Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??
    Assalam Alaikum.
    Dear Pakistan Forex forum members main aap sab member se yah Sawal puchna chahta hun ke trading ke dauran Ham Agar indicators ka istemal Karte Hain To Hamen usse Kitna fayda ho sakta hai aur Agar Ham ismein Bhagya indicators ke kam Karte Hain To usse Hamen fayda hota hai ya nahin Ham indicators Ka istemal Karke Kitna Achcha profit bana sakte hain kindly senior members Iske bare mein main Apne experience share Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے

    Walekum assalam forest me jo indicator se trading ke dauran Jo dekhte hain use aap ko ya fayda hota hai ki aap ko pata chalta hai ki aapane kab by ki trade karni hai aur kab sal ki trade karni hai kyunki indicators ke apan down hone se aapko pata chalta hai ki market mein ab buy wali trade lagani hai yah sal wali trade lagani hai autograft indicators ko dekhkar kam karte hain to aapko trading mein bahut jyada fayda hoga aapko profit milega jyada se jyada kyunki indicator se Hi aapko signal milega aapane kab aur kaun si trade karni hai agar aap Bahar dekhen trade lagayenge to aapko market mein nuksan hoga agar aap market mein indicators ko use nahin karte hain to aapko isase yah hoga ki aap ko pata nahin chalega ki aapane a loss wali mein trade karti hai ya profit wale mein trade karti hai to indicators ko use kare Taki aapko jyada jyada profit hasil Ho
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

      G han dear agar ha treading karty waqat acha Kam Kary or achi mhenat sy indecater ko achi thrha sy smjh Kar is me Kam karty Hy to ham acha Kam Kar skaty
      • #4 Collapse

        Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

        hamy indicator ka fida he hota hai hamy real indicator ko use kar ky trading karne chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty ha hamy rsi indicator ko use kar ky kam karna chahey hamy indicator ko kabe be ignore nahe karna chahey yai aik asa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or yai hamy kam karnhy par ache earning be dyta hai hum dollars mai bonus hasil karty hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
          Assalam Alaikum.
          Dear Pakistan Forex forum members main aap sab member se yah Sawal puchna chahta hun ke trading ke dauran Ham Agar indicators ka istemal Karte Hain To Hamen usse Kitna fayda ho sakta hai aur Agar Ham ismein Bhagya indicators ke kam Karte Hain To usse Hamen fayda hota hai ya nahin Ham indicators Ka istemal Karke Kitna Achcha profit bana sakte hain kindly senior members Iske bare mein main Apne experience share Karen.
          Forex bht bara online bussniss hai jis pe hum kam krte hai Har wo cheez forex ki aham hai jise ke andr koi na koi chez shamil hai Humko chhaye hum senior memberscsay poche jis chez ka humko ilim nhi hai forum pe kam krne wale senior memebers ko bi chahye humko guide kren
          • #6 Collapse

            Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
            Assalam Alaikum.
            Dear Pakistan Forex forum members main aap sab member se yah Sawal puchna chahta hun ke trading ke dauran Ham Agar indicators ka istemal Karte Hain To Hamen usse Kitna fayda ho sakta hai aur Agar Ham ismein Bhagya indicators ke kam Karte Hain To usse Hamen fayda hota hai ya nahin Ham indicators Ka istemal Karke Kitna Achcha profit bana sakte hain kindly senior members Iske bare mein main Apne experience share Karen.
            Walekum assalam dear jab Ham trading kar rahe hote hain to indicator sham ko market ki next movement ke bare mein Bata rahe hote hain aur uske different levels ko indicate kar rahe hote hain ki agar yah Upar Jayegi Tu kaun se level ko touch kar sakti hai aur Agar yah niche ki taraf Jayegi Tu kaun si line ko touch kar sakti hai aur use per Ham Apne decision kar sakte hain aur apni trading ko Achcha banaa sakte hain isliye indicator uski proper learning Hamare liye bahut Jaruri hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

              trading ma indicator hmy bht zoada faida dety hein is liay hmy chahea k phly indicators ko smj lain or achi trah sy work karain indicators ko smj k he istmal karain tb he ja k humy rta chl jay ga k hum kis trah indicatirs ko use kr k trade ma faodsa hasil kr skty hein
              • #8 Collapse

                Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

                dear jab Ham indicators ka sahi se use karte hain to hamen kafi acchi information mil jaati hai market ke train ke bare mein aur hamen is chij ko bhi analysis karne mein asani Ho jaati hai ki ab market ka trend aur iski movement kis taraf jayegi bus hamen har EK points ko apne mind mein rakh kar ke kam karna hoga aur kabhi bhi jaldbazi nahin dikhani hogi agar Ham market ke trend ko aasani se samajh jaate Hain aur acche tarike se aise analyses kar payenge aur indicators ko proper tarike se follow karenge to hamen kafi achcha signal mil jaega aur ek strong entry point ko analysis karne ke liye indicators ko acche tarike se follow karna chahie jitna achcha Ham kam karenge aur soch samajh Kar Ke kam karenge aur jal barse hi nahin dikhayenge Bal ke market ke har EK points ko follow karenge tabhi hamen strong entry point aur signal milenge jise Ham follow karke Forex se achcha profit gain kar sakte hain bus mehnat karni hogi Aur Dil lagakar ke kam karna hoga tabhi Forex se achcha munafa Hasil Kiya Kiya ja sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

                  Ham indicator se bahut jyada fayda Utha sakte hain is market ke andar Ham bahut jyada indicator istemal kar sakte hain Jin mein jo sabse Jyada important Hain jin sey hum fayda Le sakte hain unmein moving average indicator ka naam sabse upar Hai Uske bad M C A D aur RSI yah indicator is market mein bahut jyada istemal kiye Jaate Hain Agar Ham 3 se 4 indicator Ek Sath istemal karte hain aur 3 indicator ka result same Aata Hai To fir Ham is market ke andar indicator ko follow karte hue ek achchi trade Laga Sakte aur ek Achcha profit hasal kar sakte hain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

                    dear aapane bahut Achcha question kiya hai agar Ham trading ke dauran indicators ka istemal Karte Haindear aapane bahut Achcha question kiya hai agar Ham trading ke dauran indicators ka istemal Karte HainTo Hamen ismein acha profit ho sakta hai Kyunki trading Ek Aisa business hai jismein aap Achcha kam Karenge to aapko ismein Jyada profit ho sakta hai agar ismein aap indicators ka istemal Karte Hain To usse aapko acchi trades mil sakte hain isliye aapko chahie kya aap trading ke dauran trading tools aur indicators ka istemal acche se Karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k doran indicators humain kitna faida dety hain??

                      Je Ham is market ke andar indicator ka istemal kar sakte hain Ham is main moving average ka istemal kar sakte hain Ham ismein MCAD indicator istemal kar sakte hain Ham chart mein RSi indicator ka istemal kar sakte hain agar Ham 3 se 4 indicator chart ke andar istemal karte hain aur unka result same hai to fir Ham is mein ek acchi trade lagakar ek achcha profit hasal kar sakte hain. Expert or professional trader indicator ka istemal lazmi mein karte Hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X