Stop loss use krna ku zruri hai ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss use krna ku zruri hai ??
    Asslam.o.Alikam dear forex members trading ke time stop loss ki kya importance hai ki Hamen stop-loss use Karke trading start Karni chahie yah FIR without stop loss trading start kar deni chahiyh?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss use krna ku zruri hai ??

    Dear members stop loss ko use karna bahut jyada jaruri hai agar ham apni trading Mein stop-loss ke margin ko use karte hain To Ham easily Apne balance ko safe Rakh sakte hain aur Forex Mein profitable trading kar sakte hain Agar Ham show + ke margin ko sat Nahin Karte To Ham kabhi bhi markets a profitable trading nahi kar sakte aur Kabhi marksheet ki up and down movement se Hamen Jyada loss ho sakta hai use sometime Hamara account bhi wash ho jata hai Hamen Apne account ko saaf rakhne ke liye profitable trading Karni chahie aur Market to dete Hue hi market se acchi earning Hasil karna chahie Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss use krna ku zruri hai ??

      Mojooda halaat men forex market bahut ziyada risky aur critical position men hey aur fast aur unexpected movement ho rahi hey iss liay aj kal stop loss ko zaroor manage karen kiun k aj kal account jaldi wash ho jata hey iss liay stop loss ki waja se safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss use krna ku zruri hai ??

        Apne account ko saaf rakhne ke liye stop-loss bahut hi Jaruri hota hai Kyunki Jab Bhi Ham Kuchh Lagate Hain to market ki movement ka Nahin Pata Chalta ki vah kabhi kabhi Mohali Se Main Teri jaati hai isliye main Hamesha trading karte waqt stop-loss Jarur karna chahie is Hamara account Mehfooz rehta hai vah Masani ke sath apni trading co successful bana sakte hain Jyada Se Jyada profit Hasil karne ke liye jaruri hai ki Ham stop-loss Jarur use Karen is Hamen kam se kam nuksan hota hai aur trading karte waqt Hamen acche skills aur knowledge Ka Pata Chalta Hai Hamesha koshish Kiya Karenge Jab Bhi aap kam karen to positive mind ke sath kam Kiya Karen kabhi bhi Bina soche samjhe koi kaam na Kiya Karen Hamesha han Apne mind skills ke mutabik trading Kiya Karen
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss use krna ku zruri hai ??

          اصل پيغام ارسال کردہ از: maliktahseen پيغام ديکھيے
          Asslam.o.Alikam dear forex members trading ke time stop loss ki kya importance hai ki Hamen stop-loss use Karke trading start Karni chahie yah FIR without stop loss trading start kar deni chahiyh?
          Dear member stop loss karna bahut jaruri hota hai hamen chahie ki is rul ko hamesha follow Karen ya isliye important hai ki agar Ham score Ho Na lagaya Karen To hamen loss ho sakta hai so hamen chahiye ke apne aap ko lost se bachayen aur kisi bhi type ki risk Na Le hamen chahie ki fresh mint ke sath kam Karen aur jyada se jyada mehnat Karen tab Ham acchi tarike se kamyab ho sakte hain.
          مرشد
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss use krna ku zruri hai ??

            Market ke andar stop loss to use karna bahut important Hota Hai Jab tak aap log stop ho use Din Karenge kabhi bhi aap Logon Ko benefit Nahin Hoga market Kaise Hamesha kam kaun se tarike Se Karte Rahana chahie
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss use krna ku zruri hai ??

              Stop loss set karne se Ham Apne account ko wash hone se bacha sakte hain Jab Ham stoploss set Nahin karte To Ham is lalach Mein Baithe rahte hain ke market niche Aaegi aur ISI Chakkar Mein Ham Apna account wash kara Baithe Hain SL Hamen Hamari limit batata hai aur ISI ke mutabik Ham trade Karte Hain

              اب آن لائن

              Working...
              X