team work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    team work
    forex me team work ka kia role ha agr kafi persons mil beth kr kam kry tu is ka forex treading se apko kia fyda mil skta ha ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ma to akela hi kam karta hu dosro sy rae zaror laita hu lkn experiance aur knowledge apna use karta hu plannig aur stratigy k sth tradinng karta hu mjy to buhat faida hota ha manay kabi team k sth kam nahe kia is liye mjy idea nahe ha is ka
    • #3 Collapse

      dear agar tu ap es mai as a team work kam karo gy tu ap k liye boht he behtar hy jis se ap apnii life ko b enjoy kar skte ho aur maze b le skte ho es liye apna faida hasil karo aur enjoy karo...
      • #4 Collapse

        is main koee sahak nahain haian jo hum grouping main baith ker tadrading ker sakatay hain wo akalay biath ker um trading nahain ker saktay hain.
        • #5 Collapse

          g nahi bhai jan man ais k bary nab nahi janta qk man abhi yahan pe new hn or is man abhi yahan pe sekh rha hn man tna jnta k forex ik bhot he acha wark haaaaaa
          • #6 Collapse

            Team work ka ye faida hai k boht sarey analysis aik pair pay hoon gay to us k results achy nikalin gay jes say pher trade sy strong our ache earning ho ge
            • #7 Collapse

              Is business ko aap individually bhi handle kr saktey hain aur team work main bhi kam kar saktey hain. Team work main kam karney ka yeh faida hota hy keh different traders ki suggestions shamil hoti hain aur aap ki equity bhi ziada ho jati hy. Is tarah jo loss ya profit hota hy woh bhi share ho jata hy aur aap ko ziada loss nahi hota.
              • #8 Collapse

                gee haan bhai hmein apne trading mein team work se acha faida hota he aur hm apne trading mein teamwork krne se apne trading ke ache planing kr skte hien aur hmein apne trading mein aik dosre ke sath mshwara krne se apne trading mein acha faida milta he
                • #9 Collapse

                  Forex trading business aik team ban kar kaam karna bhi theek hy is ka ye faida ho ho ga k hum sab mil kar market ka analysis kar saktay han aur sab mil kar achi trading bhi kar saktay han lakin ye zaroori nhi hy aur kise ko apni mehnat aur hardwork par depend karna cahaiye
                  • #10 Collapse

                    teamwork no doubt aik bohat achi cheez hai specially forex ki market me aap ne teamwork se kaam kara to bohat acha business aap establish kar sakte hain soch samajh kar is business me lya hua koi bhi decision aap ko bohat faida de sakta hai hamesha market me knowledge he aap ke kaam aa sakti hai is lye agar aik ache traders ki team ho to forex definitely aap ko bohat faida pohacha sakti hai .
                    • #11 Collapse

                      sir baat ya ha kay mujay ziada to team work ka pta nai ha wesy ham forex ma team work bhi kr sakty ha lakin jab bhi ham tarding krty ha to har kasi ki apna experince hota ha to islay ap akala bhi tarding kr sakty ha qk usay apko forex ma profit bhi ho sakta ha or ap aek achi earning bhi kr sakty ha
                      • #12 Collapse

                        bhai sahi baat ki ha lakin team work hamay loss bhi krwa sakti ha lakin agar apko apnay team work pay borosa ha to apko team work krna chhaiye qk agar har kasi ka pas experince hota ha to ham aek acha profit bhi earn kr sakty ha islay bs apko ziada time forex ma dena chahiye or jatna bhi ho saky apko mehnat krni chahiye
                        • #13 Collapse

                          Forex trading business ko ap mil kar group mein trading karain gay tu is ka faida hi ho ga kiok jtne ziada log mil kar forex trading business ko kartay han utne ziada analysis bhi karain gay aur is traha profit k chance bhi ziada hoty han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Forex trading business mein team work ka bhi faida ho sakta hy wo is traha agr buht se log mil kar trading karain gay tu wo apni startegy ko aik dosry se share kar k profit earn kar saktay han aur wo analysis ziada ho gay js se har kise ko faida ho ga is liye team work ka bhi faida hy lakin yahan ziada log trading nhi kartay is liye buht se log tanhan hi trading kartay han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X