Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?
    Forex international level ka business hai Ham Logon Ko is baat ka bhi pata hai lekin Ham Logon Ko exactcare Nahin pata ki kaun kaun si countries ke andar forex business allow hai aap log ko idea ke sath business kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Mera Jitna Khyal hai ki yah Tamam ki Tamam countries ke andar allow hai aur Tamam ke Tamam countries Ke Log iskandar trading kar rahe hain aur profit hasil kar rahe hain agar aap Logon Ko is bare mein idea hai to kindly Mujhe is bare mein information provide Karen
    When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
    :)
    (AbdulWahab33)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

    Forex Trading aik international buisiness me se hai aur pori dunya me ye allowed hai aur is k leye hamen kisi pe shak karne ki zarorat nahi hai. Forex trading pori dunya me kaam karte hai. Forex Trading aik unique business hai aur ye pori dunya me phela howa karobar hai. Aur is me har jagah se log kaam kar rahen hen. Forex trading me kesi umar ya kesi khas degree ki bhi zarorat nahi hoti albata kamyab hone k leye forex trading k bare me knowledge aur experience ki zarorat parti hai. Forex trading k leye koi khas jagah bhi mukhtas nahi hai aur roz ba roz is k karobar ma izafa ho raha hai. Forex trading me na khatam hone wala sarmaya laga howa hai. Rozana k hisab se trillions me transactions hoti hai. Pori dunya me maojood koi bhi market is ka muqabela nahi kar sakte. Forex trading me hum brokers k zarye se shamil hote hn jin k pori dunya ma branches hote hn. Is me peso ki deposit aur withdrawal on line digital payment k zarye se hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

      cnbcbjmnbjmnbjmb jmb vjmbjbjcjzkczjkhzkjhzjkhnjkhnjkzhnjk
      • #4 Collapse

        Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

        Jitnay bhi taraki yafta mumalik hen sab men ye business ho raha hay, ye international level ka business hay jo log aismen best investment kay sath sath best time bhi invest kar rahay hen wo bahot faida lya rahy hen forex kay business say agar hamko aismen sy best profit chaye to ham ko aismen achi tara sy mehant karna ho ge aor hamen time table sy kam karna hot ga kyn kay dialy ki9 hamen 50 posts and 4 threads karna hoty hen to ham ye tab he kar skarne gy jab hamara time table best ho ga
        Last edited by ; 09-07-2020, 06:30 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

          forex ka karbar all world mai allow han hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trading kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account bad ho jy ga hum gar mai bath kar is mai kam kr sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulWahab33 پيغام ديکھيے
            Forex international level ka business hai Ham Logon Ko is baat ka bhi pata hai lekin Ham Logon Ko exactcare Nahin pata ki kaun kaun si countries ke andar forex business allow hai aap log ko idea ke sath business kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Mera Jitna Khyal hai ki yah Tamam ki Tamam countries ke andar allow hai aur Tamam ke Tamam countries Ke Log iskandar trading kar rahe hain aur profit hasil kar rahe hain agar aap Logon Ko is bare mein idea hai to kindly Mujhe is bare mein information provide Karen
            I think Forex mein bahut sari currencies hai jo ismein allow hai aur mere khayal Se 180 currencies hai jiske upar Ham trading karte hain aur yahan per alag alag countries ki currencies hai jo Ham alag alag currency ke sath Jin ka pair banaa hua hai aur jo Ham trading karte Hain Ham sabko yahan per bahut hi jyada experience Hasil karne ki koshish karni chahie kyunki yahan per mehnat ke sansad experience ki bhi jarurat hoti hai currencies ke upar trading karenge to hamesha comfortable rahenge aur trader is vajah Se Hi market mein successful hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

              Asslamualikum forex world wide business hy forex puri dunia main hy r puri dunia se log work kr rhy hyn forex per mehnt kr k achi earning kr rahy hyn forex bhut acha online business hy forex per acha work krne se acha bonus milta hy forex per mehnt kren takh kamyabi mil sky forex world wide business hy bhut se members is per work kr k achi earning kr rhy hyn
              • #8 Collapse

                Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

                Forex trading 1 worldwide business hai aur yah Puri duniya Ke andar spread ho chuka hai ya kisi bhi country ke andar allowed ha... lekin Pakistan is one of the best country is can the Forex trading co log jayada se jayada join kar rahe hain now a days Pakistan mein Forex members ki tadad bahut jyada increase ho gai hai ISI vajah se Forex forum ek bahut hi famous business hai kyunki yah hamen jyada se jyada benefit deta hai...
                • #9 Collapse

