Safe trading ke liey stop loss zurroori hai q keh
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safe trading ke liey stop loss zurroori hai q keh
    Salam to all my friends.
    Piaarey dosto forex me agar ap loss see bachna chahte hai to hame chahiey keh stop loss trade me zurroor lagaey lot ka size bonus ke mutabiq normalize Kare ache analysis ke saath hi trade open Kare tab AP acha profit earn Kar sakte hoo .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Safe trading ke liey stop loss zurroori hai q keh

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahbaz555 پيغام ديکھيے

    dear forex member humko chahie ke Ham safe trading karen to iske liye hamen kuchh usko follow karna padta hai kya Ham stop-loss jarur lagaen is hota hai ki hamara account wash hone se Bach sakta hai. Hamen Forex trading mein money management karna bahut jaruri hota hai hamen chahie kya Ham jyada risk nali aur apne account ka 2% tak yah is bikam risk le taki ham jyada nuksan se bache sake aur stop-loss ko jarur aur lazmi lagana hai.
    Your limitationit’s only your imagination.
    • #3 Collapse

      Re: Safe trading ke liey stop loss zurroori hai q keh

      stop loss hamry account ko wash hony sy bachta hain hamy trade sy pahly is ko laga lyna chahey hamy market k achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey agar hum is ma bagar experience ky or tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota yai aik wase karobar hain
      • #4 Collapse

        Re: Safe trading ke liey stop loss zurroori hai q keh

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahbaz555 پيغام ديکھيے
        Salam to all my friends.
        Piaarey dosto forex me agar ap loss see bachna chahte hai to hame chahiey keh stop loss trade me zurroor lagaey lot ka size bonus ke mutabiq normalize Kare ache analysis ke saath hi trade open Kare tab AP acha profit earn Kar sakte hoo .
        Jab Bhi aap trading Mein kam karte hue Apne account ko sev Rakhna Chahte Hain To iske liye jaruri hai ki ab heart rate per Star Plus Jarur use Kiya Karen ya Ek bahut hi behtarin chij Hai Jis per kam karte hue Ham aasani ke sath Apne last Aur prapt ko ek takat mishrit kar sakte hain kabhi bhi Hamen trading karte hue high-risk Nahin Lena chahie Hamen Hamesha kam se kam risk lete Hue achievement Karni chahie Hamen Jyada Se Jyada Sikar Aage Badhana chahie acche skills aur acche knowledge ke sath trading Kiya Karen aur Jab Bhi operate lagaen To Apne account ko sev Rakha Karen Kabhi Bhi Chhote account per bahut badi lot na Lagaya Karen Apne account ko se vyakti Hui Ek kam Kiya Karen tabhi aap Mehfooz tarike se trading kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Safe trading ke liey stop loss zurroori hai q keh

          Dear brother forex trading men safe aur secure trading karnay k liay stop loss aik bahut hi acha aur option hey aur jo log trade lagatay waqt stop loss ko use nhi kartay unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Safe trading ke liey stop loss zurroori hai q keh

            Dear Forex member apne bilkul theek kahan hai ki hamen sirf bade karne ke liye Las hona zaroori hota hai agar hamen ek bar loss or jata hai to Ham usse achcha sabak Hasil kar lete hain jab lash aate waqt galtiyan hoti hain Ham use galtiyo ko dobara nahin Dora the aur hamen uske bad achcha profit Hasil ho jata hai aur hamari trade ki quality bhi acchi se acchi hoti hai is se Ham achcha profit Hasil kar sakte hain aur rate ca result bhi bahut best hoga

            اب آن لائن

            Working...
            X