Forex trading aik Mehnati kaam ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aik Mehnati kaam ha
    Asalam o alikum to everyone, Dears members jaisa k hum sab samajty hain k forex trading aik online business ha yaha pe hum easily acha profit bana sakty hain to ye hum sub ki galat fyhmi ha kiun k forex trading aik bhot mehnati business ha yaha pe humy physically to koi mehnat nahi karni parti but mentally toor pe hum bhot mehnat kar rhy hoty hain jo log bhi forex trading ko proper way se karty hain wo janty hain k mentally kitna bardon hota ha un pe or loss hony ka dar es lye kehty hain jab bhi forex trading karna chahon to forex trading ko proper way se phly learn karo phir forex trading ka kaam shuru kro.
    "Dream bigger. Do bigger"
    (mahroosh)
    :1f607:


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

    asslam o alaikum dear friend g sahi kah hy ap ny forex ak buhat acha business hy jo ap ko ghr bethy online earning ka moqa dy rahi hy hamy is say fifa uthana chahiya or is ma mahnat krni chahiya .mahnat sy hi ham kamyab ho sakhty hy ager ham is sm mahnat nahi kry gay to ham is ma kamyab nahi ho skhaty
    Last edited by ; 10-07-2020, 11:14 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

      ji han aap sahi kah rahe ho bahut se logon Ke zehan mein yah baat hai ki Forex bahut hi easy business hai aur yahan per profit Ham isliye banaa sakte hain lekin aisa bilkul bhi nahin Forex trading bahut hi tough kam hai aur iska mein bahut hi risk involved hai agar bagair practice ke aur bagair knowledge ke Koi trader Forex ko join kar leta hai aur trading karna start kar deta hai to use hamesha nuksan hi hoga kyunki Forex Koi easy Kam nahin is business mein kamyabi Hasil karne ke liye din raat mehnat karni padati hai aur acchi tarah practice per karni padati hai jitni jyada practice Koi trader karega use apna hi achcha experience or knowledge hoga aur Forex main vahi trader kamyab Ho payega jiske pass acche trading skills honge Forex mein kamyabi chahie to mehnat karni hogi Aur Dil laga kar ke kam karna hoga aur Forex ke business ko samajhna hoga tabhi Forex se Koi trader achcha profit gain kar payega
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

        Main aap kis baat se agri karta hun ke Forex trading 1 minut wala kam hai agar ham log ismein main aat Karenge to kamyabi ham log ke pass Sahi ki jitne ham log ismein laparvahi Karenge to Fir ham log ismein nuksan ka Samna karna padega aur Kishan ki problem bhi Ham Logon Ke Samne aaengi St koshish karen ke mehnat Karen aur Achcha knowledge Castle karne aur learning Ki Basti perfect banaen aur practice karne ki koshish karen aur jitne daily basis per ho sake ham log hot work Karen aur try try again karen to tabhi jakar Ham Logon Ko kamyabi Milegi otherwise kabhi bhi ham log Forex se acchi trading nahin kar Payenge aur ham log Ko Yad Nahin Honge ham log Apne se aur ek hoga
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mahroosh پيغام ديکھيے
          Asalam o alikum to everyone, Dears members jaisa k hum sab samajty hain k forex trading aik online business ha yaha pe hum easily acha profit bana sakty hain to ye hum sub ki galat fyhmi ha kiun k forex trading aik bhot mehnati business ha yaha pe humy physically to koi mehnat nahi karni parti but mentally toor pe hum bhot mehnat kar rhy hoty hain jo log bhi forex trading ko proper way se karty hain wo janty hain k mentally kitna bardon hota ha un pe or loss hony ka dar es lye kehty hain jab bhi forex trading karna chahon to forex trading ko proper way se phly learn karo phir forex trading ka kaam shuru kro.
          Forex trading Mein kam karte hue aapko bahut jyada hot work karna padta hai tabhi aap successful ho sakte hain Hamesha Chhatra banne ke liye Jaruri hota hai ki aap behtarin skills aur experience ke sath kam Karen Hamesha Apne skills ko improve karna karne ke liye Jaruri hota hai ki aap apne senior member se information lete Raha Karen Iske alava videos ki madad se bhi apna experience game kar sakte hain Hamesha aapko Dekhte Rahana chahie aur bar per practis Karte Rahana chahie Jitna Jyada practice Karenge aapko utna hi market ke bare mein pata chalega aur aap acche tarike se perform kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mahroosh پيغام ديکھيے
            Asalam o alikum to everyone, Dears members jaisa k hum sab samajty hain k forex trading aik online business ha yaha pe hum easily acha profit bana sakty hain to ye hum sub ki galat fyhmi ha kiun k forex trading aik bhot mehnati business ha yaha pe humy physically to koi mehnat nahi karni parti but mentally toor pe hum bhot mehnat kar rhy hoty hain jo log bhi forex trading ko proper way se karty hain wo janty hain k mentally kitna bardon hota ha un pe or loss hony ka dar es lye kehty hain jab bhi forex trading karna chahon to forex trading ko proper way se phly learn karo phir forex trading ka kaam shuru kro.
            Walykum Salam bro aapki baat to bilkul theek hai ki Forex trading mein hamen main chahie ke mehnat Karen aur mehnati log kabhi bhi Na Kam nahin hote Jo log is duniya mein hard work karte Hain To vah kabhi bhi Na Kam nahin hote but hamen bhi chahie ki hard work Karen jyada se jyada kam Karen hamara kam karne ki time aaj itni jyada hogi To hamen iska fayda bhi jyada pahunch sakta hai aur hamen chahie ke apne kaam par kabhi bhi compromise na Karen Bal ke sath sath yah bhi jaruri samajhta Hun ki apne karm ki speed ko bhi increase Karen aur kam ki quality ko bhi increase Karen Taki hamara future bright Ho.
            مرشد
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

              hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum mai pair or currency mai kam karty hai hamy air time mai aik he pair mai kam karna chahey aik international karobar hai hum is mai gar bath kar is ma kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is mai sada urdu mai kam karty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

                yes, hardwork is the key for success, forex aik mehnat talab kaam zarur ha lakin ye hmain mehnat ka acha result faraham karta ha aur hmari financial worries ko km karnay ma aham kirdar ada karta ha, hmain is ko bojh nhi samajhna chaiay aur dil laga kar kam karna chaiay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

                  Forex mehnt talab kam hy jb tk mehnt nai kren gy to kesy kamyab ho sken gy mehnt krne wala hamesha forex per kamyab hota hy jitni ho sky ziada mehnt kren acha information share kren takh sb members ki help ho sky
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

                    Forex Wakie mai bhut acha or mehanti kaam hai is par hum jitni mehn at krtay hain hamein us ka utna hi phal milta hai hamein chahiye keh hum achi mehnat karein takeh hum ziad asy ziada acha kam sakein or acha kr sakein kuch.

                    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mahroosh پيغام ديکھيے
                      Asalam o alikum to everyone, Dears members jaisa k hum sab samajty hain k forex trading aik online business ha yaha pe hum easily acha profit bana sakty hain to ye hum sub ki galat fyhmi ha kiun k forex trading aik bhot mehnati business ha yaha pe humy physically to koi mehnat nahi karni parti but mentally toor pe hum bhot mehnat kar rhy hoty hain jo log bhi forex trading ko proper way se karty hain wo janty hain k mentally kitna bardon hota ha un pe or loss hony ka dar es lye kehty hain jab bhi forex trading karna chahon to forex trading ko proper way se phly learn karo phir forex trading ka kaam shuru kro.
                      Dear Forex walaikum salam Forex trading mehnat ka kam hai jitna jyada Ham mehnat karenge utna jyada bonus Hasil kar sakte hain Forex mein agar Ham regular hokar kam karenge to Ham achcha aisa aap intezar kar sakte hain kyunki hardworking karni padati hai jitna jyada hardwork hai itna jyada Ham karenge aur FIR trading Karke achcha profit Hasil kar lenge.
                      Your limitationit’s only your imagination.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

                        ji bilku dear forex aik mehnati kaam hai hame agar forex mai achi earning karne hai to hame mehnat karne hoge hum agar mehnat karenge to kamyab honge hame forex mai trading ke liye kisi investment ki zaroorat nahi hote hume serf apna time invest karna hota hai jis ke nateji mai hume bonus milta hai hume apne mehnat or lagan se apne posts ki quality ko improve karna chahye is tarah hamare experience and knowledge mai bhi izafa hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

                          Assalam o Alikum g han forex trading ma bsgsr mehnet k kamiyab nai hoya ja sqta es liye hmein cheaye n es ma bht mehnet krna pry gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

                            jee han bilkul dostoo ye aik mehnat ka kam hy ap is py jitnaa zda kam krty jaingy ap utna zdad bouns hasil krain....ap jitnii zada serious hu k kam krain gy kam m utnii he behtrii hugii.bagair knowledge ke Koi trader Forex ko join kar leta hai aur trading karna start kar deta hai to use hamesha nuksan hi hoga kyunki Forex Koi easy Kam nahin is business mein kamyabi Hasil karne ke liye din raat mehnat karni padati hai .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading aik Mehnati kaam ha

                              walikum assalam han g bilkul forex trading ek mehanti kam hai or hum mehnat kar k he forex trading ko sekh sakty hain or kamiyab bhe ho sakty hain hamen forex main hamesha he bhot mehnat k sath he kam karna hoga or hum bhot mehnat or bhot hard work karny k bad he yahan sa kamiyabi hasil kar sakty hain hamen hamesha he forex main bhot mehnat sa he kam karna hota hai or hum bina mehnat kiye kabhi bhe kamiyabi hasil nahi kar sakty hain hamen hamesha he mehnat k sath he kam karna hoga ,,,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X