luck ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Forex mai luck jesi koi chezzz nah hoti =ye sab fazol hai hosakta hai kisi waqt market ap ki side lele per har bar nah knowledge k zariye hi earn kar sakte hain yaha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Bhai mai apko btana chahoo ga k forex trading kisi trha ki gambling nhi hai jismay trader apnay luck ki base say trading say profit earn kr skta hai.blkay forex trading 1 art hai or trader apni knowledge or experience ki base pr hi trading mai kamyab ho skta hai or profit earn kr skta hai.isi liye trading say phlay trading ki proper learning krni chahiye or apni knowledge ki base pr trading krni chahiyr.
      https://t.me/pump_upp
      • #48 Collapse

        meray khayl main to donokaam hi sath stah hon to phir hi is main faida hota hay jnab,,wesay ismain faida nahi hota hay ,,,is liye kaam achi trha say karain
        • #49 Collapse

          Forex trading main aap kay experience kay sath aap ki luck ka bhe amal dakhal hoata hay aap apni kamyabi ka daromadar luck pay nah chor dain agar aap ko iss trading main experience hay to luk aap ka sath day ge warna bnhe iss leay aap ko iss trading main market kay motalik jan na bhut zaroori hoata hay
          • #50 Collapse

            forex sekhany kay liye or trade karny kilye to tajaruba hi chahye hota hy ye mukamml techinqe hy. bina sekha ap ise use tk nhi kar saktay to luck kiya kare G ? haan pehlay sekheen phir sekhnay k bad luck chale G. pehla kam hy sekhna or expreance second Luck hy .
            • #51 Collapse

              jee mera jawab hay proper planning aur experience trading main kam ati hay ager ap in do cheezon yani proper planning aur experience hasil kar kay forex trading karain gey tu profit earn kar saktey hain dosri surat main sawai nuksan k kuch nahi haan jahen tak luck ka talaq hay baz oqate luck behi kaam kar jati hay lakin aisa har dafa nahi hota akhar kar loss main hee trade jati hay.
              • #52 Collapse

                dear brother......mere khayaal sey es may dono ka hona bukhat zrori hai .......means k luck pey nai chorna chahiye balkyl luck khud banani chahiye....wo b mehnat ker k .
                • #53 Collapse

                  salam dear
                  apne bara acha question kia forex ki trading main apk pass planning aur experienced ka hona bahut zarori hai tu he ap successfull ban saktay han apko bahut mehnat ki zarorat hoti hai es business main ager ap bahut mehnat karain gay planning k sath tu ap profit earn kar saktay han proper planning ka hona bahut zarori hai
                  • #54 Collapse

                    meray bhai forex mai luck bee sath dayta hai lakin her bar nai meray khayal say forex mai planing and experience sath dayta hai.
                     
                    • #55 Collapse

                      luck tu saath nai daitee zyada dair haan ap ka experience ap ko zyada benefit dy sakta hy. . .or haan agr practice achee ho tb b ap trade krny main kaamyab hoty hain. . .is liye luck ka sahara ly kr trade nai krni chahiye. . .
                      • #56 Collapse

                        dears luck thu allah ka diya howa gift hai jo kisi aik ko mila hotha hai aur mehnat ka sellah bhi allah detha hai es liya luck aur mehnat dono ka hona bht zaruri hai thanks
                        • #57 Collapse

                          i think that luck is essential in trading because without luck you can lose here.i think that experience is the power to make money here.learning more and more can give us high returns.demo account is a good thing to give us returns.then we can easily earn profits.
                          • #58 Collapse

                            iis business mein luck sath experience ziyada zarori hai,apka forex mein knowledge aur experience jitna ziyada acha ho ga ap utna ziyada achi earning kar skein gay ,is liye luck say zuyada expeirence ka hona ziyada zarori hai
                            • #59 Collapse

                              short term business is profitable because it depend for some time but long term business is always need hard work and also an experience because it depend in large scale of investment
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex mey lucky ka kamaal kum experance ka ziada kue kay aap kay pass knowledge hoga information ho tow experance ho ga na insaan ko khude apny kaam kernay kay hotay hy han yah baat zaroor batu ga yaha kay mey nay be boht experance leya hy aur experance humesha aus waqt ata hy jis cheez ki trade ker rahy hooager study ki tow app kay sary kaam ho jataya hyko chya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X