Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey
    Dear friends forex trading men loss business ka hissa hey iss liay experts ko bhi loss ho jata hey aur loss se bachna namumkin hota hey iss liay agar acha knowledge aur experience hasil karen aur mehnat karen aur stop loss ko use karen tu loss ko kam zaroor kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

    aisi baat bilkul bhi nahin hai Ham nuksan se bus sakte hain agar Ham theek tarike se kam karen to hamara nuksan kam hoga aur hamen profit jyada milega lekin iske liye hamen theek tarike se kam karna hoga tab hi yah hamare liye mumkin hoga aur agar Ham theek tarike se Kam nahin karenge to yah hamare liye kabhi bhi mumkin nahin ho sakta hai kyunki jitna Ham apne kam ko behtar karenge utna hi hamara nuksan kam hoga
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

      AssalamoAlaikum Dear Forex Main lose Se Bachana namumkin Nahin Hota ham los se bach sakte hain loss Se Bachna Mumkin hai agar Ham loss Se Bachna Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham mehnat se kam Karen market ki situation ko samajhte Hue kam karain achi strategy aur planning Karen Is Tarah Ham Loss sy bch sakte hain aur Agar Ham apni Galtiyon sy sikhenge to Ham Dobara wo Galti Nahin Karenge aur is trha Ham profit ki taraf Jaenge Is Tarah ham los se bach Sakenge Tu Zaroori Hai Ki hm Apne mistakes ko na dohrain ta ki ham los sy bch sky
      Last edited by ; 10-07-2020, 06:27 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

        hamain forum main loss sayy bacny k liy elearning karni ho gi tab hi hum run kar sakty hain so hamain is forum main part time main i job kar k hi hum achi trade kar k hi hum loss say bach sakty han aur forum main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum real main kam kar sakty ain tab hi hum real main kam ka rskaty hain it is best job
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

          hamy is mai loss or profit ka samana karna parta hai jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata haim hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he han hamy market ke movement ko dakth kar is mai amount be invest karne chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

            ji bilkul bhi nahin Forex trade mein lu se bachne ke liye hamen is per jyada jyada mehnat karni hogi aur marketing ko analyse karne ke liye is per experience hasil karna hoga agar market ko naraj kar lete hain To hamen is per jyada Se jyada prophet hasil karenge ab market ko analyse karne ke liye hamen mehnat karni hogi aur is per Ham aur work karke hi market Koi naraj kar sakenge market ko analyse karna Koi aasan Kam nahin hai market ko analyse karne wala shuksh ek achcha trader Ban sakta hai aur is per profit kar sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
              Dear friends forex trading men loss business ka hissa hey iss liay experts ko bhi loss ho jata hey aur loss se bachna namumkin hota hey iss liay agar acha knowledge aur experience hasil karen aur mehnat karen aur stop loss ko use karen tu loss ko kam zaroor kar saktay hen
              Forex trading main loss sy bachena ha to humy both ziada mehnat karni ho ge or proper money management or risk management seekeni ho ge tab he hum loss sy bach sakty han warna loss sab ko hota ha jo control kar k trading karty han to wo kamyab hoty han jab is k alawa sab apna loss karwaty han
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                Dear forex men loss sy bach to ni sakty hen albata ham loss ko kam zaror kar skaty hen agar loss ko kam kar kay trading karen gy to hamen nafa zeada ho ga aor hamara account jaldi bara ho sakta hay aislye hamen achi tara sy mehnat kar kay kam karna ho ga aor ham aismen time table bana kar kam karen gy to aasani sy ham roz ka kam roz he mukamal kar len gay aislye time table bana lena lazmi hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                  Na mumkin kuch b nh hota h ye hmari mehnat hoti jo impossible kam ko possible krdeti h bs mehnat krein hardworking krein loss part of business zrur h lekin ye zruri nh k hr bar loss ee ho agr hm mehnat sy experience sy market ko smj k trading skills improve kr k kam krty hn to loss k chances bht km hojaty hn or hm buch jaty hn loss sy asa nh h k hm loss sy buch nh skty seekh k kam krein gy to zrur kamyabi mily g or nakami sy buch jaen gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                    Friends Forex trading mein lose business ka hissa hai Insan loose say hi sakta hai Insan or apni galti ko saihi krta ha Jab Insan ko koi loss hota hai to use chahie ki vah Sabar Karen allah almighty mehnat Ka mehnat ka phal zarur Dete Hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men loss se bachna namumkin hota hey

                      Gee dear friend agar ham mehnat kerty hain top ham loss sa bach sakty hain .Trading kerty sa pehly hamin market ko ache terha chek ker lena chaiya yani market ko ache terha analysis ker lena chahiya aur hamin demo per bi ache practice ker leni chahiya agar ham asa trading kerty hain to hamain kabi bi loss nahi ho sakta hamain ache kamyabi hasil ho ghi.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X