Salam to all member of Pakistan Forex forum Pyare doston Jab Ham Forex trading ke andar self-confidence ke sath Se Kam Nahin Karenge dusron per depend Karenge To Ham ismein Kamyab Nahin Honge balki Hamen self-confidence ke sath kam karna chahie self-assessment Karni chahie self-analysis karne chahie aur usko jo hai defend karna chahie aur Usi ke mutabik implement karna chahie sabse pahle Humne Ek Achcha plan banana hai uske bad market ke analysis Karne hain market ke trend ko samajhna hai apni management ke hisab se apne capital ke hisab se Humne lot size select karni hai aur Usi hisab se Humne trade Lagani hai tu Agar Ham isliye Sab karne mein Kamyab Ho Jaate Hain To Hamen Kshetra Deda Honge aur self-confidence mere Khyal se jo Hasil Karne Ka behtarin Tarika Hai vah demo account per Jyada Se Jyada practis karna hai Kyunki Agar aapko vahan per positive results Milenge to aap bahut jyada motivate Honge aur aapko bahut jyada confidence Milega aur aapka experience be increased Hoga Shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим