Tension ke andar trade na le

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tension ke andar trade na le
    Assalamu Alaikum dear member Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge main aap Sabko yah batana Chahta Hun Ki Ab agar aap tension ke andar Hain Tu aapko chahie kya aap trading ke andar work na Karen Kyunki agar aap tension ke andar trading Mein work karte hain to ismein aapko acche results Nahin Milte Hain agar aap is Mein Ek profitable trade Lagana Chahte Hain To ismein aapko knowledge ke sath money management ka istemal karte hue relax hu kar traiding karne hoge agar aap ismein relax hote hain aur trade karte hain to aapko Achcha profit Hota Hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tension ke andar trade na le

    asslam o alikum dear friend g sahi kah hy ap ny agr ap tension ma trade ly gy to ap na to achi trade ly pao gy or na hi ap is ko smj pao gy jb ap ko loss ho ga to ap is sy naumeed ho jao gy ...is liya trading woh wahid kam hy jo ap ko relax ho kr krna chahiya na ky kisi dabao ma or na hi kisi tension ma ap ko trade ni lani chahiya woh ap ky liya profitable ni ho gi
    Last edited by ; 10-07-2020, 03:15 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Tension ke andar trade na le

      hamain is forum main pracice k ar k hi hum real main kam kar k hi hum sucess hon gay aur forum main tention say kam main loss hoa hai so haain is form main planing karni ho gi tab hi hum run kar skaty hain aur forum main enter hony say pahy is k ruules ko follow karna ho g atab hi hum achi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain ab hi hum trade kar saskty hain tab hi hum run karien gay
      • #4 Collapse

        Re: Tension ke andar trade na le

        Ji aapane Sahi Kaha Hamen chahie trading ke time tension Nahin Lene chahie only relax hokar aur positive mind ke sath apni trading Karni chahie aur ek dusre ki help kar ke satisfaction level increase karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Tension ke andar trade na le

          Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Agar Hamen tension ho to use Waqt trade kabhi bhi open Nahin Karni chahie isase Hamen bahut nuksan ho sakta hai isliye koshish karen ki Jab Bhi trading start karen fresh mind ke sath Agar Kisi confusion ke Karen Is Tarah aapko new ideas aaenge aur aap acchi trading kaise karenge aur aap acchi Tarah analysis bhi kar Sakenge isliye Apne emotions ko control mein rakh kar trading Karen jaldbazi Mein Koi Bhi kam na Karen isase bahut loss ho jata hai FIR account wash hone tak baat a jaati hai isliye fresh mind ke sath relax To hokar Apne full confidence ke sath trading Karen Taki aap Kamyab ho sake
          Last edited by ; 10-07-2020, 03:14 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Tension ke andar trade na le

            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear member Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge main aap Sabko yah batana Chahta Hun Ki Ab agar aap tension ke andar Hain Tu aapko chahie kya aap trading ke andar work na Karen Kyunki agar aap tension ke andar trading Mein work karte hain to ismein aapko acche results Nahin Milte Hain agar aap is Mein Ek profitable trade Lagana Chahte Hain To ismein aapko knowledge ke sath money management ka istemal karte hue relax hu kar traiding karne hoge agar aap ismein relax hote hain aur trade karte hain to aapko Achcha profit Hota Hai .
            Walakum slam ji han dost pane sahi kaha hamain kabhi bhi loss ke andar tension nhi leni chahye our agar hamain account wash ya loss hone ka dar ya tension ho to bhi hamain kabhi bhi trading nhi karni chahye warna hamare lye ye nuqsan deh ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Tension ke andar trade na le

              yes, hmain tensiaon m atrade open nhi karni chaiay q k is tarah hm mistake kar k khud ko loss pohncha daitya hain aur apnay kam par thek tarah sa focus nhi kar saaktay, hmesha fresh aur cool mind k sath aur active ho kar trade karain ta k mistakes sa bacha ja sakay aur koi ghalat decision loss ka sabab na bnay
              • #8 Collapse

