Loss Ki Tamam Wajoohat Ko Search out Krna Experts Ka Tariqa Hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Ki Tamam Wajoohat Ko Search out Krna Experts Ka Tariqa Hy.
    Ji han members Agar trading main aapko loss ho jata hai to aapko ghabrane ki koi jarurat nahin hai aapko chahie ki aap apni mistakes ko search Karen Kyunki Jo expert trader hote hain vah apni mistakes ko search out karte hain Taki future Mein vah Kabhi Aisi Galti na Karen jisse unko phir Loss Ho Jaaye isliye aapko chahie ke Hamesha Sabar Karen Taki aapko kamyabi mil sake aaj ki mehnat aur Lagan hi aapko Kamyab banati hai jo log trading Mein mehnat karte hain Vahi acchi earning bhi kar sakte hain aur Achcha trading bhi kar sakte hain
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Ki Tamam Wajoohat Ko Search out Krna Experts Ka Tariqa Hy.

    Assalamu Alaikum ji bilkul theek Kaha aapane 1 expert trader wahi hota hai jo Apne loss ki vajah ko Jaanta hai aur FIR Anda usmein state ko karne se avoid karta hai loss or profit to hote hi rahte hain isliye kabhi bhi mayus nahin Hona chahie balke Apne loss ki reason ko Samajh Kar uski analysis Karke a under trade per reply Karni chahie Taki aapke loss ke chances kam se kam ho aur aap ka profit jyada ho Is Tarah aap trading Mein Kamyab ho sakte hain aur expert credit Ban sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss Ki Tamam Wajoohat Ko Search out Krna Experts Ka Tariqa Hy.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza Katti Khel پيغام ديکھيے
      Ji han members Agar trading main aapko loss ho jata hai to aapko ghabrane ki koi jarurat nahin hai aapko chahie ki aap apni mistakes ko search Karen Kyunki Jo expert trader hote hain vah apni mistakes ko search out karte hain Taki future Mein vah Kabhi Aisi Galti na Karen jisse unko phir Loss Ho Jaaye isliye aapko chahie ke Hamesha Sabar Karen Taki aapko kamyabi mil sake aaj ki mehnat aur Lagan hi aapko Kamyab banati hai jo log trading Mein mehnat karte hain Vahi acchi earning bhi kar sakte hain aur Achcha trading bhi kar sakte hain
      Ji han bilkul dear aapane Sahi kaha hai Forex trading Mein Hamen Jab loss hota hai to uske liye Hamen loss ki mistake ki vajah ko find out karna Hota Hai Jis vajah Se Hamen hua hai agar Ham use chij ko find out kar lenge To Hamen trading Mein Kamyab ho sakte hain Kyunki Forex trading Mein Kamyab trader wahi hota hai jo apni mistakes se learning karta hai agar aap apni mistakes ko control Nahin Karenge aur ismein learning Nahin Karenge to aap kabhi bhi kam Yad Nahin ho sakte isliye aapko chahiye ke loss hone ki vajah ko Talash Karen Taki aap next time koi bhi mistake Dobara repeat na Karen
      • #4 Collapse

        Re: Loss Ki Tamam Wajoohat Ko Search out Krna Experts Ka Tariqa Hy.

        G haan bhai AP ne right kaha hai keh jab hame loss hoo to hame yeah serach out karna chahiey keh hame q loss Howa hainham ne konsi mistake ki hai un mistake ko talash Kar ke dobara woh galti nahi karni chahiey taa keh ham loss se sehfooz reh sake dosto forex bht acha business ess hai is me work Karo jitna hoo sake experience se work Karo tabhi AP successful trader ban sako ge.
        • #5 Collapse

          Re: Loss Ki Tamam Wajoohat Ko Search out Krna Experts Ka Tariqa Hy.

          Gee han dear friend ape ki bat bilkul thek hai ke loss ki tamam wajohat ko search kerna eik expert trader ka tariqa hai. Hume chahie ke hum apne galtion ko ignore na karen balke zyada se zyada mehant kare aur ache se ache trade lagae kare ta ke ape bhi eik expert trader ban sake. Expert trader banane ke liye hume lalch kerna aur jald bazi kerna chodna ho ga aur mehnat ker ke sabar se success hasil kerni ho gi.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Loss Ki Tamam Wajoohat Ko Search out Krna Experts Ka Tariqa Hy.

            ji hun jub humain loss ho tu humain apni un mistakes ko find out kerna ho ga jis se humain loss hoa ho ager hum in mistakes ko ignore ker daity ahn tu is se humain mazeed loss bhi ho sakta ha jo k humain nakmai ki tarf lay ja sakta ha.

            اب آن لائن

            Working...
            X