Trading main RSI ka bahut important role hota hay, please read.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main RSI ka bahut important role hota hay, please read.
    Friends, ager RSI 70 say up ho jaye to phir sell kay chances hoty hain, or RSI phir slow slow down ati hay, 60 pe puhnch kay again up ho jati hay or phir down ati hay, or jab 30 pe a jaue to phir hum buy ki trade kar sakty hain, or jab tak RSI 50 tak na puhnchy tab tak hum buy trade main enter ho ker profit lay sakty hain. Please share your experience.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main RSI ka bahut important role hota hay, please read.

    ji bilkul Forex trading ke andar r si ka bahut gehra roll hai yahan is ke jariye kuch log entrypoint dekhte hain aur kuchh log exit point dekhte hainentry point se dekhte hain ke kis varg trade leni hai matlab yah jab upar hai level ko touch Kar jata hai to log se sell ki entry le Lete Hain Tu jab ja low-level prrr jata hai to log buy entry le lete hain lekin is ko bhi use karne ke liye aapke pass bahut jyada experience Hona chahie...
    ​"Try try again until you succeed"
    • #3 Collapse

      Re: Trading main RSI ka bahut important role hota hay, please read.

      yah ek aisa indicator hai ki jisko maximum log istemal kar rahe hote hain aur isko istemal karne se related members ke pass experience bhi hona chahie aur yah experience members quota bhashan ho jata hai ki jab vah apne practice account per aur is se related jyada acche se knowledge hasil kar lete hain aur knowledge hasil kiye bagair koi bhi kam karna possible nahin hota
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Trading main RSI ka bahut important role hota hay, please read.

        yah indicator bahut jyada useful sabit tab ho jata hai ki jab members is ko apne trading mein acche se istemal kar rahe hote hain aur members ko yah bhi maloom hona chahie ki indicators ko apni trading mein kis tarah se istemal Kiya jata hai aur ja members ko in se related acchi information hasil Ho jati hai to fir members ko in se related jyada experience hasil karna chahie

        اب آن لائن

        Working...
        X