Asan target choose karen.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asan target choose karen.
    Forex Trading me target asan choose karen ta ke masl ana ho. Target select karna bohut zarori hota hai. Baqi wo complete ho jaye ya nahi isko end pe dekhna chaheye. Forex trading me target ki bohut ahmeyat hai aur ye hamen lalach jese muzar cheez se door rakhti hai. Aagar hamari koshash ho k hum dailyya discipline k hisab se target select karen aur wo pora hone pe mazeed trading na karen to is tarah se hamari koshash kamyab ho sakti hai. Aur agar target achive na bhi ho to bhi time mukamal hone pe mazeed trading nahi karni chaheye. Us k elawa weekly target rakhna aur pher us hisab se monthly target rakhna bhi achi baat hai lekin us ko daily ye discipline target k sath munsalik karna chaheye. Target achieve na hone pe panic nahi hona chaheye bulke sakoon se trading karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Asan target choose karen.

    jitna easy target choose karenge hamare liye utani Hi success hogi isliye hamen easy target ko hi choose karna chahie Taki Ham apne target ko isliye achieve kar sakte hain agar Ham baby target ko achieve karne ki koshish karenge to usko achieve karna hamare liye bahut hi mushkil ho jaega aur ham kabhi bhi success per nahin Ho sakenge isliye hamen big target ko kabhi bhi choose nahin karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Asan target choose karen.

      ji han aapane bilkul sahi kaha Forex mein aasan target select karke Hi Kam karna hoga jo complete karne mein aasani ho agar Ham jyada target rakh karke kam karenge to uska asar hamare mein net per bahut hi bura padega aur ham double minded Ho karke kam karenge jiske nuksanat bahut honge ek aasan target hamen banana chahie aur uske tahat Hi Kam karna hoga agar ek bar vah Ham target achieve kar lete hain to hamen trading stop of kar lena chahie kyunki Jo jyada ki lalach karta hai vah hamesha nuksan mein hi rahata hai hamen hamesha sabar se kam karna hoga aur apne target ko mind mein rakh Kar Ke Hi Kam karna hoga jab vah target Ham achieve karle to hamen masjid trade nahin lagani hogi kyunki Forex mein jitna profit hai utna lost bhi hai hamen loss ko bhi apne mind mein rakh kar ke kam karna hoga aur jitna achcha Ham kam karenge aur acchi tarike se kam karenge aur Forex ki market ki movement aur uski direction ko analysis car care of showed so much Crockett Redington Angela tonight at Charizard profit, Florida granola, professional credit katara, now you gotta be bitching the passion in the country you get all my emotions per control rakhna hoga Taki acche se achcha Ham kam kar sake aur Forex se achcha profit ham gain Karen
      Last edited by ; 10-07-2020, 06:25 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Asan target choose karen.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
        Forex Trading me target asan choose karen ta ke masl ana ho. Target select karna bohut zarori hota hai. Baqi wo complete ho jaye ya nahi isko end pe dekhna chaheye. Forex trading me target ki bohut ahmeyat hai aur ye hamen lalach jese muzar cheez se door rakhti hai. Aagar hamari koshash ho k hum dailyya discipline k hisab se target select karen aur wo pora hone pe mazeed trading na karen to is tarah se hamari koshash kamyab ho sakti hai. Aur agar target achive na bhi ho to bhi time mukamal hone pe mazeed trading nahi karni chaheye. Us k elawa weekly target rakhna aur pher us hisab se monthly target rakhna bhi achi baat hai lekin us ko daily ye discipline target k sath munsalik karna chaheye. Target achieve na hone pe panic nahi hona chaheye bulke sakoon se trading karen.
        Ham Agar forex market Mein trade karte hue bahut bada target set kar lete hain to possibility to hai ki Hamen Aisa target bhi achieve ho sakta hai lekin Hamen uske liye bahut jyada wait karna padta hai agar Ham Fark market Mein trade karte hue Achcha profit banana chahte hain aur ham Chahte Hain Ki Hamen Har Bar trade open karne per Achcha profit Hasil Hota Rahe To Hamen bahut bada target set nahin karna chahie Hamen small profit ke sath hi forex market mein open ki jaane wali trade close Karni chahie aur use profit ko withdrawal karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Asan target choose karen.

          Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kuch log ziyada profit ka lalach kartay hen iss liay woh daily profit ka target ziyada rakh letey hen jiss ko poora karna mushkil hota hey aur target poora kartay kartay kam profit se bhi haath dho bethtay hen iss liay target itna rakhen jiss ko aasani se poora kar saken
          • #6 Collapse

            Re: Asan target choose karen.

            Trading k liye strategy hoti h diff strategies se trading ki jati h js se acha proft earn kr skty hn or trading k liye news se connect rhna diff strategies ka pta hona lazmi h q k yehi tarika h k tradng me succesfull
            ho skty hn
            • #7 Collapse

              Re: Asan target choose karen.

              Ji han bilkul sahi kaha aapane hamen Forex trading per kam karte hue hamesha chhote profit per sawar karna chahie aur aasan target choose karna chahie jisse Ham market ko acchi tarah samajh bhi sakenge aur is per thoda profit hasil karke confident Bhi Bada se karenge hamen chhote target Se Hi aage badhana chahie na ki Ham shuru mein Hi bade target Le aur use per nuksan kar ke isase hamen Koi fayda Na hoga hamen step by step per jana hai aur iske alava hamare pass aur koi Rasta nahin hai step-by-step chalne Se Ham iska experience bhi hasil karte hain aur iski mutaliq train mein hone wali information bhi hasil karte Hain hamen chahie hai ki ham is per kam karte hue chhote target choose Karen aur usi per Sabar Karen aur is per lalach na Karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Asan target choose karen.

                Fox business mein jab Ham apna Kam start karte hain yah posting ka kam start karte Hain to hamen sirf target banaa lene chahie hamen apne friends ke rules ko follow karte hue hamen rojana ke target ko pura karna chahie agar Ham weekly ruzana ki target ko pura karenge to Ham bhi acche se achcha bonus Hasil kar sakenge isliye target ke according kam karna bahut jyada easy ho jata hai hamen regular tarike se kam karna chahie aur planning ke sath kam karna chahie

                اب آن لائن

                avatar Ayn
                Working...
                X