avoid news tarding

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    avoid news tarding
    dear jo new trading start kertey hain un ko chahiye k wo news ko trade na kerien because ap k liye news ko trade kerna risky hota hai and is time market me ziada tezi hoti hai or loss ka chance b ziada hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Friends hamain us time tak news trading say avoid karna chheya jab tak kay ham is main porey tarha say trained na ho jain or is main hamain knowledge or experience hasil na ho jaya .
    • #3 Collapse

      yes dear news ka time par trading karni bohat hi khatarnak hoti ha new traders ka lia. aik to new traders news ko samajh bhi nahi sakta dosra mahir traders bhi news ka time par trading sa ruk jata han aur kuch wait karta han taka pata chal saka ka news ka market par kia asar howa ya hona wala ha aur phir hi trade open karta han.
      • #4 Collapse

        g han bhai humen news trading tou bilkul bhi nahi kerni chaeya ya aik kafi humara loss kerdeti hai ews tradign ismay humen kafi loss uthana partha hai and kafi risk lena par jata hai
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum me be isi bat key haq me hoon aur ap ki is bat sey agree karta hoon key hum ko kabhi be news time me trade nahi karni chahye aur na he humari news time me koi trade open he honi chahye nahi to hum ko big loss ho sakta hey.
          • #6 Collapse

            jee bhai app ne theek kaha hai ager new traders news per trading keryn gain to unn ko loss ho sekta hai kun k jab jab news atin hain tab tab market boht fast move kerti hai aur uss ka trend kbhi be change ho sekta hai iss leya hume careful rahna hota hai :)
            • #7 Collapse

              my daer forex bht hi risky business ahi iss me profit banana asan nahi hai hume bht soch samjh kar trading karni chahiye tab hi hum iss se faida hasil kar sakte hain aur hume market ki complete samjh huni chahiye.
              • #8 Collapse

                Assalam-O-Alaikum gee han bhai jan me be ap ki is baat ko tasleem karti hoon kay hum ko kabhi be news trading nahi karni chahiye bal kay hum ko yahi koshish karni chahiye kay ager humari koi trade open be hay to us ko news say pahley pahley he close kar dena chahiye.
                • #9 Collapse

                  g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki at sy agree krta hn jo traders forex trading busienss men new enter hoty hen un ky liy zarori hy ky wo news trading na kren news trading boht risky hy un ky liy zarori hy ky wo technical analysis kren or economical analysis kren wo phir kamyab hon gy
                  • #10 Collapse

                    forex trading mai bhot se major news hote hai jis ke waja se app ko market mai huge movement nazaar ate hai isleye hamesha market mai news ke time per app avoid kerahe trading ko.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      dear ma be apki is bat sa garee ho lakin bat ya ha ka akhuch log is trha ka kam kar ky bht hi ziada earning kar laty ha ha ap ki bat be thik ha
                      lakin news ko be dykhna chy ku ka is trha sa hi hum ak bht hi ziada earning ki traf ga sakty ha.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X