kal GOLD 10 saal ki Buland Tareen satah (1814) per agya, reason bata sakta koi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kal GOLD 10 saal ki Buland Tareen satah (1814) per agya, reason bata sakta koi?
    Forex market mein different commodities Hoti Hai Jiske andar Ham Lo trading karte hain aur Achcha profit Hasil Karte Hain is baat ka aap Logon Ko Idea hota hai ki Forex Mein ham log gold Kyon per trading karna bhi start kar dete hain lekin gold Kafi risky metal Hai, kal jo gold hay wo buland tareen satah ko touch lar kay aaaya hay. Or iski wajah USA kay andar kay halat hein. Agar apnay trade li thi to faida e faidah hua hoga
    When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
    :)
    (AbdulWahab33)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kal GOLD 10 saal ki Buland Tareen satah (1814) per agya, reason bata sakta koi?

    Aap ko pata hai ki main ka kya Halat Thode bhi chal raha hai bijali Kuchh man se aur dusra ko Rona Hai khona Ki vajah se market bahut jyada crash per hai mere mein a rahe hain ISI vajah se gold ne bhi cell Hona Shuru Kiya aur FIR cal to 18 se per a Gaya Hai yah mauke cells ke point thagole first time AC moment I think ki kitne Salon bad lekin cold virus Ki Kuch Bhi Ho Sakta Hai Aadmi Upar Se Kya Karen smart trading Karni chahie gold pair ki pair isase Insan Jitna Bhi dur hai To Nahin profit bhi Hota Hai Is per trading karne se last Kabhi Sham na ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: kal GOLD 10 saal ki Buland Tareen satah (1814) per agya, reason bata sakta koi?

      gold ke movement kko dahk kar hamy is mai kam karna ho ga hum is mai agar kam karty howe koi aik mistake be kar dety hain to hamara account band ho jat ahain hamy is ma soch samj kar ka karna ho ga hum gar mi bath kar is mai kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: kal GOLD 10 saal ki Buland Tareen satah (1814) per agya, reason bata sakta koi?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulWahab33 پيغام ديکھيے
        Forex market mein different commodities Hoti Hai Jiske andar Ham Lo trading karte hain aur Achcha profit Hasil Karte Hain is baat ka aap Logon Ko Idea hota hai ki Forex Mein ham log gold Kyon per trading karna bhi start kar dete hain lekin gold Kafi risky metal Hai, kal jo gold hay wo buland tareen satah ko touch lar kay aaaya hay. Or iski wajah USA kay andar kay halat hein. Agar apnay trade li thi to faida e faidah hua hoga
        Forex mein gold ke upar proper way mein trust karna bahut jyada sahi nahin hota hamen gold ke upar trading karte hue tress karne ki koshish nahin karni chahie kyunki yah aksar technical analysis ko fail kar deta hai gold jyadatar fundamentally move karta hai aur globally market mein is waqt jo bhi ho raha hai vah gold ke upar bahut jyada asar Ho Raha hai jiski wajah se iski movement itni jyada fast ho gai hai aur ismein apna record Tod Diya hai lekin hamen yahan per bahut hi jyada experience aasan karne ke bad uske upar trading karni chahie Varna Ham sab kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakenge jab Ham yahan per mehnat karenge to phir hamen bahut jyada knowledge milegi
        • #5 Collapse

          Re: kal GOLD 10 saal ki Buland Tareen satah (1814) per agya, reason bata sakta koi?

          Ji bilkul sahi Kaha cal gold Ne bahut hi movement Ki Hai and snake Kafi time ke bal 1800 ke level ko cross kar diya hai yah continuesly aap movement kar raha tha aur kal is Ne 1800 ko close kar diya hai covid-19 ki vajah se market crash Hui and iski vajah coronavirus hi ho sakta hai gold ne Kafi Salon ke bad 1800 ke level ko cross Kiya Hai and Yahan per aapke liye best entry banti hai ki agar aap Yahan sale ki trade open karna chahte hain to Fir aap is market se Accha profit Hasil kar sakte hain lekin iske liye aapke pass account balance ka strong Hona bhi bahut matter Karta Hai Kyunki acche balance ke sath gold per trade karna aapke liye Aasan rahega
          Last edited by ; 09-07-2020, 06:36 AM.
          • #6 Collapse

            Re: kal GOLD 10 saal ki Buland Tareen satah (1814) per agya, reason bata sakta koi?

            Dear is ke reason apko bhe pata he hae ke gold tab he upo hota hae jab USD weak hota hae to is liye he aj kal coona virus ke waja se USD weak hae bahut he zayada to bas tamam logon ko cahiye ke wo is main sahe tarah se ehtiyat se kam kiya karen is main take wo is main ache tarah se gold par trding bhe kar saken or is main kamayb bhe ho saken qke gold bahut risky hota hae yeh apko loss bhe bahut de sakte hae to bas gold par kabhe bhe ese he trade na kiya karen balke is main proper stop loss or take profit ko use karte howe he trade kiya karen take apka account safe rahe is main
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: kal GOLD 10 saal ki Buland Tareen satah (1814) per agya, reason bata sakta koi?

              Forex Mein gold ki market ko analyse karna sabse important aur sabse difficult task hota hai agar Ham Logon Ne is market ke andar gold ko analyse karna Sikh liya to isase Ham Logon Ko daily basis par 8 se 10 dollar profit ho sakta hai yah depend Karta Hai Ham Logon ke aapki quality ke upar aur ham log kitne acche tarike se maarpeet ko understand Karke kam Karte Hain

              اب آن لائن

              Working...
              X