forex trading me loss ko recover krna....??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me loss ko recover krna....??
    Salam dear members humy forex trading kbhi bhi loss ho skta ha yh sb kuch chlta hi rehta ha kbhi loss to kbhi profit us k liye humy zaida pareshan hony ki bhi zarurt ni agr apko loss bhi jata ha to us ko recover krna koi mushkil kam ni ha bs humy double mehnat ki zarurt hai or hum jald hi apny account ko recover kr skty hain is liye mehnat sy kam kren or acha profit hasil krenClick image for larger version

Name:	IMG-20200706-WA0006.jpg
Views:	1
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12465717
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading me loss ko recover krna....??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ziddi_Queen پيغام ديکھيے
    Salam dear members humy forex trading kbhi bhi loss ho skta ha yh sb kuch chlta hi rehta ha kbhi loss to kbhi profit us k liye humy zaida pareshan hony ki bhi zarurt ni agr apko loss bhi jata ha to us ko recover krna koi mushkil kam ni ha bs humy double mehnat ki zarurt hai or hum jald hi apny account ko recover kr skty hain is liye mehnat sy kam kren or acha profit hasil kren[ATTACH]15552[/ATTACH]
    Salam dear member apny bilkul sahi kaha ha humy forex trading me loss ho jana koi bhi masly wli bat ni ha yh sb to trading me chlta hi rehta hai humy us k liye zaida mehnat ki zarurt hai or hum us sy apna loss recover kr k sty hain is liye apko double mehnat krni chahiye loss ko recover kren ta k apko forex trading me faida ho sky.............
    • #3 Collapse

      Re: forex trading me loss ko recover krna....??

      Pahle to members ko ja koshish karna hoti hai ki unko loss Na Ho aur agar members ko loss Ho bhi jaaye to fir usko recover karna hota hai aur koi bhi member apne loss ko is tarah se recover kar sakta hai ki jab vah apne kam per bahut jyada acche se focus kar raha hota hai members ke liye apne kaam par focus karna bahut jyada jaruri hai aur trading ke liye practice karna bhi important hai
      • #4 Collapse

        Re: forex trading me loss ko recover krna....??

        Loss ko recover karna itna bhi jyada mushkil nahin hai ki jitna members isko samajh lete Hain aur isko har EK member hi acche se recover kar sakta hai lekin iske liye yah bahut jyada important hai ki members ke pass trading se related achcha experience bhi hona chahie kyunki experience ki vajah se hi koi bhi member apne last ko acchi tarah se recover kar leta hai
        • #5 Collapse

          Re: forex trading me loss ko recover krna....??

          mere dost Agar Forex Mein trading karte hue aapko loss ho jata hai to tension lene ki jarurat Nahin Hai Forex mein munafa aur nuksan donon part of business hai aur yah Hote rahte hain agar aap log ismein nuksan se pareshan Ho Jaate Hain To fir aap kabhi bhi acche trader Nahin Ban Sakte Achcha trader banne ke liye aapko nuksan se sikhana hota hai jo log nuksan se Sikh kar trading karte hain Vahi ismein Kamyab hote hain aur jo log nuksan se dar Jaate Hain aur next time trading dadarkar trading Karte Hain To vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye aapane nuksan se Sikh kar trading karni hai aur Apna confidence and Chris karna hai aapko confidence aapko ismein Achcha trader banaa sakta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: forex trading me loss ko recover krna....??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ziddi_Queen پيغام ديکھيے
            Salam dear members humy forex trading kbhi bhi loss ho skta ha yh sb kuch chlta hi rehta ha kbhi loss to kbhi profit us k liye humy zaida pareshan hony ki bhi zarurt ni agr apko loss bhi jata ha to us ko recover krna koi mushkil kam ni ha bs humy double mehnat ki zarurt hai or hum jald hi apny account ko recover kr skty hain is liye mehnat sy kam kren or acha profit hasil kren[ATTACH]15552[/ATTACH]
            Loss recovery Forex Mein Ek Mushkil task hai Los recover karne ke liye bahut mehnat karna padati hai aur Pahle Se Jyada mehnat karna padati hai isliye koshish Kiya Karen ki aapko lost Na Ho Agar loss Ho Jata Hai To fir Pareshan hone ki bhi jarurat nahin hai aur apne kaam par Jyada focus karne ki jarurat hoti hai aur apni news aur information ko confirm karne ki bhi jarurat hoti hai ki aapki next trade aapko Achcha profit De aur aapka loss recover Ho Jaaye Hamesha Hamen lot size rakhte hue is Baat Ko Apne mind Mein Rakhna chahie ki Hamara account balance kitna hai aur kya Ham yah lot size Sahi Rakh rahe hain yah Hamen is trade ke bare mein acche se Maloom Hai

            اب آن لائن

            Working...
            X