loss ko hawi na karain khud p

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko hawi na karain khud p
    Aoa Kaisy hain sb,Main Ny dheka haei aksar khe hm loog khud p hawi kr dyty hain loss aany ki surat main is sy hm mazeed nuqsan ki taraf chaly jaty hain is liye kosish karain khe khud p hawi na karan loss ko balkhe mehnat karain mazeed ar dimagh ko thk rkhain fresh rkhain shukriya kamyabi apki taraf ho gi shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ko hawi na karain khud p

    loss jab bhi aapko hota hai aapane Mili disturb nahin hona loss ki vajah se aapane trading acchi karni aur kam bhi achcha kar raha hai agar aap trading mein loss ki vajah se pareshan hai to trading mein aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte lock ko aapane kam karna hai aur trading co aapane purple banana haijab bhi aapko trading Mela sva to aapane Mili apne aapko satisfy nahin kiya balki aap bahut jyada pareshan Ho Gai aur bahut jyada Mishra kyunki Ham sab jante Hain trading mein last hamesha aap hota hai aur bahut kam aapko acchi result milane ke chance hote hain trading bahut hi mushkil hai aur market ko samajhna aapke liye possible nahin hai aapane last ko cover karne aur trading ko perfect banana hai
    • #3 Collapse

      Re: loss ko hawi na karain khud p

      yes, loss aur profit buisness ka hissa hain, is liay agr hmain forex trading ma loss ho jay to us ko khud par haavi na honay dain bl k tension free reh kar usay recover karnay par focus karain aagr hm pareshan hon gaay to mazeed mistakes kar k apna account tk wash kara lain gay
      Last edited by ; 09-07-2020, 03:49 PM.
      • #4 Collapse

        Re: loss ko hawi na karain khud p

        Loss ko khud pay hawi na kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko loss say zayida drna nahi chaiy aap agar mehnat krtay hai tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap loss ka dar say trading nahi kray gay tu aap ko business mein Kam karna ka koi faida nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: loss ko hawi na karain khud p

          Hamen ismein ek martba nuksan Ho bhi jata hai humko jyada pareshan hone ki jarurat nahin haihamen ismein sabar ke sath kam karna chahie aur hamesha main ke sath kam karna chahie agar hamari acchi mehnat hogi to Ham ismein acche se kamyab ho sakte hain aur hamara fayda ho sakta hai isliye hamesha har kisi Ko kamyab banane ke liye mehnat karni chahie aur achcha kam karna chahie jitna Ham achcha kam karte rahenge utna Mara Cha fayda ho sakta hai aur uth Ham jaldi kamyab ho sakte hain to humko Na kami nahin har sal karni chahie hamesha kamyabi hasil karna chahie aur kamyab insan usko samajh lete Hain Jo sabar ke sath kam karta hai aur acche se kam karta hai bad mein hamen ismein fayda ho sakta hai aur bad mein honge kamyab Ho jaate Hain jitna hamesha kam karte rahenge hamen utna achcha fayda hoga aur itna jaldi kamyab ho sakte hain to isliye apne aap ko kamyab banane ke liye hamesha mehnat karni chahie agar hamari acchi mehnat hogi to Ham ismein acche se kamyab ho sakte hain aur hamara achcha fayda ho sakta hai to bad mein humko nuksan nahin ho sakta to apne aap ko kam are banane ke liye mehnat karna aasan kaam hota hai
          • #6 Collapse

            Re: loss ko hawi na karain khud p

            Ji han dear apki bat sahe hay agar ham loss ho janay pay khud ko pareshani men dal den gay to ham trading ni kar saken gy, kyn kay jab pareshani zehan py sawar ho ge to ham ko aismen trade karny men masla ho ga aor ham ko bonus collect karny men bhi mushkil ho jaye ge kyn kay jab mind fresh he ni ho ga to ham posts ki quality ni day saken gy aor aisa ka asar bonus py negaive ho ga aor trade kelye bonus kam ho jauye ga aislye ham ko pareshan ni hona.
            • #7 Collapse

              Re: loss ko hawi na karain khud p

              dera g han maina p ki bat sau agre hon agar is main ham ko loss bi gain ho jaey to is main ham ko upset nahi hona chye is main ham ko chhye k ham is main apnay kam ko last tak achay say acha karaty rahany ki try kia karein q k loss bhi life k ik achay say acha hisa hay is main ham ko mehant k sat apnay kam ko karaty rahan ho g agya ki traf ja ker k apnay ap ko kamyb bany k lye aor agay ki janib ja ker k khud ko bhernay k lye is main .
              • #8 Collapse

                Re: loss ko hawi na karain khud p

                Dear members forex main agar hum nay kam karna hain to hamay is main achay knowledge or experience say he trading karni chahiya is liya is business loss ho he jata hain is liya hamay loss ko khud per hawi ni karna chahiya ku kay agar hum loss kay baray main bar bar sochay gai to hamay kabi be profet ni ho ga is liya hamay is main mahnat or lagan say kam karna chahiya pher he hum is main kamyab ho saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: loss ko hawi na karain khud p

