scalping with moving averages

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping with moving averages
    dear scalping k liye moving averages aik acha tool hai and ap is help se trend ko identify kertey ho and than ap trdaing kertey ho but is k liye b ap o support or resitense level ka pata hona chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam-O-Alaikum me to scalping karney walo ko trader he nahi samjhta hoon aur na he meney kabhi khud scalping ki hey aur real trading wohi hey jo hum long term me kartey hen.
    • #3 Collapse

      g ye bhi achi strategy hai ke ap scalping karen aur wo bhi different moving averages ko use karke,ap bohat achi prediction kar skate hain chote time frame pe,lekin yaad rahe ke scalping kaafi risky hoti hai.
      • #4 Collapse

        g scalping bhi trading karne ka ek tareeqa haia ur ap scalping ke zariye kam time mein ziyada pips ka profit bana sakte hain aur jaldi enter aur exit hosakte hian market se.
        • #5 Collapse

          gee bhai scalping mein kon se indicators ka istemal hota he es ke information mujhe sahih nhe he kion keh mein ne kabhe scalping ka istemal nhe kia he aur hmein apne forex trading mein scalping nhe krne chahe aur hm apne trading mein tasle se profit hasil krein
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            G forex trading business mein scalping bhi aik strategy hy js mein ap kaam kar k acha profit earn kar saktay han lakin scalping k liye ap ko knewledge aur experience hona zaroori hy aur indicator ko use kar k bhi trading kar saktay han

            اب آن لائن

            Working...
            X