describe kar sakenge aap puchna chah rahe hain agar aap kisi sawal ka jawab dena ja rahi hai ya koi topic start karna chah rahi hai to aapke friend ki length 200 words to 250 words jarur honi chahie
        • #19 Collapse

          Re: Thread ki tafseel kitni line ki ho??

          Bilkul apne bahut açha question kia hai k threads ma hume kes ki tafseil r kitne likhni chahie dekhy sub se phly to ap ek bat ko yad rakhy k threads jo bhi hum k mutabik us ka reply krna chahie our jar kar hume weekend per bahut hi accha bonus hasil hoga asa kbhi mat krain k threads koi r ho r apka answer koi r hona nhi chahie us Apka answer ek to delete bhi ho skta hai agr modi açha na nikla to wo apki Post ko spam ma dal deta hai r worn bhi kr deta ya out temperary account ko banned bhi kr deta hai to Apko chahie ki aap threads k mutabik he kam krain
          • #20 Collapse

            Re: Thread ki tafseel kitni line ki ho??

            form mein Ham jitna achcha work karenge hamen ismein fayda Hasil hoga isliye koshish karen form mein behtarin experience or knowledge ko share Karen is mein apni post ki quality ko behtarin banaen spelling mistake na Karen jisse hamari post ki quality behtarin sabit hoti hai aur ham aise achcha bolo shasan kar sakte hain ya ek behtarin opportunity hai aur hamen se fayda Hasil karna chahie hamen is mein mehnat karke apni earning ko behtarin banana chahie Jo ke hamare liye faydemand hai for best opportunity hai aur hamen ismein mehnat karke apne earning ko behtarin banana chahie isliye aapko chahie Forex mein mehnat aur hardworking se kam Karen daily Basic paar apne earning ko behtarin banane ke liye is business mein achcha work karke apne earning ko behtarin banane ki koshish karen jo ki hamare liye faydemand hai aur ham aise achcha profit Hasil kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Thread ki tafseel kitni line ki ho??

              Ji bilkul aap ka question important hai main aapko Bata deta hun aapko chahie aap takreban 10 se 12 lines ki ki post banaen is se zaada lengthy post banane ki aapko Koi zarurat Nahin Hoti Kyunki agar aap bahut zaada lengthy post banate hain to Fir usko Padhne Mein Bhi Mushkil aati hai aur Har Koi use read bhi nahin karta aur na hi aapki post Koi zaada short bhi nhai honi chahie Jo ke bahut jyada Hi short Ho Fir Bhi post ki length Jyada matter nahin karti lekin yah Baat matter karti hai ki aap apni baat ko kaise clarify Karte Hain Jo bhi aap thread banate hain ki aap usko acche tarike se samjhate hain ya FIR vaise hi fazool Baton Mein Apna time spend karte hain phir app ko koi advabtage ni hita apni post ko interest banaein Kyunki Jab aapki post attractive Hogi FIR use per reply bhi zaada aaenge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Thread ki tafseel kitni line ki ho??

                Assalam o alaikum Jesa k thread ma pocha gya h k Forex Forum main apni posts krny k liye thread ki tafseel kitni lines ki ho. Forex forum main threads us waqt banaye jaty hain jb koe question pocha ho ya Forex forum main thread us waqt banaye jaty hain jb kisi ne koe information share krni ho. Isi liye Forex forum main lines ko proper hona chaiey ta k apki posts se dosron ko benefit hasil ho sky.

                اب آن لائن

                Working...
                X