Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen
    Ja sake ham log dekh sakte hain ke crude oil kafi range mein move kar raha hai aur abhi tak iska koi idea nahin ke upside jaega ya lowest level ki taraf jaega to Jin logon ki trade already lagi Hui hai vah trade ko hold rakhen aur 39050 ke kareeb apna satta flash bhi laga kar rakhen Taki unko jyada nuksan Na Ho jaaye dusri taraf Jo log abhi tak trade plan kar rahe hain to Mera unke liye mashvara hai ki apni trade ko hold Karen aur news ka vate Karen aur jab market clear ho to use waqt Koi trade lagaen abhi agar aapane market ke darmiyaan mein entry li to Koi pata nahin hai ki yah aapke favour mein hogi yah aapke against jayegi to isliye thoda sa aur intezar kar le mera idea hai ki Friday ki sham ko Mile Koi Bada jump karega to use waqt aap log bhi trade mein entry kar sakte hain isase pahle entry lene mein nuksan hone ke bich chances hain to apna balance save rakhen.
    apna experience bhi share Karen Taki mujhe bhi idea hokar aap logon ki is bare mein kya suggestion hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

    Asslam o alaikum dear friend g sahi kah hy ap ny oil kafi confuse movement dy rahi hy asy ma is pr trade ni lani chahiya phir chahiy ap ko is ma ak time ma koi acha point bi mily us sy ya kafi jaldi hart bi jat hy abi to is ki movement kafi confuses bi hy
    Last edited by ; 09-07-2020, 02:24 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

      Ji aapane Sahi Kaha oil ki trading per Hamen vate karna chahie aur is ka result Hasil karne ke liye Hamen market ki movement per Najar rakhne chahie aur Usi trader ko oil pay trade karne chahie Jiske pass uska experience
      • #4 Collapse

        Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

        hamain acha trader bannay say pahly is k bary main learning karni ho gi aur movment ko dekh k hi hum achi trade karni ho gia ur forum main trader banany say pahly is k bary main informaiton acih ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aru forum main trend ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum kamyb ho sakty hain but hamain forum main loss say bach sakty hain tab hi hum kam karin gay
        • #5 Collapse

          Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran746 پيغام ديکھيے
          Ja sake ham log dekh sakte hain ke crude oil kafi range mein move kar raha hai aur abhi tak iska koi idea nahin ke upside jaega ya lowest level ki taraf jaega to Jin logon ki trade already lagi Hui hai vah trade ko hold rakhen aur 39050 ke kareeb apna satta flash bhi laga kar rakhen Taki unko jyada nuksan Na Ho jaaye dusri taraf Jo log abhi tak trade plan kar rahe hain to Mera unke liye mashvara hai ki apni trade ko hold Karen aur news ka vate Karen aur jab market clear ho to use waqt Koi trade lagaen abhi agar aapane market ke darmiyaan mein entry li to Koi pata nahin hai ki yah aapke favour mein hogi yah aapke against jayegi to isliye thoda sa aur intezar kar le mera idea hai ki Friday ki sham ko Mile Koi Bada jump karega to use waqt aap log bhi trade mein entry kar sakte hain isase pahle entry lene mein nuksan hone ke bich chances hain to apna balance save rakhen.
          apna experience bhi share Karen Taki mujhe bhi idea hokar aap logon ki is bare mein kya suggestion hai

          Salam dear apny bilkul sahi kaha ha humy apny oil ki trade ko sbr sy kam lena hoga or us k liye wait krna hoga wo humy acha profit dy skti hai is liye bhgair ksi bhi knowledge k koi bhi trade ni lgani chahgiye is sy apko nuksan ho skta ha or humy proper experince hasil krna chagiye ta tb hi hum forex trading me kamiyab ho skty hain.....
          • #6 Collapse

            Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

            Ji aapane Sahi Kaha oil ki buying and selling per Hamen vate karna chahie aur is ka end result Hasil karne ke liye Hamen market ki motion per Najar rakhne chahie aur Usi dealer ko oil pay change karne chahie Jiske skip uska experience
            • #7 Collapse

              Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

              Agar aap Logon Ne oil ke upar trade li hai to aap Logon Ko usko hold karna chahie aur Jitna ho sakta hai market ke andar acche se wait karna chahie Jab aap log wait Karke kam Karenge to hamesha hi aap Logon ke liye beneficial hoga Forex international level ka business hai aur international affairs is can directly impact karte hain lekin isko understand karna bahut important Hota Hai
              When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
              :)
              (AbdulWahab33)
              • #8 Collapse

                Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

                Gee haan aaj kal oil ki market bahut zayada slow ho gae hai aur ab iss mein trade laganay aur uss sae profit hasil kernay kay lye humain bahut zayada soch ker kaam kerna hota hai forex aik acha business hai aur iss mein wohi kamyab hota hai jo sabar sae kaam kerta hai aap ko bhi chahyea kay oil mein trade kernay mein sabar sae kaam lain
                • #9 Collapse

                  Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran746 پيغام ديکھيے
                  Ja sake ham log dekh sakte hain ke crude oil kafi range mein move kar raha hai aur abhi tak iska koi idea nahin ke upside jaega ya lowest level ki taraf jaega to Jin logon ki trade already lagi Hui hai vah trade ko hold rakhen aur 39050 ke kareeb apna satta flash bhi laga kar rakhen Taki unko jyada nuksan Na Ho jaaye dusri taraf Jo log abhi tak trade plan kar rahe hain to Mera unke liye mashvara hai ki apni trade ko hold Karen aur news ka vate Karen aur jab market clear ho to use waqt Koi trade lagaen abhi agar aapane market ke darmiyaan mein entry li to Koi pata nahin hai ki yah aapke favour mein hogi yah aapke against jayegi to isliye thoda sa aur intezar kar le mera idea hai ki Friday ki sham ko Mile Koi Bada jump karega to use waqt aap log bhi trade mein entry kar sakte hain isase pahle entry lene mein nuksan hone ke bich chances hain to apna balance save rakhen.
                  apna experience bhi share Karen Taki mujhe bhi idea hokar aap logon ki is bare mein kya suggestion hai
                  crude oil per Kam Karne wale tamam traders ko chahie ki vah is market Mein long term trading Karen kyunki long term trading se unko kafi jyada fayda ho sakta hai jo tradus market Mein crude oil patrade karte hain unko yah baat clear honi chahie ki is market main aapko fayda tab hota hai jab wapas market Mein achcha kam karte Hain Jo trader crude oil patrade lagate Hain unko ismein aisi trade gane chahie Jo Daily time frame ke liye hath se ban rahi ho is tarah aapko kafi achcha fayda ho jata hai agar aap is market Mein jaldbaji karte hain aur friend ko jaldi close kar dete Hain to aapko ismein nuksan bhi ho sakta hai isliye aapko chahie aap is market Mein soch samajhkar trade open Karen tab aapko achcha profit mil jaega.
                  • #10 Collapse

                    Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

                    Forex market wo market hai Jo kabhi bhi aik side pay move nahi karti hai balkay Dono sides pay move karti hai islye humain iss bat se ghabrana nahi chahye jab market humaray against chali Jaye balkay iss wakt ka wait karna chahye jab market humari favour main Jaye gee kyun Kay forex trading main kuch bhi possible hai aur kuch bhi hoskta hai islye iss bat se farak nahi parta Kay market kitnay time bad humari favour main jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

                      Yes there aapane bilkul theek Kaha
                      • #12 Collapse

                        Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

                        Bilkul bhai oil ka nh pta yh ks side jata haei bht hi risky trading hai oil ki is kosish karain jin loogon ko lagana hai vo na lagain abhi ar jin ki lagi hvi hai vo hold p rkhain takhe vo nuqsan sy bach payen ar khud ko secure rjh sakin shukriya
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Oil trader apni trade ko hold rakhen aur wait Karen

                          US oil main teade ka faisla news kay baghair nai kia ja sakta, q keh is waqat usa main inventories bahut ziada hain, usa main new corona cases report hony ki waja say energy demand bhi kam hay, jis waja say iska rate kam hona chahiye laikin aisa nai ho raha, laikin umeed hay keh jald he us oil bahut down aye ga,
                          Last edited by ; 09-07-2020, 03:35 PM.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X