Nakami mehnat kr k kamyabi ma tabdil ki ja skti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Nakami mehnat kr k kamyabi ma tabdil ki ja skti ha

    agar humy appine business mine bar bar loss hota hy aur hum appine business mine bar bar nukam hoty hy to humy is mine chahiya ka hum
    appine business mine mehnat ka sath work kry appiunr ghulty ko theek kry is mine mehnat ka sath work kry. hum agar appine business mien
    mehnat ka sath work kry ga to hum is ziayda faida hasil hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Nakami mehnat kr k kamyabi ma tabdil ki ja skti ha

      Han gee dear member ap na bilkul theek bat btay ha bakami ko ap mehnat kar ka kamyabi ma chang kar sakty hain mehnat aik asi cheez ha agar ap is ka daman tham lan ga to ya kahin bhi apko dobny nahii da gi har jaga ap jahan jay ga jis jaga apko kamyabi ka samna ho ga kuy kah mehnty shaks hmasha kamyabi ki traf jata ha hmasha luck bhi us ka sath data ha jo shaks mehnat karta ha mehnat sa hi sab kuch ha bgair mehnat ka insan kuch nahi kar sakta kuch bhi nahii is liya dear mehnat karty rahy kamyabi ki khas nishani ha..
      • #18 Collapse

        Re: Nakami mehnat kr k kamyabi ma tabdil ki ja skti ha

        Assalam o Alaikum Dear members i hope you are doing well.. yes i agree with you .. agr ap achi niyat k sath mehnat karty rahy to ap apna loss profit sy recover kar sakty hian ..
        • #19 Collapse

          Re: Nakami mehnat kr k kamyabi ma tabdil ki ja skti ha

          Dear friends hamy loss sy learning gain kar ky aik time table baana kar kam karna ho ga then hum earn kr saky gy forex mai hum raat mai be kam kar saty han hum is mai din mai be kam kakr sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kr sakty hain is mai hum apny boss be ap he hoty hain forex ko samjana asan nahi hain jitni zyada mahant kary gy utni hi zyada axhi kamyanii hasil kar payn gy qk Allah pak ko b mahant dar insaan hi pasand hai isliye wo apny mahant dar bndy ki mahnat ko kabhi b rahy gahh nahi jany deta.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Nakami mehnat kr k kamyabi ma tabdil ki ja skti ha

            Nakami mehnat karke kamyabi mein badli ja sakti hai agar aap mehnat karne wale shabd se Hain to aap apni life mein kabhi bhi fail nahin ho sakte chahie ki aap agar ek bar fail ho chuke hain to aap dobara bilkul aap ek bar Jo mistake kar chuke hain aap koshish karen ki aap dubara hua mistake na Karen agar aap mistake dobara nahin karenge to aap kamyab Ho jaenge maine bahut se aise log dekhe Hain jinko laoss hota hai lekin vo pareshan nahin hote balki apni mehnat jari rakhte Hain aur at the end vahi log kamyab Ho jaate Hain

            اب آن لائن

            Working...
            X