                Re: Tension ke andar trade na le

                agar hum kese be waja sy paryshan hai to hamy is mai trade nahe lagane chahey hamy is mai cool mind sy kam karna chahey yai aik asa karobar hain jo ky kabe be band nahe ho sakta hamy market mai trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga luyna chahe stop loss hamary account ko wash hony sy bachta ha hamy is ko kabe be ignore nahe karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Tension ke andar trade na le

                  agar hum tanshion main hain to humian es mian kam nahin karn achahey our humian es main mahant say hum es main kam kar kay hum sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our forex 1 acha business hain our hum es main live trading karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Tension ke andar trade na le

                    hamy relax ho kr km krna ho g then hum earn kr saky gy hum is mi rt m be km kr skty hn hum is mai din mi be km kri sakty hn hum is mi ape mrze sy tiem tble bna akr kam kar sakty hin hum is mi agar llchi ban ky km krty hain to hamra account bnd ho jy g hum gr mi bth kr si mi km kr sakty hin is mi hmara koi be boss nhi hn forex mi hum apne mrze sy time tbale ban kar kam kr sakty han asne ky sat
                    • #11 Collapse

                      Re: Tension ke andar trade na le

                      G bilkuul aap ney theek baat ki hai ky tension ky andar trade nahi ki jati.Kuin ky trading ik risky business hai jis mein apko bahot soch samj kar trade karni parti hai aur bahot mehnat kar ky aap ko trade lgani parti hai .Forex mein wohi kamiyab hota hai jo start se hi mehanat karta hai aur demo pe practice karta hai .hume chahihe ky hum bahot soch samj kar trade karen aur tension free ho ky kam karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Tension ke andar trade na le

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum dear member Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge main aap Sabko yah batana Chahta Hun Ki Ab agar aap tension ke andar Hain Tu aapko chahie kya aap trading ke andar work na Karen Kyunki agar aap tension ke andar trading Mein work karte hain to ismein aapko acche results Nahin Milte Hain agar aap is Mein Ek profitable trade Lagana Chahte Hain To ismein aapko knowledge ke sath money management ka istemal karte hue relax hu kar traiding karne hoge agar aap ismein relax hote hain aur trade karte hain to aapko Achcha profit Hota Hai .
                        G haan ye zaroori nahee hay k aap har waqth market k movements ko samaj sakay aap ko is may kabui kabhi confusion be hothe hay asay time par wgar aap trading ko avoid karay our intizaar karay market ko.samajnay ka tho aap nuqsaan nahee kqrangay our aap ka bonus safe rahega.
                        • #13 Collapse

                          Re: Tension ke andar trade na le

                          Forex business main humen relax ho Kay kam krna chaya agr hum tention main hum gain tu kam acha nhi Kar pain gain is liya fees mind Kay sath work krna chahya taky hum ach work kr saken trading krty wakt humen bilkul relax ho Kay krni Chaya q Kay haamari choti so galti humen forex main nakami ka samna ho sakta hay or hum loss main ja sakty Hain is liya apny ap ko loss say bachain jitna ho sakta hay or achy trha soch Kay trading kren
                          • #14 Collapse

                            Re: Tension ke andar trade na le

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
                            Assalamu Alaikum dear member Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge main aap Sabko yah batana Chahta Hun Ki Ab agar aap tension ke andar Hain Tu aapko chahie kya aap trading ke andar work na Karen Kyunki agar aap tension ke andar trading Mein work karte hain to ismein aapko acche results Nahin Milte Hain agar aap is Mein Ek profitable trade Lagana Chahte Hain To ismein aapko knowledge ke sath money management ka istemal karte hue relax hu kar traiding karne hoge agar aap ismein relax hote hain aur trade karte hain to aapko Achcha profit Hota Hai .
                            Walaikumassalam yes dear jab Humko Koi tension Ho To Humko us waqt trading Nahin Karni chahie Forex trading ke tools Mein Ek important tools yah bhi hai ki Jab aap bilkul fresh mind Ho use time per aapko trading Karni chahie Kyunki agar aap fresh mind ke sath trading Nahin Karenge to aap kabhi bhi kam Jawab Nahin ho sakte isliye freshman ke sath trading aapki trading co profitable aur effective banati Hai Umeed karta hun ki aap meri baat se Ittefaq Karenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Tension ke andar trade na le

                              It's true Kay tension chahay personal hou ya professional dono e forex business ko effect kurti hain. Aik behtreen trader kbhi bhi apnay emotions ko apnay professionalism pay havii nahi hunay deta aur kamyabi say kaam jari rakhta hay.Dousari souret mein tension ya parashani mein ki gaye trading mein loss ka risk bath jata hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X