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Aliwaris پيغام ديکھيے
                  Aoa Kaisy hain sb,Main Ny dheka haei aksar khe hm loog khud p hawi kr dyty hain loss aany ki surat main is sy hm mazeed nuqsan ki taraf chaly jaty hain is liye kosish karain khe khud p hawi na karan loss ko balkhe mehnat karain mazeed ar dimagh ko thk rkhain fresh rkhain shukriya kamyabi apki taraf ho gi shukriya
                  Yes dear Forex member of bilkul sahi kah Rahe Hain ke Agar Hamen log Ho To Ham ismein apne aap ko control mein rakhen aur Jyada dress Na Le Agar Ham Jyada tress Lenge To Ham Apne mistakes ko recover nahin kar Payenge aur Masjid Lo Ki Taraf Chale Jaenge Jab Bhi Agar aapko loss ho to sabse pahle apne aap ko mentally hi rakhen aur apne kaam par focus Karen ke Kis vajah Se aapko loss hua hai aur apne use loss ko recover karne ki koshish karen Jyada aap apni Galti Dur Karenge aur Forex form a patient se kam Lenge aap is form mein itna hi Achcha Kama sakte hain Kyunki Har business Ki Tarah forex for me ek Aisa business hai Jiske do Pehlu hain munafa aur nuksan nuksan ham apni ladkiyon ki vajah se kar Baithe Hain Jab Bhi trade lagaen to money management aur Market ki movement ko Dekhte Hue lagaen agar aap samajhte hain ki aap risky trade Laga Rahe Hain To Kabhi Bhi trade na lagaen aur jab aapko confidence Ho ki aap ki rate profit Mein Jayegi tab hi trade lagaen Is Tarah aapko kamyabi Hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ko hawi na karain khud p

                    Gan gee dear pak forex member ya bat apki bilkul theek ha humy loss ko khud pa hawii nahi karnaa chahyaagar apkoloss ho bhi jay to us ka bary ma sochna chor dan jitnaa ziada ap us bat ko sochy ga utnaa hi ziada ap mently disterb rahy ga ayr agarinsan mently disterb hoto koy bhi jam seedha nahii hota har kam ma galty hoty ha is liya dear khud ko jitnaaa ho saky relax rakhy jitnaa ziada ap relax rahy ga utnaa hi ziada ap acha kam kar sakty ga aur mehnat sa kam kary ga aur ap ka loss zror profit ma change ho jay ga..
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ko hawi na karain khud p

                      Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss business ka hissa hey iss liay experts ko bhi ho jata hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss ka mukabla karen aur loss se seekhnay ki koshish karen tu phir pahlay se ziyada mehnat aur himat se kam karen tu zaroor loss ki jaga profit hasil kar saktay hen
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ko hawi na karain khud p

                        G hn dear friends loss or profit dono hi business ka hisa hai loss hojany ki surat ma kabhi b mayoos na hi blky phky sy b zyada mahaat karyn or kamyabii hasil kry.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ko hawi na karain khud p

                          Jahan par profit ho vahan per loss b hota hai Per hamen loss se darna nahin chahie hamen himmat se mukabala karna chahie har ek problem ka loss ho jaaye to iska yah matlab nahin ki ham forex leave kar jaen iska yah matlab hai ki ham next time ke liye taiyar ho jaaye hamen loss se sev rahane ke liye planning ke sath yahan per kam karna hai isiliye apne loss ko apna khuda pay hawi na kary
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ko hawi na karain khud p

                            Aap koi bhi business utha Le aapko chahie usmein aap bilkul bhi pareshan na hoon loss aur profit business mein hota rahata hai aapko chahie ki aap proper planning ke sath kam Kiya Karen jab aap proper planning ke sath aur achcha aur quality wala kam karte hain apne knowledge to increase karte hain to kamyabi aapko jarur milati hi mein main aapse itna kahana chahta hun ki aap good work Kiya Karen aur apni good learning ke sath kam Kiya Karen aapko kamyabi jarur milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ko hawi na karain khud p

                              Kamyabi aur na Kami to Jindagi Mein Chalti rahti hai Insan ko chahie ki vah ismein Pareshan Na Ho tension Na Le aur aapke sath kam Karen jaldi na Karen Apne Upar Vishwas rakhen aur mehnat Karte Rahe Kyunki mehnat se Insan koi bhi kam aasani se kar sakta hai apne mind ke upar isko na rakhen Kyunki kamyabi aur na Kami Jindagi Mein Chalti rahti hai bus apni Mein Jari rakhen Apne Upar Vishwas rakhen Inshallah aapko kamyabi milegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X