                  Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

                  Bahut Si Aisi countries Hoti Hai Jahan per Forex trading basically band hoti hai aur ham log vahan per Forex trading nahin kar paate agar aap Logon Ne Bhi Forex trading karna start karni hai to aap log apni country ke andar aasani ke sath kar sakte hain is bar Ki Khushi kha Lene per aap Logon ke upar Achcha profit Allah shuru ho jata hai Jitna Achcha kahan Hoga Uttara profit aap log Achcha Hasil karna Shuru kar denge motivate hokar kam Karenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

                    G dear member ap NY acha swal pucha h k kon job so countries ma Pak forex business allow h.dear member Pak forex trading aik online business Hy jis may Puri duniya sy log Kam kr rhy h aur earning kr rhy h.lakin hamy exactly PTA ni hota h k online business Pak forex jus kis country ma kia ja skta h.waisy Pak forex business aik worldwide business h
                    • #11 Collapse

                      Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

                      Forex trading taqriban tamam countries me hota he kiun k ye ek real business he aur wouldwide bahut hi acha aur popular business he is me ye asani he k ye business online hone ki wajah se bhi tezi se maqbul hone wala business he jis me ham mobile ya computer par just one click se ise manage Kar sakte hen is me rozana trillions dollars ka business hota he aur rozana profit kamane k lie trader koshish karte hen
                      • #12 Collapse

                        Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

                        asslamu alaikum bhai jan umeed ha ka ap sab khariyat sa hu ga forex aik international karobar ha jis ko karna ka liya hamy bohat zyada mehnat kana ki zrort huti ha ya mara khyal sa koi asa countri nai ha jaha ya allow na hu q ka business wo allow nai huta jis ko log galt samjta hun forex aik real karobar ha ya har contre ma kiya jata ha start ma jba ya phla ta to is pa bohat sa fatba lgay ga jab ulma na in pa bat ki to onho na asi markit ko aik hal karobar krardiya q ka jis ma ham mehnat sa kam karta han wo bi aik dosra karobar ki nisbat to wo kabi bi haram nai huta es ko har conre ma kiya jata ha ya aik bohat hi papluar karobar ha jis ma ham kabi bi mehnat ka bagir kamyab nai hu sakta
                        • #13 Collapse

                          Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

                          Forex worldwide degree ka commercial enterprise hai Ham Logon Ko is baat ka bhi pata hai lekin Ham Logon Ko exactcare Nahin pata ki kaun kaun si nations ke andar foreign exchange enterprise enable hai aap log ko thinking ke sath commercial enterprise kar sakte hain aur Achcha income Hasil kar sakte hain Mera Jitna Khyal hai ki yah Tamam ki Tamam international locations ke andar enable hai aur Tamam ke Tamam international locations Ke Log iskandar buying and selling kar rahe hain aur income hasil kar rahe hain agar aap Logon Ko is naked mein notion hai to kindly Mujhe is naked mein data supply Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

                            Forex aik international business hae is main tamam countries ke currencies hote hain jis par hum trade kar sakte hain to hum is main un countries ke currencies par he trade karte hain jo ke stable countries hote hain to is liye he to tamam logon ko cahiye ke wo is main sahe tarah se dil se kam bhe kiya karen take hum is main success bhe gain kar saken or is tarah se he to hum is main kamayb bhe ho he jate hain or hum aik ache trader bhe ban he jate hain to bas is liye he to hamen bhe cahiye ke hum ahe tarah se ache tarah se is main kam kiya karen agar hamne kamayb hona hae to tab he tyo hum kuch hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kon kon si countries mein Forex ka business Allow hay?

                              Asalam-o-alikum dear forex trading dunya ky bhut sy countries mein allow hy magar india ny es par pabandii laga de hy dunya ky bhut se mummalik mein forex allow hy aur forex mein bhut se members pore dunya se kaam karty hain kun keh hum janty hain keh forex market dunya ki sab se bare market hy aur forex trading almost 10 trillion people karty hain pore dunya se to es liye forex aik bhut he acha aur world wide business hy forex mein chahiye jitne bhi members trading karen ews sy forex market ko koi farq nmahin parta hy thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X