Market movement ki range ko dekh ker trade open kerni chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market movement ki range ko dekh ker trade open kerni chahiay
    Jab Bhi Ham Kisi pair main trade open karne Ja Rahe Ho To Hamen pahle same pair main market ki maximum aur minimum range ko read kar lena chahie ki Ham Apne balance per Jab trade open Karen To Ham take profit aur stop loss ki limit bhi set kar sake aur jab Ham trade continue Karen aur Market Kisi aik position ko hit kar Jaaye to phir Ham next trade ke liye planning kar sakte hain isliye Hamen pahle market ki range ko zarur read kar lena chahie FIR trade open Karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market movement ki range ko dekh ker trade open kerni chahiay

    you are right my brother fast or fail hamen market ki movement ki range ko dekhna chahie Jab Ham market ki movement ki range ko dekh lete Hain to tab working karna hamare liye iji ho jata hai aur agar Ham market ki movement ki range ko nahin dekhte hain to working hamare liye kabhi bhi dost nahin hoti hai hamen market ki movement ki range ko jarur dekhna chahie tabhi success ho sakti hai aur agar market ki movement ki nahin ko nahin dekhte to pair success bhi hamare liye possible nahin hoti market ki movement ki range ko dekhna bahut jaroori hai
    • #3 Collapse

      Re: Market movement ki range ko dekh ker trade open kerni chahiay

      G han dear AP ny sai kha Hy agar ham market ko dhek Kar tread karty Hy to ham mo achi treading ksrny kalye acha experience Mill Jara Hy ham ko acha Kam karma hoga taky ham achi treading Kar saky
      • #4 Collapse

        Re: Market movement ki range ko dekh ker trade open kerni chahiay

        market ki moment ko dekhkar aapane trade lagani hai market kabhi to aap ke paper mein jaati aur kabhi aapke production ke bahut jyada opposite jaati haijab bhi aapko itrade lagaya to aapane uski movement dekhni hai ki moment kahan ja rahi hai aur market kaise munh kar rahi hai tab jakar aapko trading ke bare mein aasani legi aur aap market ko samajh sakenge agar aap apne mind safe trading karenge aur apne Hain reserve ko bhi acchi tarah kam karenge to aap inshallah trading match result asar karne mein kamyab hote hain market ko dekhe aur market to samjhe FIR jakar aap trading mein aasani se kam karenge aur apni open cute rate ki vajah se Hi aapka main aap hote hain trading co aapane achcha karna hai aur acchi kam ki vajah se aap trading co perfect banaa sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Market movement ki range ko dekh ker trade open kerni chahiay

          Dear friend forex trading men market her waqt profit denay ki position men nhi hoti iss liay trade open karnay men jaldi nah karen balkay pahlay market ka mukamal analysis karen aur phir market ki movement ko dekh kar trend ko follow karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Market movement ki range ko dekh ker trade open kerni chahiay

            Dear members kese hain Aap umeed hai ke Aap SB kheryat se honge main Aapki baat se agree hon dear members hme forex trading main market ki movement ki range ko dekh ker trade open krni chaye ease nahi krni chaye phele market ki stsutiyin ko dekh kr trade open krni chaye agr Aap ease hi open kr den ge tu Aapko nuksaan ho ga loss ho ga jiske liye Aapko naakami ka Samna krna pre ga kbhi bhe jldbazi nahi krni chaye soch smjh kr trade open krni chaye

            اب آن لائن

            Working...
            X