Kamyabi aur Nakami hum py hamri mehnat py hamry time investment py depend krti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi aur Nakami hum py hamri mehnat py hamry time investment py depend krti hai
    ASSALAM O ALIAKAUM, Forex mein kamyabi Ham per hamari mehnat per hamare time investment mein hamare interest per hamare acche experience or knowledge py depend karti hai agar Ham Forex mein ful mehnat ke sath kam karte hain Apna Kam make responsibility samajhkar karte Hain Puri imaandari ke sath Apna Kam karte hain himmat aur Sabar ke sath Apna Kam karte Hain to Ham jarur kamyab hote hain mein kamyabi Khud BA Khud hasil nahin hoti balki karni padati hai mehnat karke Jab Ham mehnat karte hain time investment karte Hain dilchaspi ke sath Apna Kam karte Hain to Ham forex mein successful Ho jaate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi aur Nakami hum py hamri mehnat py hamry time investment py depend krti ha

    markt main kam kar k hi hum acha earn kar skaty hain aur time atbla bana k hi hum forum main kam kar skaty hain aur har jeet tou har buisness main hoti hai so hamain is k bary main practice kar k hi hum achi trade ka rk hi hum loss sa bach sakty hain aur forum main pahly learning karni ho gi tab hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur earn kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi aur Nakami hum py hamri mehnat py hamry time investment py depend krti ha

      Yes, jab hum forex main ye tasleem kar lain keh kamyabi ka raz hamari mehnat main posheedah hay to he hum forex main agy barh sakty hain, forex main kamyabi say earning lainy kay liye hamain kai tough steps say guzarna hota hay or ager mehnat ki jaye to sub kuch mumkin hi sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi aur Nakami hum py hamri mehnat py hamry time investment py depend krti ha

        Agar Hamen Forex business Mein Kamyab hona hai To Hamen chahie ki Ham ismein Jyada Se Jyada mehnat Karen Kyunki koi bhi business Ho agar aap usmein jitni Jyada mehnat Karte Hain utna hi Teji se aap is business Mein Kamyab ho sakte hain isliye Ye Hamen kabhi bhi forex market ke related Jyada Se Jyada koshish karne chahie ki Ham experience aur information Hasil Karen Kyunki Jab Ham information aur experience Aasan karte hain tabhi Ham kamyabi Hasil kar paate Hain isliye Vahi Bande Hamesha nakam Hote Hain Jo Jyada apne business Mein mehnat Nahin karte Fir Bhi Agar mehnat kar rahe hain tab aap investment bhi Karke a forex market Mein Kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Kamyabi aur Nakami hum py hamri mehnat py hamry time investment py depend krti ha

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ertugralgazi پيغام ديکھيے
          ASSALAM O ALIAKAUM, Forex mein kamyabi Ham per hamari mehnat per hamare time investment mein hamare interest per hamare acche experience or knowledge py depend karti hai agar Ham Forex mein ful mehnat ke sath kam karte hain Apna Kam make responsibility samajhkar karte Hain Puri imaandari ke sath Apna Kam karte hain himmat aur Sabar ke sath Apna Kam karte Hain to Ham jarur kamyab hote hain mein kamyabi Khud BA Khud hasil nahin hoti balki karni padati hai mehnat karke Jab Ham mehnat karte hain time investment karte Hain dilchaspi ke sath Apna Kam karte Hain to Ham forex mein successful Ho jaate Hain
          kamyabi Hasil karne ke liye dilchaspi ke sath kam karne ki koshish karen kyunki jab aap apne kam mein interest rakhte ho to aapko bahut jyada fayda hota hai yahan per mehnat ke sath time investment bhi bahut jyada important hoti hai agar Ham time investment sahi se karte hain to market mein Ham sabko bahut jyada learning Ho jaati hai Ham sabko experience Hasil karte hue yahan per kam karna chahie kyunki trader jab bhi experience Hasil karne ki koshish karega to vah market mein bahut jyada kamyabi Hasil karega successful hona chahte Hain to market ko jyada time dene ki koshish karen aur market ko samajhne ki koshish karen tab jakar aap Ko fayda hoga
          • #6 Collapse

            Re: Kamyabi aur Nakami hum py hamri mehnat py hamry time investment py depend krti ha

            G han bilkul asa ee h kamyabi depend krti h k jo kam krhy hn hm us m kitni mehnat krty hn kitni efforts krty hn or kitna time invest krty hn hmein chye bht mehnat krein hardworking krein or apny maqsad ko panay k liye mehnat krein or seekhein best way m kam krein takay apko kamyabi mily agr hm kamyabi chahaty hn to hmein bilkul b ye nh sochna chye k hm itna time lga rhy hn ya itmi mehnat krhy hn bs ap apni efforts krty jaen himat k sath time invest krein takay apko kamybai mily kamyab insan wo ee hota jo apny maqsad k liye kuch b krta h chahay usy jitni b struggle krni pry
            Last edited by ; 10-07-2020, 05:49 AM.
            • #7 Collapse

              Re: Kamyabi aur Nakami hum py hamri mehnat py hamry time investment py depend krti ha

              ji hamare na kami aur hamare kamyabi hamare mehnat per time per aur investment mein depend karti hai ki kitni jyada hamari investment hoti hai ismein hamen bhi jyada kamyabi milati hai aur national se murari hai ki aap apna time kitna universe karte hain kyunki real money to invest nahin karte kyunki Ham bole kaun per kam karte Hain to ismein main saman se Murad time ki investment hi hai aur dusri bar hamare manate hai ki jitni jyada hum karte hain hamari mehnat rang lati hai aur hamari success bhi hamari mehnat per hi in hisar karti hai aur teesri jaati hai hamara Kam Karne ka tarika agar aap sari chijon ko phone karke chalte hain lekin aap ko Kam Karne ka tarika nahin Pata to aap ke liye successful hona Mushkil sabit ho jaega jyada kam karne ke tarike ko bhi forest ki Bata bhi banaen
              ​BELIEVE IN YOURSELF!
              (Ahsan999)
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kamyabi aur Nakami hum py hamri mehnat py hamry time investment py depend krti ha

                Asalam-o-alikum dear g han apny sahi kaha hy forex mein kmayabe aur nakami humare he mehnat par depend karte hy hum kitne mehnat karty hain es py humare kamyabii depend karte hy es liye humein chahiye keh hum mehnat ky sath kaam karen takeh hum es mein acha se acha knowledge aur experience gain karna chahiye takeh hum kmayab ho saken jitna zayada hum apna time invest karen gy utna zayada hum kmayab hon gy hum kese bhi kam mein jab mehnat karty hain aur apna time invest karty hain to he hum us kam mein utna he kamyab hoty hain humare kmayabe aur humare nakami hunmare mehnat par he depend karte hy thanks

                اب آن لائن

                Working...
                X