How we Recover our Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji wesy hi trades kr kr k app ko apna loss recover kr lena chaheay yeh kam sahi hai acha hai es liey smjh k kren yeh kam sahi hai acha hai smjh k k kren yeh kam ......................................!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Brother pehly tu bat tu yeh key ap disheart na ho loss hony ke wajha sey pher yeh watch karin key ap ko loss kiss wajha sey loss howa pher ap loss hony ka ke galti ko find karny key bad us galtiy ko dubra utlized na karin jab galtyooin py control kar jaingy tu ap ka loss khud he cover ho jay ga.
      • #33 Collapse

        Dear trading mai trader ko profit or loss dono hi hotay hai lakin agr trader ko trading mai loss ho jata hai to mere khyal say trading ko leave krnay ki bjaye apni mistake ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
        https://t.me/pump_upp
        • #34 Collapse

          Drive the vehicle to a story can be and it will show losing trades where when trading in real-time you would take profit. Why? People are not machines, and with the information comes hand every second. What is not at the car in the tester.
           
          • #35 Collapse

            ager aap ko loss ho jaye to aap patience rakehi na pareshan h ojayeoss ka badd apa check akrein kay aap koloss howa kis wajas ay hainsis say apa ko apni ghlaityon ka andaza ho jaye ga or aphir aap koshsihs karein kay dobara wo ghalti na karein jiss say loss howa tha
            • #36 Collapse

              yr agr ap ko loss ho jata to koi baat ni loss bhi hota ha likin her trade ap ki loss me jati ha to phir ap ko leaning ki zarort ha ap phly is ki learning kr len phir trading kren
              • #37 Collapse

                jee haan dear forex trading mein loss ko recover karny k buht se tareeqy hain hamain bas is mein hamain thori si lagan aur mehant ki zaroorat hai
                • #38 Collapse

                  Hello my dear friends . Dosto pasion sey kam karain apnay decision shi lain . To ap apnay accout ko recover kar sktay hain . Main khud loss jar chuka hun ab main is ko recover karnay key liyay mehnat karun ga . Friends ap bhi koshish karain keh loss sey bach skain .
                  • #39 Collapse

                    Yes jab hum forex me trading karty han or humen loss hojata hai to hum apne loss ko recover beh kar skthty han is k ley humen mehnat k sath hard working beh karna parti hai posting kar k bonus jama karna parta hai
                    • #40 Collapse

                      G forex trading mein jo loss ho us ko received karna parta hy aur forex trading mein loss ap forex trading ki learning knowledge aur experience hasil kar k kar sakty han aur agr ap achi learning knowledge aur experience nhi hy tu loss hi ho ga is liye forex trading mein profit k liye knowledge experience aur learn karna cahaiye
                      • #41 Collapse

                        doston hamain iss kaam main aksar loss ho jata hai lakin hamain himat nahi harni chahye or iss kaam ko pahly sy zeada mahnat sy karo or apni galtyon sy seekho or phir sahi waqt pr sahoi trad lagao ..
                         
                        • #42 Collapse

                          dear jab ham forex trading main kaam karty hain or hmari trad loss main chali jati hai hai to hamain apni galtiyon sy seekh kar dobara sahi time patr or sahi knowledge ky sath normal trad karni chahye .
                           
                          • #43 Collapse

                            gee bhai forex trading mein jb trader market ko smjh kr kam krta he to us ko kabhe loss nhe hota he aur hmein apne trading mein market ke trend ko daily smjhna he aur apne trade us wqt krne chahe jb hmein trade ke smjh a gae ho phr trade mein loss nhe hota he
                            • #44 Collapse

                              asalam o alikum friends agar hamen trading main real acount main loss ho jaye to bahter ye hai k ham real acount pe trading na karen or kuch time ke lia demo pe a jayen jab hmare precitce bahter ho jay or ache result milen phir ham live acount pe apna loss recover kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Dear,ager humein insta forex per loss hota hai to humein apna dil chota nahi kerna chahiye.balke humein apni galtiyo sey seekhna chahiye.or dobara koshis keni chahiye.Inshallah ap ko qamiyabi zaroor mile ge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X