Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh
    Asslam.o.Alikam dear forex members Ham Sab Ko chahie Jab Bhi apni trade open karen to sabse pahle Apna lot size check Kale Because lot size ka Hamari trade per impact hota hai ISI ki base per Hamari trade profit or loss Mein Jaati Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

    g han dear ap nay sahi kaha forex trading mai achi trade laga naya say pahly ap ko apni lot set kar lene chahea or hamesha small lot ka istamal kar na chahea ku kay small lot say ap ko loss km hota hai or ap kio stop loss ka use kar na chahea taky ap ka account save rahy or ap ka account wash na ho pay or ap ka account mai balance safe rahy ga
    Last edited by ; 09-07-2020, 02:26 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

      اصل پيغام ارسال کردہ از: maliktahseen پيغام ديکھيے
      Asslam.o.Alikam dear forex members Ham Sab Ko chahie Jab Bhi apni trade open karen to sabse pahle Apna lot size check Kale Because lot size ka Hamari trade per impact hota hai ISI ki base per Hamari trade profit or loss Mein Jaati Hai
      Walykum Salamyes dear aapki baat bilkul theek hai ke trade open karne se pahle hamen apni lot size ko check karna hoga because yaar isko ka kam hai agar Ham isko check nahin karte aur without checking Jo Ham trade lagane ki koshish karte Hain To Ham loss bhi kar sakte hain SO hamen har waqt apni ise open rakhni chahie har waqt hamen chahie ki Ham knowledgeable Rahe hamare pass sufficient information Ho tab Ham acchi tarike se kamyab ho sakte hain.
      مرشد
      • #4 Collapse

        Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

        hamain is fourm main lot of size ko km rakh k hi hum achi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur forum main enter hony say pahly is k rules ko folow kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aru forum main enter hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga atb hi hum achi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aru forum main earn ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

          اصل پيغام ارسال کردہ از: maliktahseen پيغام ديکھيے
          Asslam.o.Alikam dear forex members Ham Sab Ko chahie Jab Bhi apni trade open karen to sabse pahle Apna lot size check Kale Because lot size ka Hamari trade per impact hota hai ISI ki base per Hamari trade profit or loss Mein Jaati Hai

          Salam dear me,ber apny bilkul sahi kaha ha humy forex trading me lot size ko must chexk krna chahiye or hmesha lot size kam rakhain ta k apko us me zaida nuksan na ho sky agr ap lot size zaida rakhty hn to us ap ko bht bara nuksan ho skta ha zaida lalch sy apko bht loss ho skta is liye lalch na kren or acha kam kren ta k apko is kam zaida par best profit hasil ho sky......
          • #6 Collapse

            Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

            yes, trade open karnay sa pehlay lot size confirm kar laina chaiay aur isay apni routine bnaen q k ye aik bht important baat ha agr hm is sa chook jatay hain to ghalat trade open hoti ha jis ko dobara adjust karna mushkil ho jata ha
            • #7 Collapse

              Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

              G hy bilkul thk kha hy hm lot size hmsha soch semjh kr legni chya ku ky hmri choti si mistk hnra sub kuch khtn kr skti hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra market ko analysis kra mouvmnt ko semjhna soch semjh kr tred open kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

                G haan trader open karny sy phely lot ka siaz check karna chahy. Humisha small lot ka siaz use karna chahy iss sy shand dar bonus haial kar skty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

                  Ji bilkul aapane acchi tips share ki hai kyunki jab bhi Ham Koi order lagate Hain to lot size usse pahle wale order ka show ho raha hota hai for example humne previous order 0.05 ka lagaya tha to jab Ham Koi naya order place karenge to is waqt bhi auto per 0.05 hi show hoga. aur agar koi trader jaldi mein trade lagane ka soch raha ho to aksar aisa hota hai ki mistake ki vajah se yahi previous size place ho jata hai jisko hamara capital support bhi nahin kar pata to hamen yah chij ensure karni chahie ke ambari trade according to capital ke lagi ho tu jab bhi Koi new order place karen to is lot size ko jarur dekhen aur agar usmein Koi chahie karni hai to change karne ke bad hi order click Karen kyunki ek dafa agar aapane khalifa kar diya to isko change karne ka koi option nahin hai to fir aap usi jyada size ke sath hi sarva karna hoga jo ke kafi mushkil hota hai vaise bhi safety prakashan bhi yahi kahate Hain ki hamen har chij ko acchi tarah dekhbhal kar market mein entry leni chahie tha ke hamen Koi nuksan Na Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

