Mehnat Kis Liye Ki Jaye...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat Kis Liye Ki Jaye...?
    Assalamualiekum

    Aj me jis topic pe app sab sy baat krny ja rha houn ye ek bhut hi acha or dilchasp topic hai tu umeed krta houn keh ap sab logoun ko ye topic bhut acha lgy ga
    or ap sab bhut acha response kro gy...Tu topic ko shuro karty hain...jesy keh ap sab janty hain keh ahmein mehnat is liye krni chahiye takehb hum apna maqsad hasil kr sakein apny goals hasil kar sakein nakeh lalach ky liye hamein mehnat krni chaiye

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat Kis Liye Ki Jaye...?

    Apne goal ko achieve krne k lye.hm mehnat krty hain ta k apne maqsad ko hasil kr sky ab jese forex forum p hm mehnat krty hain ta k hmari post ki quality achi ho thread ki quality achi ho or hamara bonus acha ho ta ka agy ja k hm trading achi kr skein lkn hr kaam ka phle step mehnat hi hota ha is lye mehnat ma azmat ha hme mehnat krni chahoye
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat Kis Liye Ki Jaye...?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
      Assalamualiekum

      Aj me jis topic pe app sab sy baat krny ja rha houn ye ek bhut hi acha or dilchasp topic hai tu umeed krta houn keh ap sab logoun ko ye topic bhut acha lgy ga
      or ap sab bhut acha response kro gy...Tu topic ko shuro karty hain...jesy keh ap sab janty hain keh ahmein mehnat is liye krni chahiye takehb hum apna maqsad hasil kr sakein apny goals hasil kar sakein nakeh lalach ky liye hamein mehnat krni chaiye
      Baai g mehnath hum is liay karthqy hay k hamay is may achay bonus k saath saath acha profit be hasil ho jaaye our mehnath aap ko.trading seeknay k liay be karna hay our ziqda bonus hasil karnay k liay be karna hay kionka ye dhono cheezay zaroori hothe hay aap ko ziada bonus be hasil karna hoga kionka aap jithnay be expert ho jaaye lekin agar aap k pass ziada bonus na ho tho aap is say faida nahee lay sakthay.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat Kis Liye Ki Jaye...?

        deakho bhai aap ne kaha hay k mehnat kis leye ki jaye to apki baat ka jawab yeh hai k hum ne kis leye yeh forum join kiya hay??forum join krnay ka ham sab members ka aik he maqsad hai aur voh yeh hai k hum is forum pe kaam kr k achay paisay kama sakein.jb hum ne paisa kamana hai forum se to oskay leye lazmi baat hai hum ko mehnat krna parray gi bina mehnat k hum trading nahi seekh saktay aur na he paisa kama saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat Kis Liye Ki Jaye...?

          hamy mehnat kar ky kam karna chahey ta ky hum paisa kama saky mehnat kamyabe ka acha tool hai hamy is mai confidence sy kam karna chahey hum is mai kam karty hain or yai hamy kam karny par dollars mai bonus dyta han hum dollars ko apnay mulik ke currency mai change karwaty hai or apne needs ko pra karty ha hum aik din mai 10 dollars asne sy kama sakty ha
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat Kis Liye Ki Jaye...?

            Forex aik high class business hy or is business ke demand apne trader sy sirf mehnat hy kyo ky jab mehnat ke jayegi tou koi bhi trader apne target ko achieve karne mein dair nahi karega. Forex mein kamyab traders isliye kam hain kyo ky is business ke demand ko pora karne wale kam hain. Isliye sab traders ko chahiye ky mehnat py focus karain taky kamyabi mile or forex ko life time business ke tarah operate kar sakain.
            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat Kis Liye Ki Jaye...?

              Forex men hamen bahut mahnat kay sath kam karna chaheya kun kay forex men agar hum mahnat kay sath kam nahin karen gy tu hum as men kamyaby hasil nahin kar saken gy as lia hamen forex men bahut mahnat karny chaheya kun kay forex men jo jitny mahnat karta hy us ko as men utna hi faida hasil hota hy as lia hamen forex men bahut dil laga kar mahnat karny chaheay

              اب آن لائن

              Working...
              X