greed is your enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Yes of course greed is our enemy. forex trading market bohat achi market ha. is main trading karne ke liye pehle forex ki learning karni parti ha or learning main app ko chahiye ke app khud ko lalach se bachne ki practice karin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Assalam-O-Alaikum waisey to laluch buri bla hota he hay lakin forex trading kay business me jo laluch karey ga wo marey ga q kay ye bohat he risky business hota hay aur ager ap is me thora sa be laluch kartey hen aur risk latey hen to ap ko is me loss he hota hay.
      • #78 Collapse

        g ha app ki bat sahe hai greed hamari enmey hai hamy is say door rahna chaheyah kyu kay aksar is ki waja say hamara lose ho jata hai.
         
        • #79 Collapse

          yes i think that the greed is your enemy in forex business and i think that greed is your enemy in all of your businesses and you should not do greed in this business because if you do greed in this business then you can also get a big loss and if you want to be a good trader in forex then you need practice and you need to leave your greed and you need to do hard working because it is the key of success
          • #80 Collapse

            bhai jan men ap ki bat samjh gya hn ap ny ye kha hy ky greed hamra enemy hy men ap ki bat sy agree krta hn aap theek keh rahy hen success hasil krny ky liy greed sy avoid krna boht zarori hy jub tk greed sy avoid nahi kren gy forex men success hasil nahi hoga
            • #81 Collapse

              har trader ke greed enemy hay is say traders ko bachna chahiy nhee to greed say bohat loss hoskta hay jab aik trader ko profit hota hay to is kay ander greed ajati hay or apni greed say hee jo is nay profit hasil keya hota hay wo bee loss may badal jata hay .
              • #82 Collapse

                Gee sir greedy trader ki sab say bari enemy hay jab tak trader apni greedy per control nahi karta wo earning nahi kar sakta, es liay greedy per control karna zaroori hay and yeh only experience say hota hay.
                • #83 Collapse

                  Sir .mary khyal k mutabiq agr greed,hasd, sex jo sociey ke bure chezn tasaver ke jate hain agr in ko positive directions di jahn to in ma koi qabht nh ha. Bat hamary zahan ur soch ke ha. Insan otna he acha ho skta ha ya phr earn kr skta ha jtne us ke soch ho ge ur sath ma us ke apporch be. To its all upon dear us.
                  • #84 Collapse

                    yes greedy hamari sab say bari dushman hai hamen kuch bhi karna chahiye forex main laikin greed ko zarror avoid karna chahiye greed say hamara bohot ziyada loss ho sakta hai greed say hum apna account tak band karwa saktay hain so greed ko avoid karen
                    • #85 Collapse

                      yes greed se ham apna aya hua profit bhi loss kar sakte hain is liye hamesha aik normal profit target karna chaye ziada ki greed nahee karna chaye
                      • #86 Collapse

                        yes greed aik enemy hi hai jo ap kay business me loss kio waja ban sakti hain ziada earn karny kay liay greed nahi hona chahye forex pe samajh kar mehnat se kam karna chaye and iss business ki strategies ko smajh lena chahye then hi kamyabi mumkin hai.
                        • #87 Collapse

                          g han app ki bat sahe hai greed hamari enemy hai hamay is say door rahna chaheyah kyu kay is ki waja say hamay lose ho sakta hai.
                             
                          • #88 Collapse

                            Greed ki waja se hameen yaa to bohaat bara loss ho sakta hai ya to bohat zeyada profit. But gheer har bar methe nai hotee.
                            • #89 Collapse

                              g han app ki bat sahe hai greed hamari enemy hai hamay si say door rahna chaheyah kyu kay is ki waja say hamay aksar lose ho jaata hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g han bilkul darust farmaya janab g ne greed ek bohat he bara dushman hai traders ka ais se hamin bilkul bach k rehne ki zarorat hai kyun k ais se hamin kafi nuqsan bardasht kerna par sakta hai. hamin chahiye k sabar aur tahamul se thandy demagh se trading karain lalach na karin

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X