Asalam-o-alikum dear members , main ny es baat ko bhut note kiya hy keh aik kmayab trader aur aik nakam trader mein kia farq hota hy aik kmayab trader aur aik nakam trader mein bhut se asii chizen hain jo keh bhut different hy 1st aik kmayab trader forex trading mein kabhi bhi apne learning nahin stop karta hy wo har chiz se learning gain karta hy aur apne apko improve karta hy agar usy loss ho jaye to wo preshan hony ky bajaye learning par focus karta hy jab keh aik nakam trader mein asa nahin hota hy wo over confidence hota hy jis ki wajah se wo learning par focus nahin karta 2nd aik kmayab trader trading mein kbhi bhi money management ko ignore nahin karta hy aur na he zayada profit gain karne ki lalach karta hy jab keh aik nakam trader mein asa nahin hota hy wo forex trading mein money mamnagement ko follow nahin karta hy aur lalach karta hy jis ki wajah se wo nakam hota hy 3rd aik kmayab trader forex trading mein earning se zayada apne learning par focus karta hy aur demo account par trading ki khud se practice karta hy aur market ko samjhny ky liye wo har taraf se knowledge aur experience gain karta hy jab keh aik nakam trader mein asa nahin hota hy wo earning par learning se zayada focus karta hy forex trading mein knowledge gain karny ky liye aur seekhny ky liye mehnat nahin karta hy aur bhi bhut se difference hoty hain es mein baqii ap bhi apne raye zarur share karen thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим