luck ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex trading main jab aap trading kartay hain to aap ko luck aur experience dono ki zaroorat perti hay in dono main aik bhe nah ho to .....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      meray bhai luck to zorori cheez hai lakin is k sath experience hona zyada zrori hai q k luck kabi kabi kaam ata hai and experience her bar kam ata hai
       
      • #33 Collapse

        dear dono he important hain ap ko chahiye k daikh sun aur smjh k sath sath kam karo ta k ap ko acha faida ho jaye aur ap apnii life ko enjoy karo aur ap ko faida ho ga es liye daikh sun k kam karo...
        • #34 Collapse

          bhai jan forex trading aik business hy is business men success hasil krny ky liy experience boht zayada zarori hy experience kamyabi ki key hy bagher experience ky trade krny wala or luck pr trust krny wala insan kabhi bhi forex men successful nahi ho sakta
          • #35 Collapse

            • #36 Collapse

              Meray khyal se luck zayad importance rukhta ha some times kyun kay akser market wo movement kar rahi hoti jis ki umeed ni hoti or hamara order loss mai jaa raha hota is lie luck he kaam ata ha us time kay humai profit ho ni to loss to phr hona he ha or ye kabi kabi he hota ha wesay to experience hona he kafi hai.
              • #37 Collapse

                Experience sey jo cheez hasil ho sakti hy woh luck sey nahi aa sakti. Luck aik additional benefit hota hy jo aap ko kab milay ga yeh nahi pata. Jabkeh aap apney experience sey kafi kuch hasil kar saktey hain. Forex main jo log luck par depend kartey hain woh khasaray main rehtay hain, aur jo log hard work kar key aur practice key bad trading kartey hain woh kamyab rehtay hain.
                • #38 Collapse

                  G bro luck or experince dono kam ata hy bcz dono pr hi trade ap ki depend krti hy ha agr p ka expeirence zyada howa or ap ko pta ho ky mjy kaha loss ho na hy or pirr ap dhiyan sy trade kro tu ap ko faida mill skta hy.
                  • #39 Collapse

                    brother forex trading m hum ko sub kuch luck py nhi choorna chayeh hum ko mahnt kar k trading ko learn karna chaya us k baad hi earning ho skti ha without experinces aor knowlege k hum kbi trading nai kar sktay experinces bhot ha trading k lia g.
                    • #40 Collapse

                      Luck or experience dono bht zada value rakhty hen but Sb sy pahly experience ki bht zada zrurt h Agr experience ho to Thora sa luck ka bhi kam hota h to Acha luck bhi bht ahmiyat rkhta hai. But mainly experience is most important for forex trading.
                      • #41 Collapse

                        many people believe in luck. many people believe in experience. but i believe in both. i think that without luck and experience we can not success.
                        • #42 Collapse

                          my dear ap ne buht best sawal kiya hai buht se trader sirf luck k saharey hi trading krna pasand krte hain but mein samjta hoon lucky trader wohi hai joexperience or knowledge ki madad se trading krna like krta hai
                          • #43 Collapse

                            FOrex trading men luck ka koe concept nahi ha. trading planning experience or present mind se ki jati ha agr hum luck ko aazmaty rhen ge to loss he kren ge achi earning k lye hmein learnig or practice pr dhyan dena chahyie na k luck pr
                            • #44 Collapse

                              g han bhaio jan ap ne sahe kaha man ap kebt se agre ekrta hn g anhn bhai kam forex man ap ko dono chezo ke bhot hezrort ha q k is k bna tarde mumkin nahi ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                froex me luck ko her waqt nahi azmaya ja skta ap ko agar kaam kerna hay forex me tou ap ko isko properly seekhna hoga and aapko is kay liye mehnat kerna ho gi true sense me agar esa nahi kerien gay tou koi faida nahi hy iska

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X