                    Ji aapane theek kaha jab koi bhi trade open kro to os say pahle lot size check kar lo Bahut se members jald bazi se trade open kar lete hain aur lot size mein mistake kar dete hain Is tarah hamare pass itna bonus nahin hota aur ham galti se galat trade open karke galat points per trade laga dete hain Hamen apni galti se avoid karna chahie aur lot size per focus karna chahie trade open karne se pahle
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

                      Lot size Hamesha Ham Logon Ko Apne account size ke hisab Se Lagana chahie Agar Ham logon ka account size small Hai for example Agar $100 account size Hai To koshish karen 0.01 Se Jyada lot size na lagaen Jab aap log is hisab se kam Karenge to aap Logon Ko Hamesha hi Achcha benefit Hoga aap Logon Ko reading Karke trading Kis Ko improve karna hoga market Kendra practice chahie Hoti Hai practice ke bagair ham log kabhi bhi acche tarike se perform nahin kar sakte jitne acche tarike se aap log kam Karenge kam Achcha Karen ki aap logon ko bahut Achcha bonus Milta Hai
                      When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                      :)
                      (AbdulWahab33)
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: maliktahseen پيغام ديکھيے
                        Asslam.o.Alikam dear forex members Ham Sab Ko chahie Jab Bhi apni trade open karen to sabse pahle Apna lot size check Kale Because lot size ka Hamari trade per impact hota hai ISI ki base per Hamari trade profit or loss Mein Jaati Hai
                        forex market Mein trade open karne se pahle lot size check karna bahut hi achcha hota hai kyunki is market Mein jab aap money management Kale hath se kam karte hain to aapko is market Mein fayda hota rahata hai isliye aapko chahie ki aap is market Mein soch samajh Kar kam Karen agar aap is market Mein achcha kam karte hain to aapko ismein kamyabi bhi jarur mil jaati hai Jo tradus market Mein achcha kam karte hain unko ismein fayda hota rahata hai aapko chahie kapus market Mein main Karen jab aap is market Mein achcha kam kar lete hain to uske bad aap ko fayda ho jata hai agar aap is market mein main accha profit hasil karna chahte hain to uske liye lot size ko soch samajh Kar use Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

                          Trading main aksar log entry point Kay baray main baat kartay Hain magar mere khayal se entry point se ziada zarori apka lot size hota hai islye humain lot size pay bhi tawaja daini chahye aur usko Kam se Kam rakhnay ki koshish rakhni chahye kyun Kay lot size jitna Kam hoga humaray account kay liye itna ziada acha hoga islye Meri nazar main entry point se ziada zarori lot size hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

                            Aapane bilkul sahi Baat kahi hai Humko trade open karne se pahle a lot size ko check kar lena chahie Humko small lot size use karna chahie tabhi Ham Forex mein achha profit Hasil kar sakte hain Forex Mein Ham Ko Jyada Se Jyada hardworking Karni chahie aur Humko chahie ki ham acchi quality ka work Karen
                            ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade open krna sa pehla, lot zie check kr lena chahiyh

                              Gee han dear friend ape ki bat bilkul thek hai ke hume chahie ke hume trade ko open karne se pehle lot size ko check ker lena chahie. Lot size hume kam se kam rakhni chahie tabi hum is mien kamaybi hasil ker sake. Forex eik bohat hi ache business hai is ko zyada se zyada join kare aur time waste ke liye nhi balke is mien zyada se zyada mehnat ker ke success hasil karne ke liye join kare. Forex ko time waste na kare yeh life mien success hasil karne ka best zarriya hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X