Earning VS learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Earning VS learning
    Piaarey dosto forex me ap achi earning tab Kar sako ge jab AP learning Karo ge q keh first learning then earning is liey hamesha forex ko time den jitna mumkin hoo sake forex me kmaal ka work Kare phir AP demo par daily practice Kare ta keh apka experience barh sake aor AP trading me loss see Bach Kar aek achi earning karne me kamiaab hoo sake .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Earning VS learning

    jis trader ki jitni learning hoti hai usko itni hi javanon milati hai kyunki Jo log jis kam ko jitna samajhte Hain vah itni hi kamyab ho sakte hain Ham jis kam ko jitna bhi samajh lete Hain to usmein hamari kamyabi utne hi hoti hai isliye hamen pahle kam ko samajhna chahie tab shuru karna chahie kyunki kam ko jitna Ham samajh sakte hain usi ke mutabik hamare liye kamyabi hai aur agar Ham kam ko nahin samajhte to hamari kamyabi bhi nahin ho to pahle hamen kam ko samajhna chahie FIR bad mein Hi Ham kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Earning VS learning

      Ji han sahi baat mein Koi shak nahin ke acchi earning tabhi hogi jab Ham learning per focus denge kyunki learning ke bagair Forex mein kamyabi kisi ko bhi nahin milegi aur jo trader pahle learning per focus dete Hain vah automatic future mein earning karte Hain kyunki learning ke bagair aap Forex ke bare mein acchi information Hasil hi nahin Kar paoge jab tak aap deep mein nahin jaaoge aur jab tak aap practice nahin karoge tab tak aap achcha experience or knowledge Hasil nahin karoge forex business ko samajhne ke liye acche experience or knowledge ka hona bahut hi jaruri hai aur Jin trader ke pass achcha knowledge or experience hota hai vahi trader Forex mein kamyabi Hasil karte hain aur Jin trader ke pass itna achcha knowledge or experience nahin hota vah hamesha nuksan mein Hi rahte hain kyunki Forex ka business ek risky business bhi hai jismein profit aur risk donon same hi hai agar Forex se achcha profit chahie to mehnat karni hogi aur demo account per practis karni hogi itni jyada Ham practice karenge aur jitne jyada hamare pass trading skills honge aur jitna jyada hamare pass experience hoga utna hi Ham achcha kam kar payenge aur Forex per profit unlimited hai bus jarurat hai acche experience or knowledge ki tabhi Ham Forex per success Ho payenge
      • #4 Collapse

        Re: Earning VS learning

        Main is thread ko appreciate karta hun ki learning vs earning ji bilkul equal chijen Hain Jo Bandar acchi learning kar sakta hai vah acchi earning bhi kar sakta hai kyunki first learning then earning agar hamen kis chij ke bare mein pata nahin ham usko love Nahin karte to ham jarur laws kar jaate Hain use chij mein isliye hamen chahie ke ham learning Karen knowledge badhaen use chij mein jisne hamen interested ho chahe vah Forex trading ho ya koi dusri isliye acchi kharab hai Forex trading mein pahle learning then earning
        • #5 Collapse

          Re: Earning VS learning

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahbaz555 پيغام ديکھيے
          Piaarey dosto forex me ap achi earning tab Kar sako ge jab AP learning Karo ge q keh first learning then earning is liey hamesha forex ko time den jitna mumkin hoo sake forex me kmaal ka work Kare phir AP demo par daily practice Kare ta keh apka experience barh sake aor AP trading me loss see Bach Kar aek achi earning karne me kamiaab hoo sake .
          Forex trading me agar app learning for earning ko dekhte hain to ismein aapko Ek ek connection Najar aaega aur aap yah chij observed Karenge ki aap ki ki training totally depend kar rahi Hogi aapki learning ke upar Jaise hi aapki learning increase hoti Jayegi aapki earning may automatically ijafa Hota jaega isliye apni earning ko increase karne ke liye aapko apni learning Jyada effective banana Hogi
          • #6 Collapse

            Re: Earning VS learning

            Ap nay bilkul thk kha hay bht accha point hay g to dosto ty bilkul brabar chlna chayajo achi learning kr sakta hay wo earning bhi BHT achy kr sakty Hain forex trading main sab say phly learning honi Chaya q Kay agr hamri learning achi hun gi tu hum knowledge hasil kr sakty Hain or jasy jasy hamara knowledge increase hota jay ga ham zyda bonus hasil Kar pain gain or mehnat kren jtni ho sakti hay q Kay humen yh pay mehnat ka phal zror milta hay yha par jasy hmara knowledge zyda ho ga tu humen zyda bonus mily ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Earning VS learning

              Earning aur learning ka apas mein bahut ghera taaluq hai agar aap kay pas forex ki learning nahin hai tou aap ko forex sae earning bhi nahin ho sakti hai kyun kay forex koi aam business nahin hai aur forex sae earning hasil kernay kay lye forex kay baray mein learn kerna bahut zaroori hai iss lye pahele learning per tawajuh dain aur uss kay baad aap ko earning ho gi

              اب آن لائن

              Working...
              X