Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai
    Doston main is form per bahut sare logon ki posting ko dekha hai jis mein shooting star ka jikr Kiya gaya hai ke jab yah pattern banta hai to market Hui ekdum se jump karti hai. kya aap logon mein se Koi detail se samjha sakta hai ki is pattern ki indications kya hai aur market per kya impact hota hai Taki Ham skodem account per acchi tarah practice karke apni real trading main is indicator se thik tarike se fayda utha sake aur kisi bhi tarah ki galti Na Ho
    kindly is bare mein apna knowledge jarur share Karen Taki Ham new logon ko iska fayda Ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

    asslam o alaikum dear friend is bary ma many bi kafi post parhi hy pr is ma koi khas information ni hy ya chart pr use ki jati hy ya ak tarha ka pattran hy Click image for larger version

Name:	shooting star.png
Views:	10
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12329349
    Last edited by ; 09-07-2020, 02:29 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

      forum main learning karni ho gi tab hi hum suces ho sakty hain aur forum main emotin ko kao main rakhna ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur indicator ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aru forum main practice kar k i hum real main kam kar k hi hum trade karni ho gi tab hi hum sucss ho sakty hain ta k loss km ho sakty hain it is best job for all
      • #4 Collapse

        Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

        G forex per different Tarah Ke pattern hote hain Hamen chahie Apne pattern ko stdy karne ke liye iska knowledge collect karna chahie aur mehnat Karke Apne indicators follow kara ke apni trading co successful karne ki koshish Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

          Dear forex mein trading kay lye chart per bahut zayada pattern hotay hain aur inn ko seekhna bahut zaroori hota hai shooting pattern bhi aik acha pattern hai aur iss mein humain trade mein kam pips mein profit hasil kernay mein hi faida hota hai lakin iss mein market ki movement ko samajhna bhi bahut zaroori hai
          • #6 Collapse

            Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

            Indicators ko follow karne mein Ham Logon Ko sometimes difficulty Ho Jaati Hai Lekin jab tak ham log acche tarike se indicators ko follow Nahin Karenge kabhi bhi Ham Logon Ko success Nahin Milegi yah Kaisi market Hai Jiske andar Jab aap Logon Ne kam karna hai to aap Logon Ne Tamam ke Tamam indicators ko acche tarike se phone utha lena hai indicators for long Honge To fayda Hoga aapko fayda Nahin Hoga aur kuchh kar dete Hain
            When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
            :)
            (AbdulWahab33)
            • #7 Collapse

              Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran746 پيغام ديکھيے
              Doston main is form per bahut sare logon ki posting ko dekha hai jis mein shooting star ka jikr Kiya gaya hai ke jab yah pattern banta hai to market Hui ekdum se jump karti hai. kya aap logon mein se Koi detail se samjha sakta hai ki is pattern ki indications kya hai aur market per kya impact hota hai Taki Ham skodem account per acchi tarah practice karke apni real trading main is indicator se thik tarike se fayda utha sake aur kisi bhi tarah ki galti Na Ho
              kindly is bare mein apna knowledge jarur share Karen Taki Ham new logon ko iska fayda Ho
              forex market Mein shooting star candlestick pattern has jisko hum agar use karen to humko yah pata chal jata hai ki is pathan ke bad market ne reversal leni hai yah pattern maximum resistance level par jakar banta hai ismein agar aap trade lagana chahte Hain to aapko ismein confirmation ka intezar karna chahie jab aapko shooting star ke bad next candle bearish Mile to uske bad aap is market Mein trade open kar sakte hain ismein trade karne se aapko kafi jyada fayda ho jata hai kyunki ismein stop-loss bahut hi kam hota hai aur acetate may take profit bahut jyada hota hai is tarah aap account per aasani se profit bana sakte hain aur apne account ko growth kar sakte hain agar aap is market Mein achcha kam karenge to aap ko fayda ho jaega.
              • #8 Collapse

                Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

                aoa/ bht sy indicator use kia jaty hy shooting star bhi ak acha pattern hyy jis sy hum acha profit hasil kar sakty hy jab hum achy sy market ki movemnet kaanylsis karnyy sy.
                • #9 Collapse

                  Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran746 پيغام ديکھيے
                  Doston main is form per bahut sare logon ki posting ko dekha hai jis mein shooting star ka jikr Kiya gaya hai ke jab yah pattern banta hai to market Hui ekdum se jump karti hai. kya aap logon mein se Koi detail se samjha sakta hai ki is pattern ki indications kya hai aur market per kya impact hota hai Taki Ham skodem account per acchi tarah practice karke apni real trading main is indicator se thik tarike se fayda utha sake aur kisi bhi tarah ki galti Na Ho
                  kindly is bare mein apna knowledge jarur share Karen Taki Ham new logon ko iska fayda Ho




                  Salam Dear , apny acha sawal pocha hai , mai apko iss ky bary mai thori defination day dyta hun..!
                  G dosto..! Shooting star aik candle stick pattern ha,Yeh akhri single stick pattern hai,iss ky bad jo candlestick pattern ayen gy wo 2 ya uss sy zyada candle sy banen gy ,Shooting star ka naam japan ky logo ny doobty howy sitary py rkha hai,Shooting star jis din bnta hai us din wo achi teezi dekhany ky bad open price ya low ky pass aa kr band hota hai,Iss leay issy shooting star kehty hain.Shooting star chart mai sub sy zyada dekhai deny wala candlestick pattern hai,Yeh intraday chart mai her rooz dekhai dyta hai.
                  Shooting star ka apna koi rang nhi hota laikn ager Red rang ki bany tu samj len market achi or lambi trend mai jaye gi.
                  Thanks.
                  • #10 Collapse

                    Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

                    g shooting star ka yehe mtlb hota hy jb wick bht ziada bri ho candle body sy to wick wali side per focus krna chhhaye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Shooting star kaun sa pattern hai aur kya indication hai

                      signs ko observe karne mein Ham Logon Ko from time to time difficulty Ho Jaati Hai Lekin jab tak ham log acche tarike se signs ko observe Nahin Karenge kabhi bhi Ham Logon Ko fulfillment Nahin Milegi yah Kaisi market Hai Jiske andar Jab aap Logon Ne kam karna hai to aap Logon Ne Tamam ke Tamam signs ko acche tarike se telephone utha lena hai indicators for lengthy Honge To fayda Hoga aapko fayda Nahin Hoga aur kuchh kar dete Hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X