During trading sabar krna bhut zaroori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    During trading sabar krna bhut zaroori hy
    Asslamualikum dosto trading k lie sabar bhut meaningful hy jb tk sabar se work nai kren gy to hmen kesy kamyabi mil sky g forex trading krty huy trading k doran jald bazi na kren close krne ki hamesha achy profit ka wait krty huy sabar kren trade ko loss main kbhi bhi close nai krna chaye forex trading main time lgta hy profit main ane ka islie jald bazi krne se loss k elawa kuch nai milta r sabar krne se hamesha success hasil hoti hy forex bhut acha online business hy daily basis per work kren r trading main sabar krna sekhen tb hi kamyabi hasil hog
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: During trading sabar krna bhut zaroori hy

    During the trade sabar karna bahut jaruri hai aur jab hamara sabar hoga to hamari trade profitable Hogi aur agar hamara sabar Nahin hoga to hamari trade ko bhi profitable Nahin ho sakti hai isliye hamen jarur shapath karna chahie Aage hamen success mil sake aur agar sabar hoga to success possible Hogi aur agar sabar Nahin hoga to success kabhi bhi possible nahin aati hai isliye hamen jaruri hai ki ham sabar Karen aur apni trade mein profit ka vate Kiya Karen
    • #3 Collapse

      Re: During trading sabar krna bhut zaroori hy

      WaalaikumSlam Ji aapane bilkul theek Kaha during trading Sabar karna bahut zaruri hai agar Ham trading ke dauran jaldbazi se kam lenge to Ham naKami ki taraf ja skty Hain Kyunki jaldi ka kam Shaitan ka hai aur Shaitan Ki Kisi Kaam Mein Barkat Nahin Hoti isliye zaruri hai ki Ham Sabar se kam lain Kyon Ke Allah Pak Sabar karne walon ke sath hota hai aur Sabra Ka ajar Hamen zarur Milta hai isliye trading Mein Hamen Soch samajhkar trade Karni chahie aur Sahi Waqt Ka Sabar se Intezar Karna chahie aur uski Mutabik market ki situation ko Samajh Kar trading Karni chahie is sy hm profit ki trf ja skain gy r achi earning kar sake gy
      Last edited by ; 09-07-2020, 06:42 AM.
      • #4 Collapse

        Re: During trading sabar krna bhut zaroori hy

        dear friend agr ap forex trading mn trade lgatay hn to phir apko chayay k sabr sa kam bhi len keun k ziada tr trades shro mn loss mn he jati hn to jo log loss mn sabr k sath kam letay hn to unki trades zroor profit mn bhi jati hn
        • #5 Collapse

          Re: During trading sabar krna bhut zaroori hy

          Yay baat bilkul Theak hay Kay trading mein sabar,himmat ur mehnat Kay bghair kamyabi hasil kurna mushkil hay.kyun Kay with patience ap apni skills ki base pay chouti invest say sharou kur Kay khud ko baray risks Kay Liye tayar kurtay hain.
          • #6 Collapse

            Re: During trading sabar krna bhut zaroori hy

            sabar se ham ne agara kaam karna hai to ham ne kameyab hona haio hmain agar mehnat karni hai to hmain is mein kameaybi zaror mile gi hmain chahiye ke ham mehnat se practice karain agar ham practice karain ge to hmain buhat hi acha knowledge mile ga agar ham knowledge pe kaam krain ge to ham kameayb ho sakte hain hmain chahiye ke ham practice karain ge to ham kameayb ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: During trading sabar krna bhut zaroori hy

              Ji han doston trading ke dauran aap ko Sabar karna Jaruri hota hai jo log Nahin 8 karte hain aur jaldbaji Nahin Karte vah Kamyab Ho Jaate Hain isliye aapko chahie ke mehnat Karen dil se kam Karen Taki aap to acchi earning ka mauka mil sake aur aap Achcha trade kar Saken Taki aapko kamyabi ke sath Apne trading ka fayda Hasil ho sake
              🌼 Never Give Up 🌼
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: During trading sabar krna bhut zaroori hy

                Trading kay doraan sabar kernay say bohat faida hota hai. During trading sabar kerna bhi bohat zaruri hai. Forex market mai movement iss tareekay say ho rahi hoti hai kay traders ko Wait bhi kerna parta hai. Jo traders wait ker laitay hain unhain bohat faida bhi ho jata hai aur unn ki trading safe rehnay ki wajah say woh apnay account balance say ziada aur achay profits laitay rehtay hain. Sabar say kaam laitay huay traders ko market movement samajh kay trading kerni chaiye aur jald baazi bilkul bhi nahi kerni chaiye

                اب آن لائن

                Working...
                X