Jis insan ko apni galti ka ehsas na ho wo kabhi bhi kamyab nahin ho sakta ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jis insan ko apni galti ka ehsas na ho wo kabhi bhi kamyab nahin ho sakta ha.
    Jis trader ko apni galti ka ehsas na wo trader kabhi bhi kamyab nahin hota aap ne bhi apni galti ka ehsas karna hai aur aap ko pata hona chahie ki aapki kya galti thi per aap trading mein kamyab honge aur aap trading mein isliye apna target achieved kar sakte hain main bhi trading mein koshish karta hun ki apni previous mistake aur repeat na karun aur Jo chijen Meri trading mein acchi hai vah mein hamesha unko bring forward karta hun aur apni trading co perfect banata hun aapane bhi apni galtiyan ko khatm karna hai aur trading co achcha karna hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jis insan ko apni galti ka ehsas na ho wo kabhi bhi kamyab nahin ho sakta ha.

    Galti Kake Taslim karna bahut badi Baat Hoti Hai vah Insan Ka Dil bahut bada hota hai Kyunki usne apni galti ki hai aur FIR usko Upar Saman Liya Hai To Samjho usne mafi Mang Li isliye Agar Jo log Galti karte hain auraten galtiyo Ko Nahin mante apni Galti Ko taskin Nahin Karte to apna nuksan karte hain aur uska pati ko Bar Bar to lete hain aur vah ki Aadat Ban Jaati Hai vah Kabhi Bhi khatm Nahin Hoti koshish karen Apne se galtiyo ko khatm karne ki koshish karen aur apni Galti chai Chhoti ya badi hai usko Taslim Karen aur usse Dur hone ki koshish karen ji itni jaldi ham log apni Galti ko Sudhar lete hain ya khatm karne ki koshish karte hain to utha Nahin Kamyab hote hain Apne aage badhate hain isliye bhi Galti Ho Jaaye insan hai aur insaan se Galti Ho Jaati Hai mistake Ho Jaati Hai Koi Bhi perfect Insan Nahin Hota Har Insan se Kahin na kahin Kuchh Na Kuchh ho jata hai aur Agar Galti Ho Jaaye To Ham Logon Ko Lena chahie aur FIR usko ulti ko khatm Kar Ke Aage acche ke bare mein soche
    • #3 Collapse

      Re: Jis insan ko apni galti ka ehsas na ho wo kabhi bhi kamyab nahin ho sakta ha.

      hamy apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hai hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nah hta loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahyey pher he hum is mai agy bar sakty hai
      • #4 Collapse

        Re: Jis insan ko apni galti ka ehsas na ho wo kabhi bhi kamyab nahin ho sakta ha.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzy پيغام ديکھيے
        Jis trader ko apni galti ka ehsas na wo trader kabhi bhi kamyab nahin hota aap ne bhi apni galti ka ehsas karna hai aur aap ko pata hona chahie ki aapki kya galti thi per aap trading mein kamyab honge aur aap trading mein isliye apna target achieved kar sakte hain main bhi trading mein koshish karta hun ki apni previous mistake aur repeat na karun aur Jo chijen Meri trading mein acchi hai vah mein hamesha unko bring forward karta hun aur apni trading co perfect banata hun aapane bhi apni galtiyan ko khatm karna hai aur trading co achcha karna hai.
        G han apne thek kaha hai nis insaan ko apni galti ka ahsaan nhi wo kbhi kamyab nhi hoga kyun ke use Koi zarort e nhi glti thek krne ke liye wo galti pe galti krega ise bhtr hai wo kam na kre Forex pe jo kam krta hai us ko mahsbt krne ki zarort hai jo acha kam krta hai wo kamyab ho jata hai forex bht acha bussniss hai jis pe hum kam krenge to e kamyab jainge
        • #5 Collapse

          Re: Jis insan ko apni galti ka ehsas na ho wo kabhi bhi kamyab nahin ho sakta ha.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzy پيغام ديکھيے
          Jis trader ko apni galti ka ehsas na wo trader kabhi bhi kamyab nahin hota aap ne bhi apni galti ka ehsas karna hai aur aap ko pata hona chahie ki aapki kya galti thi per aap trading mein kamyab honge aur aap trading mein isliye apna target achieved kar sakte hain main bhi trading mein koshish karta hun ki apni previous mistake aur repeat na karun aur Jo chijen Meri trading mein acchi hai vah mein hamesha unko bring forward karta hun aur apni trading co perfect banata hun aapane bhi apni galtiyan ko khatm karna hai aur trading co achcha karna hai.
          Bilkil sahee kaha aap nah apne mistakes sah seekna our osko note karna buhut ziada zaroori hotha hah kionka har member sah is business may mistakes hothay hah lekin agar wo is ko ignore karah tho osay kabhi he wo khatam nahee kar saktha lekin agar wo os say seekah tho buhut faida hasil kar saktha hah.
          • #6 Collapse

            Re: Jis insan ko apni galti ka ehsas na ho wo kabhi bhi kamyab nahin ho sakta ha.

            Jo log Pak Forex form form Nikalti Karte Hain To Unka Kaun baat ho jata lalach Karne Wale Kabhi Kamyab Nahin Hote Hain Jo log imandari se kam karte hain vah bhi Kamyab Hote Hain Hamen Har kam Shabd se karna chahie aur imandari se karna chahie Jo log Waqt ki Kadar karte hain unko bahut Achcha Sapna per dance Hota Hai agar humne Har Waqt galti ki To Hamara account bus Hota rahega per Hamen koi bhi fayda nahin hoga Rado use Waqt Hota Hai Jab Ham imandari aur Sabir se kam Karen Agar Ham kam Waqt per Karenge To Hamen bahut sara profit Milega aur profit hone Ki Surat Mein Ham trading Laga Denge FIR Hamen bahut sara achha Sa fayda Hoga from bahut Achcha business is Jaisa aur koi business Nahin Agar Ham ismein imandari Aur Subah Se Kam Karenge To Hamara Achcha Se Achcha prapt Hoga yah vah bahan Pichhle se jis mein Hamen imandari se kam kar sakte hain Agar Ham ismein Madani Se Kam Nahin Karenge To Hamara profit Achcha Nahin hoga
            • #7 Collapse

              Re: Jis insan ko apni galti ka ehsas na ho wo kabhi bhi kamyab nahin ho sakta ha.

              Bilkul just insan ko apni ghalti ka ehsas na ho wo kabhi forex trading me kamyab nahi ho sakte hen is me mistakes hona aam bat he har trader se mistakes hoti hen lekin wisely in mistakes ko find out Kar k in ko control karna parta he jitni ziada hardwork ham forex trading me kamyabi k lie karte hen us se ziada apni mistakes se bhi sabaq seekhna zaruri hota he
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jis insan ko apni galti ka ehsas na ho wo kabhi bhi kamyab nahin ho sakta ha.

                hun ap theek khah rahy ahn k ager hum se trdaing main koi mistake ho ay tu is se humain learning bhi kerni chahiy aur humain apni mistake ka ahsas bhi hon achahiy is se hum apni mistake ko repeat nhi ker sakty aur humain forex main kamiyabi bhi mil sakti ha.

                اب آن لائن

                Working...
                X