Spread kya hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread kya hai?
    Asslam.o.Alikam dear forex members Forex Mein trading Kisko Kahate Hain kindly iski information Sab ke sath share Karen aur secondly spread trading ke andar kya chij hai aur is ko Kis Tarah use karte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread kya hai?

    Dear forex mein spread broker ka commission hota hai aur jub aap market mein koi bhi trade open kertay hain tou aap ki trade loss mein close hoti hai aur yeh loss hi broker ka commission hota hai her trade mein pahele broker commision leta hai uss kay baad aap ka profit shru hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Spread kya hai?

      Ya ik brokr hota hy hm chya ky mhynt kra konwldg or experience Ho hsil kra jitna achy sa or ziyada hm forex ky business ko semjh ga utna hi kamyb Ho ga or profit bh hsil kr saky gs forex ka konwldg or experience hsil krna bht hi zarori hy jitna ziyada konwldg or experience hsil kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
      • #4 Collapse

        Re: Spread kya hai?

        hamain forum main practice kar skty hain so hamain spread ko dek k hi hum achy say trade kar sakty hain aur forum main practice kar k hi hum achi trade kar k h ihum loss say bach sakty hain aur forum main emotion ko kabo main rakna ho ga tab hi hum real main kam kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain tab hi hum sucess ho sakty hain it is best job for all the people
        • #5 Collapse

          Re: Spread kya hai?

          spread broken Kya commission hota hai yahi har ak pairs ka mukhtalif hota hai Koi bhi trade open karne se pahle hamen spread ko acchi tarah se dekh lena chahie Gold ka spread sab se jyada hai isiliye market mein vah expensive hai Ham jis pairs per bhi trade lagate hain hamen use per lot size be dikhna chaty Han
          • #6 Collapse

            Re: Spread kya hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: maliktahseen پيغام ديکھيے
            Asslam.o.Alikam dear forex members Forex Mein trading Kisko Kahate Hain kindly iski information Sab ke sath share Karen aur secondly spread trading ke andar kya chij hai aur is ko Kis Tarah use karte hain
            forex market Mein Jo bhi trade lagai jaati hai usmein trade start se Hi - mein open hoti hai ya spread hota hai agar aap is market Mein Koi bhi trade lagate Hain tu jo aapko starting mein nuksan ho raha hota hai yah nuksan broker ke pass ja Raha hota hai kuchh aise currency pairs bhi available hygiene main aapko commission Dena padta hai jaise agar aap road Dal per kam karte hain to ismein aapko commission Dena padta hai agar aap ismein Koi trade open karte hain to usmein aapko starting Mein trade zero se start hoti hai aur use per kisi ke sim ka nuksan nahin hota magar aapki trade per Jo commission hota hai vah lot size ke liye hath se Kat liya jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Spread kya hai?

              Assalamu Alaikum Jagah market trading Kahate Hain aur Market Mein Jab Ham koi bhi train start mein open karte hain dusre per Hota Hai Hota Hai spirit aur ham aapko starting mein nuksan ho raha hota hai ya nuksan broker ki pass Ja Raha hota hai Kuchh Aisa currency per bhi available Honge main aapko connection Dena chahta hun Jaisa agar aap Road daal par kaam karte hain to ismein aapko Dena padta hai Commission Dena padta hai aapko starting Mein trade Jarur se start Karni chahie aur acche experience
              • #8 Collapse

                Re: Spread kya hai?

                Dear friend forex trading men her pair ka alag alag spread hota hey aur yeh spread unn servers ka commission hota hey jo log market ko chala rahay hen iss liay trade lagatay waqt pahlay spread cut jata hey jo loss ki surat men show hota hey
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Spread kya hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Dear forex mein spread broker ka commission hota hai aur jub aap market mein koi bhi trade open kertay hain tou aap ki trade loss mein close hoti hai aur yeh loss hi broker ka commission hota hai her trade mein pahele broker commision leta hai uss kay baad aap ka profit shru hota hai
                  Dear spread ki behtreen misal ye hai kay ap ka jo be koi pair hota hai us mai ap ko buy or sell ki option milti hai or buy or sell mai jo fark hota hai dunu values mai us ko ap spread kehty hain. jo ap kay major pair hai un mai spread kam hota hai or us kay alawa baqi pairs mai spread ap ko kafi zaida milta hai.esleye jab be ap broker ya koi be apna pair chose karain us ka spread daikh lain. scalping mai kam sy kam spread ap ko zaida faida daita hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X