trade without indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade without indicators
    my dear muje to yeh experience huwa hai k ager ap ko chart ko read kern aa jeye to than ap ko kisi b indicator ko use kerney ki zarrorat nahi hoti and ap khud se apni trade manage ker saktey ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan forex trading business men success hasil krny ky liy indicators ka use krna boht zarori hy indicators market ki theek direction btatay hen indicators sy trade krny ko technical analysis kehty hen bagher indicator ky forex men success mumkin nahi hy
    • #3 Collapse

      bohat say trader signal ka use kiyeh baaghir he trade lgatay hain halan k indicators ka sahi sue kiya jeyhh to trader ziyda mosar ban sakti hai.
      • #4 Collapse

        wasay tu yah asan nahi hay or may tu yah kahta hoon kay agar kisi ko yah trading samj may aiaa tu wo khud ba khud hi indicator ko sikh sakta hay.
        • #5 Collapse

          Jee Mary brother ap nay achie bat ke hay mary khayal say ya itni assan nhee hot bohat say log trade signal ka use kiy bina hee trade karty hay halkn Kay indicators ka sahie use kiya jay to trade zada best ban sakti hay.
          • #6 Collapse

            bhai jaan hum is man without indicator bhe trade kar sakty hain and than is k liye hamain price action ko learn karna chaye and than he hum is main achi trades kar sakty hain and best trader ban sakty hain.
            • #7 Collapse

              asslam o alikum my all friend forex ak asa business jiss world level pe kam karta ha agar hum indicater ko use nai karty tu hum og apny brain ka mutabik trade karta ha ye bhoat risky trade hti ha
              • #8 Collapse

                dear ager ham trading without experience k kertay hain tu is main ko loss ka hundred persent loss hona ka khatra rahta hai is liay soch ker trade kerin
                • #9 Collapse

                  gee bhai without indicators ke trading kr skte hien lakin hmein apne trading mein acha profit nhe ho ske ga is lie keh hmein apne trading ke trend ke smjh nhe ae ge phr hm kaise apne trading se ache income le skein ge is lie in ke learnnig krna trading mein fiada deta he
                  • #10 Collapse

                    trading me indicators ki waja se he ham ko profits hasil hote hain mene believe kiya hai indicator per kiun ke un se ham ko sahi market ki trend directions ko samajhne me help hasil ho rahi hoti hai agar sahi se indicators par trading kari jae to acha profit ban sakta hai aap ka daily .
                    • #11 Collapse

                      forex trading mien apko chahiye ke ap is mienindicators to us ekaren lekin is mien wo hi indicators use karen ek jo ap easily is mine use karsaken.
                      • #12 Collapse

                        Indicators aur charts is leye use keye jatey hain, keh aap market key trend ko judge kr sakain aur unnecessary trading sey khud ko bacha sakain. Market ney kitna up aur kitna down hona hy, us hisab sey orders laganey key leye indicators ko use kia jata hy. Lekan yeh just predictions hoti hain aur 100% result nahi detay.
                        • #13 Collapse

                          Agr ap teade ko with out indicator KY shoro kray gy tou ap kamyabi nahi hasil kr sakty. Kyu k indicators ki madad say ap Forex market KY trend ko maloom kr KY trade open krtay hai.
                          • #14 Collapse

                            Dear trade app indicators k bagheer naked chart k oper nahe ker sagty hain ap ko achy technical analysis k leay indicators ki zarorat parti hai pher he app us main achy trade laga sagain gay jo k profitable hoon gay our ap ko acha profit dain gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading my ap ko beshak chart raed karna aa jay ap is ko jitna bi samjh lay par achi aur kamiab trade k liay ap k oass acha indicator hona bhi biht zarori hay us k bagyr ap achi trade nai kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X