agr stop loss na lgao to kia ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Forex trading business mein trading kartay hwy stop loss use karna zaroori hy agr ap stop loss ko use nhi karain gay aur stop loss k baghair trading karain gay tu agr ap ko loss hota hy tu ap ko ko buht ziada loss ho ga aur ap ka account bhi wash ho sakta hy aur agr stop loss laga kar trading kartay han tu stop loss ki waja se ap buht ziada loss se bach saktay han is liye stop loss zaroori hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Bhai stop loss ho ya take profit dono options ko use krna chahiye actually ma khud signals ky mutabik trade ma stop loss ko lagaee baghair nuqsan utha chuka hoon ais liye dono options ko zaruri use kerna chahiye
      • #63 Collapse

        Dear yeh to har banday ka apna apna mind ha kuch k nazdek stop loss lgana chaheay kuch k nazdek nai lgana chaheay. Agr apk stop loss nai lgatay to baz dfa apko faida ho jata ha means loss wali amount wapas a k profit main a jati ha aur baz dfa sara account he wash ho jata ha
        • #64 Collapse

          Koi bhi order open karne se pehle Apne stop loss ki limit ko define karna bahut jyada important hai stoploss aapke account ko wash hone se Bacha Tha hai aur Jyada tar logo ka account ISI vajah se wash ho jata hai ke woh stop loss ka use nahi karte Aur Is Tarah Se bahut zyada lost kar lete hain aur agar aap apna stoploss ka use Kare Toh aapko Ek bas limit Taki loss Hoga usse Zyada lost nahi hoga Is Tarah Se aap bahut accha kaam kar sakte hain aur bahut security trading me aasani se kar sakte hain
          • #65 Collapse

            agar aaapne 1 he trade opan ki hain and apne big bouns liya hain tu mere khayal say apko stop loss use nhe karna chaiey qk main ne asa b dekha hain k stop loss say thora sa oper merkat gai or merket wapis apni price pay i hain or pher kafi down i hain is liye main ne kabi b stop loss use nhe kia hain small lot use ki hain par stop loss use nhe kia hain or main 2 trade say ziyda trdes opan nhe karti ho jo k 500usd pay 0.10 ki 2 trade is say ziyda nhe aaacoutn kabi b wash nhe hoga
            • #66 Collapse

              Dear ager stop loss use nahe karo gy to app ka account full risk py ho ga our kksi bhe bare economjc news k anaypay wash ho sagta hy ya kisi bhe big move py account wash ho jaey ga to stop loss our take profit dono he app ko real account main trade py use kerny chahean
              • #67 Collapse

                bahi ager ap stop loss na lago gay to ap ka account kahli b hu sakta hi q kay market ka kabi b koi b kuch nai kah sakata ha ka as nai up jana ha ya down as laya mary bahi ap jab b trade karo sab say pahly stop loss awor stop profit as pa zarror lago ta kay ap laalch ma nuksan hi nuksan na kar bahto maa to khud asa hi karta hu
                • #68 Collapse

                  stop loss ka use ap ki trading ko secure karta ha ap stop loss ko har haal mey istemaal kareain warna ap ko barra loss paish ajay ga elsiye tarde ap ki secure hojati ha loss ap ko hoga bhi to wo thora sa hoga isliye esko
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #69 Collapse

                    Ye tu depend karta hai ke aap ne kitne volume ki trade open ki hai. Agar ap ka capital bohut ziada hai aur aap ki open trade ka volume kam hai tu aap ko stop loss na laganay ka ziada nuqsaan nahi ho ga balke agar pair loss main ja raha ho tu aap hedging bhi kar saktay hain jis ke zarie aap apna loss overcome kar saktay hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X